Posts

Showing posts from February, 2021

Daily Calendar Hadiths - 28 February

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Sab se achcha aadmi woh hai jise gussa der se aaye aur jaldi chala jaaye”.* [Book of Tirmizi: Hadees No. 2191] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Padho, apne parwardigar ka naam le kar jisne sab kuchh paida kiya".* (Quran: Chapter/Surah -Al-Alaq: Verse/Ayat no. 01) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Dozakh waale aur jannat waale baraabar nahin ho sakte, jannat waale hi kaamyaab hai".* (Quran: Chapter/Surah Hashr: Verse/Ayat no. 20) < div style="text-align: center;">•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Apne parwardi

Gair Muslim mardon aur aurton se kabhi nikah na karna

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *“ Gair Muslim mardon aur aurton se kabhi nikah na karna .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran (Roman Urdu): *" Aur momino mushrik aurton se tab tak nikah na karna jab tak imaan na laye. Kyunki mushrik aurat chaahe tumko kitni bhi achchhi lage, us se imaan waali gulaam aurat behtar hai. Aur esee tarha mushrik mard (moortipuja karne wale ya shirk karne wale) se bhi tab tak nikah na karna jab tak imaan na laye. Kyunki mushrik mard chaahe tumko kitna bhi achchha lage, us se imaan waala gulaam mard behtar hai. Yeh mushrik log dozakh ki taraf bulaate hain, aur Allah Subhanahu apni meherbani se jannat aur bakhshis ki taraf bulaata hai. Aur apne hukm logo se khol khol kar bayaan karta hai taaki naseehat haasil kare ".* [Surah Al Baqarah (2), Aayat 221] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ अल क़ुरान (हिंदी): *" और मोमीनों मुशरिक औरतों से तब तक निकाह ना करना जब तक ईमान ना लाए l क्यूंकी मुशरिक औरत चाहे तुमको कितनी भी अच्छी लगे, उस से ईमान व

Daily Calendar Hadiths - 27 February

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Us shakhs ke liye barbaadi hai, jo logon ko hasaane ke liye jhooth bole”.* [Book of Abu Daaood : Hadees No. 4990] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Allah us muttaqi daulatmand bande se muhabbat karta hai, jo (taqwa aur daulat ke baawjood) naama’roof aur chhupa huwa ho”.* [Book of Muslim: Hadees No. 7621] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Jab kisi gunehgaar ki taareef ki jaati hai, to Allah Ta’ala gussa hota hai aur arsh kaanp uthhta hai”.* [Book of Sho’abul Imaan: Hadees No. 4886] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Jo shakhs apni zabaan aur sharmgaah ki hifaazat

Daily Calendar Hadiths - 26 February

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Gunaah se tauba karne waala, gunaah na karne waale ki tarah hai”.* [Book of Ibn-e-Maaja : Hadees No. 4250] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Aadmi ki khud ko behtar samjhne ki aadat; sab se ziyaada halaak karne waali hai”.* [Book of Sho’abul Imaan : Hadees No. 7252] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Aur ek dusray ka maal na-haq na khao aur na is ko ( rishwat ) hakimon ke paas pahuchao takay logon ke maal ka kuch hissa najaaiz taur par khajao aur ( usay ) tum jantay bhi ho".* (Quran: Chapter/Surah -Al-Baqarah: Verse/Ayat no. 188) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Aamaal ka

Short Dua #74

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *اللَّهُمَّ رَبَّ النَّاسِ أَذْهِبِ الْبَاسَ، اشْفِهِ وَأَنْتَ الشَّافِي، لاَ شِفَاءَ إِلاَّ شِفَاؤُكَ، شِفَاءً لاَ يُغَادِرُ سَقَمًا* --- *Allahumma Rabban Naasi, Azhibil baasa, Ashfihi Wa Antash-shaafee, la shifaa'a illa shifaauka, shifaa'an La Yugaadiru Saqama.* [Sahih Bukhari, 5743]  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    _Beemariyo se Shifa maangne ki dua_ --- *Eh ALLAH logon ke RABB, takleef ko dur kar de, isko (mareez ko) Shifa ataa farma, Tu hi Shifa dene wala hai, Tere siwa koi shifa dene wala nahi hai, aisee shifa ataa farma ki beemari bilkul baaqi na rahey.* --- *एह अल्लाह लोगों के रब्ब, तकलीफ़ को दूर कर दे, इस को (मरीज़ को) शिफा अता फरमा, तू ही शिफा देने वाला है, तेरे सिवा कोई शिफा देने वाला नही है, ऐसी शिफा अता फरमा की बीमारी बिल्कुल बाक़ी ना रहे ।*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    _Dua for cure from illness_ --- *O Allah, the Lord of the people! Remove the trouble and heal the patient, for You are the Healer.

Daily Calendar Hadiths - 25 February

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Rishtedaaron, yateemon aur gareebon ke saath bhi achchha bartaao karo".* (Quran: Chapter/Surah -Al-Baqra: Verse/Ayat no. 83) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Allah Ta’ala ko 3 baatein na pasand hain: (1) fuzool baatein, (2) rupya paisa barbaad karna, (3) bila zaroorat kasrat se maangna”.* [Book of Bukhaari: Hadees No. 1477 ] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Jis ne paani ka kunwaan khudwaaya aur us se kisi pyaase parinde, jin ya insaan ne paani piya, to qayaamat ke din Allah Ta’ala us ko ajr ata farmaayega”.* [Book of Sahih Ibn E khuzaima: Hadees No. 1292 ] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasal

Kounsa 'shakhs' Allah ko zyada mehboob hai aur kounsa 'amal' Allah ko zyada pasandida hai

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *" Kounsa 'shakhs' Allah ko zyada mehboob hai aur kounsa 'amal' Allah ko zyada pasandida hai? "* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Ek admee Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ke paas aaya aur kaha - *" Ya Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam), kounsa 'shakhs' Allah Subhanahu ko zyada mehboob hai aur kounsa 'amal' Allah Subhanahu ko zyada pasandida hai?"* Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *"Logo mein sabse zyada mehboob Allah Subhanahu ke yaha wo shakhs hai jo logo ko sabse zyada nafa dene wala hai aur Allah Subhanahu ko sabse zyada pasandida amal wo khushi hai jo musalman kisi dusre muslaman ko de, ya us ki musibat door kar de, ya uska Qarz ada kar de, ya uski bhookh khatam kar de ".* [Al-Slisila-As-Sahiha, 209-Part 1] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): एक आदमी रसूल-अल्लाह, मुहम्मद

Mujhe ye azkar un tamaam cheezon se mehboob hai jis par suraj nikalta hai

Image
 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Mujhe ye azkar un tamaam cheezon se mehboob hai jis par suraj nikalta hai. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Mujhe 'SubhanAllahi wa Alhamdulillahi wa la ilaaha illAllahu wallahu Akbar' kehna, un tamaam cheezon se mehboob hai jis par suraj tulu hota hai ".* [Sahih Muslim, Jild 6, 6847] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैरा (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ मुझे 'सुबहानअल्लाह वा अल्हम्दुलिल्लाह वा ला ईलाहा ईललल्लाहू वा अल्लाहू अकबर' कहना, उन तमाम चीज़ो से महबूब है जिस पर सूरज निकलता है l"* [सही मुस्लिम, जिल्द 6, 6847] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ This supplication is dearer to me than anything over which the sun rises .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrat

Jo musalman bhi raat ko wuzu karke Allah ka zikr karte huye sota hai...

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Jo musalman bhi raat ko wuzu karke Allah ka zikr karte huye sota hai..." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Muaaz bin Jabal (radi allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jo musalman bhi raat ko wuzu karke Allah ka zikr karte huye sota hai aur jab kisi bhi waqt uski aankh khul jaati hai aur phir wo Allah Subhanahu se duniya aur aakhirat ki kisi bhi cheez ka sawal karta hai to Allah Subhanahu usey wo cheez zaroor ataa farmata hai". * [Sunan Abu Dawud, Vol 3, 1605-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत मुआज़ बिन जबल (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “जो मुसलमान भी रात को वुज़ू करके अल्लाह का ज़िक्र करते हुए सोता है और जब किसी भी वक्त उसकी आँख खुल जाती है और फिर वो अल्लाह से दुनिया और आख़िरत की किसी भी चीज़ का सवाल करता है तो अल्लाह उसे वो चीज़ ज़रूर अता फरमाता

Daily Calendar Hadiths - 24 February

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Jhooti qasam kha kar maal to bik jaaye ga, lekin tijaarat se barkat uth jaaye gi”.* [Book of Bukhaari: Hadees No. 2082] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Kisi ke liye jaaiz nahein ke kisi ke yahaan itne din mehmaan bane ke mezbaan tang ho jaaye”.* [Book of Aladabul Mufrad: Hadees No. 743 ] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) : *“Jab kisi ke yahaan tashreef le jaate to darwaaze ke saamne khade na hote, balke daaein baaein khade hote aur farmaate: As salaamu Alaikum, As salaamu alaikum”.* [Book of Abu Daaood: Hadees No. 5186] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Jo shakhs (logon se) ma

Short Dua #73

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *رَبِّ قِنِي عَذَابَكَ يَوْمَ تَبْعَثُ عِبَادَكَ* --- *Rabbi qinee ‘azaabaka yawma tab aasu ‘ibaadaka.* [Abu Dawud 4/311; Sahih At-Tirmizi 3/143]  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    _Sone se pehle ki Dua aur Qayamat ke azaab se bachne ke liye_ --- *Eh Allah, mujhko Tu apne us din ke azaab se bacha jis din Tu apne bandon ko uthayega ya jama karega.* --- *एह अल्लाह, मुझ को तू अपने उस दिन के अजाब से बचा जिस दिन तू अपने बंदों को उठाएगा या जमा करेगा ।*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    _Dua before sleeping and to save from the punishment of Qayamah_ --- *O Allah, save me from Your punishment on the Day that You resurrect Your slaves.* --- *اے الله، مجھ کو تو اپنے اس دن کے عذاب سے بچا جس دن تو اپنے بندوں کو اٹھائے گا یا جمع کرے گا-*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    *Please join our Telegram channel:* https://t.me/DailyDua1

Daily Quran Hadiths - 23 February

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Agar tum shukr karoge, to mein (Allah) tum ko apni neamatein aur zyaada ataa karunga".* (Quran: Chapter/Surah -E-Ibraahim: Verse/Ayat no. 07) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Tum gawaahi ko mat chhupaao aur jo shakhs gawaahi ko chhupaaye bila shubah us ka dil gunehgaar hoga aur jo amal bhi tum karte ho Allah Ta'ala use khoob jaanta hai".* (Quran: Chapter/Surah Baqarah: Verse/Ayat no. 283) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Agar insaan ke pass maal-o-daulat ke 2 jungle bhi ho jaaein to woh teesre ki khwaahish karega aur insaan ka pet to qabr ki mitti hi bhar sakti hai”.* [Book of Bukhari: Hadees No. 6436) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ►Allah ke aakhri n

Allah Subhanahu sabse zyada raham karne wala aur maaf karne wala hai

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: * “Allah Subhanahu sabse zyada raham karne wala aur maaf karne wala hai.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Zar (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Qayamat ke din ek admee ko laya jaega aur kaha jaega: 'Uske chote-chote gunah uske saamne pesh karo'. Wo gunah uske saamne laye jaenge jabki bade gunah us sey chupa liye jaenge. Kaha jaega: 'Tune falah-falah din ye kaam kiya thay'. Woh iqraar karega, inkar nahi karega aur bade gunah se darr raha hoga. Kaha jayega: 'Usey har burayee ke badle ek neki de do'. Wo ye sunkar kahega: 'Mere aise bhi gunah hai jinhein main yaha nahi dekh raha'." * Hazrat Abu Zar (radi Allahu anhu) ne kaha - * “Main ne Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ko dekha, Aap (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ye hadith bayan karke itna muskuraye ke Aap (ﷺ sa

Kaafir dozakh ka indhan hain

Image
 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *“ Kaafir dozakh ka indhan hain .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran (Roman Urdu): *" Beshak, jo log kaafir hain, unke maal aur unki aulaad Allah ke muqaable mein hargiz kaam nahi aaayenge. Aur wo log dozakh ka indhan hain ".* [Surah Aal-e-Imran (3), Aayat 10] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ अल क़ुरान (हिंदी): *" बेशक, जो लोग काफ़िर हैं, उनके माल और उनकी औलाद अल्लाह के मुकाबले में हरगिज़ काम नहीं आयेंगे l और वो लोग दोज़ख के इंधन हैं ।"* [सुरह आल-ए-इमरान (3), आयत 10] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *“ Disbelievers are fuel for the fire .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *" Indeed, those who disbelieve, never will their wealth or their children avail them against Allah at all. And it is they who are fuel for the fire ".* [Surah Aal-e-Imran (3), Verse 10] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• القرآن: *" بےشک، جو لوگ کافر ہیں، ان کے مال اور ان کی اولاد الله کے مقابلے میں ہرگز کام نہیں آئیںگے۔ اور وہ لوگ دوزخ کا ایندھن ہیں ۔"* _

Short Dua #72

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *رَبِّ إِنّي لِما أَنزَلتَ إِلَيَّ مِن خَيرٍ فَقيرٌ* --- *Rabbi inni li-ma anzalta ilayya min khayrin faqeer* [Al Quran, Chapter/Surah Al Qasas(28), Verse/Aayat - 24]  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    _Dua of Desperation_ --- *Eh Parwardigaar! Tu jo bhalayi meri taraf utare, main uska mohtaaj hoon.* --- *एह परवरदिगार! तू जो भलाई मेरी तरफ उतारे, मै उसका मोहताज हूंl*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *My Lord! Truly, I am in need of whatever good that You bestow on me.* --- *اے پروردگار! تو جو بھلائی میری طرف اُتارے، میں اسکا محتاج ہوں-*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    *Please join our Telegram channel:* https://t.me/DailyDua1

Short Dua #71

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *رَبِّ أَوْزِعْنِىٓ أَنْ أَشْكُرَ نِعْمَتَكَ ٱلَّتِىٓ أَنْعَمْتَ عَلَىَّ وَعَلَىٰ وَٰلِدَىَّ وَأَنْ أَعْمَلَ صَٰلِحًا تَرْضَىٰهُ وَأَدْخِلْنِى بِرَحْمَتِكَ فِى عِبَادِكَ ٱلصَّٰلِحِينَ۔* --- *Rabbi awzi'nee an ashkura ni'mata kal lateee an'amta 'alaiya wa 'alaa waalidaiya wa an a'mala saalihan tardaahu wa adkhilnee birahmatika fee 'ibaadikas saaliheen* [Al Quran, Chapter/Surah Al Naml(27), Verse/Aayat - 19]  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *Eh mere RABB, mujhe taufeek de ke mai shukr karu Tere ehsaan ka jo Tune mujh par aur mere maa baap par kiya aur ye ke mai wo bhala kaam karu jo Tujhe pasand aaye aur mujhe Apni Rehmat se Apne un bandon me shamil kar jo Tere karb khas ke sazawar hain.* --- *एह मेरे रब्ब, मुझे तौफीक दे के मै शुक्र करू तेरे एहसान का जो तूने मुझ पर और मेरे मां बाप पर किया और ये के मै वो भला काम करू जो तुझे पसंद आए और मुझे अपनी रहमत से अपने उन बंदों में शामिल कर जो तेरे कर्ब खास

Short Dua #70

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *رَبَّنَاۤ اَ تۡمِمۡ لَـنَا نُوۡرَنَا وَاغۡفِرۡ لَـنَا ۚ اِنَّكَ عَلٰى كُلِّ شَىۡءٍ قَدِيۡرٌ۔* --- *Rabbana atmim lanaa nooranaa waghfir lana innaka 'alaa kulli shai'in qadeer* [Al Quran, Chapter/Surah At Tahrim(66), Verse/Aayat - 8]  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *Eh hamare RABB, hamara noor hamare liye mukammal farma de aur hamari maghfirat farma de, beshak Tu har cheez par bada Qadir hai.* --- *एह हमारे रब्ब, हमारा नूर हमारे लिए मुकम्मल फरमा दे और हमारी मघफीरत फरमा दे, बेशक तू हर चीज़ पर बड़ा खादिर है।*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *Our Lord, perfect for us our light and forgive us, surely You have power over everything.* --- *اے ہمارے رب، ہمارا نور ہمارے لئے مکمل فرما دے اور ہماری مغفرت فرما دے، بیشک تو ہر چیز پر بڑا قادر ہے۔*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    *Please join our Telegram channel:* http://t.me/DailyDua1

Daily Calendar Hadiths - 22 February

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Maafi aur darguzar karne par Allah Ta’ala bande ki izzat badhaata hai”.* [Book of Muslim: Hadees No. 6592) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Murdon ko gaali mat do kyun ke is se us ke zinda rishtedaaron ko takleef pahonchegi”.* [Book of Tirmizi: Hadees No. 1982) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Yaqeenan insaan maal ki muhabbat mein bada pakka hai".* (Quran: Chapter/Surah Aadiyat: Verse/Ayat no. 8) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Tum jahaan kahin raho, Allah se darte raho”.* [Book of Tirmizi: Hadees

Al Quran: Unki pahchan unke chehro par sajdo ke nishan hain

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: * "Unki pahchan unke chehro par Sajdon ke nishan hain." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: * "Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) Allah ke Rasool hain. Aur jo log unke saath hain wo kuffar par sakht hain aur aapas mein raham dil hain. Tum unhe dekhoge ki ruku aur sujud kar rahe hain, Allah ka fazal aur khushnudi talash karte hain. Unki pahchan unke chehro par sajdo ke nishan hain". * [Al Quran, Surah Fath, 48, 29] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ अल क़ुरान: * "मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) अल्लाह के रसूल हैं l और जो लोग उनके साथ हैं वो कुफ़्फ़ार पर सख़्त हैं और आपस में रहम दिल हैं l तुम उन्हे देखोगे की रुकु और सुजूद कर रहें हैं अल्लाह का फ़ज़ल और खुशनुदी तलाश करते हैं l उनकी पहचान उनके चेहरों पर सजदों के निशान हैं l" * [अल क़ुरान, सुराह फ़त, 48, 29] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: * "The mark of them is on their faces from the traces of prostration." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran

Azkar : Mai Allah Subhanahu ki paaki bayaan karta hu

Image
 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ *Azkar Reminder* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- *‎‎ سُبْحـانَ اللهِ وَبِحَمْـدِهِ  عَدَدَ خَلْـقِه وَ رِضـا نَفْسِـه وَزِنَـةَ عَـرْشِـه وَ مِـدادَ كَلِمـاتِـه *  --- * SubhaanAllaahi wa bihamdihi adada khalqihi, wa ridhaa nafsihi, wa zinata arshihi, wa midaada kalimaatihi .* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- * Main Allah Subhanahu ki paaki bayaan karta hu, Uski makhluqat ki tadad ke baraabar, aur Uski khushi ke baraabar, aur Uske arsh ke wazan ke baraabar, aur Uske kalimaat ki siyaahi (ink) ke baraabar .* --- * मैं अल्लाह सुबहानहु की पाकी बयान करता हूँ उसकी मख्लुकात की तादाद के बराबर, और उसकी खुशी के बराबर, और उसके अर्श के वज़न के बराबर, और उसके कलीमत की सियाही (ink) के बराबर l*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- Glory is to Allah and praise is to Him, according to the number of His creation and according to the pleasure of His Self, and according to the weight of His throne, and according to the ink (used in recording) words (for His Praise) . --- میں الله کی پا

Short Dua #69

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *رَبِّ اغْفِرْ لِي وَتُبْ عَلَىَّ إِنَّكَ أَنْتَ التَّوَّابُ الْغَفُورُ* --- *Rabbighfirlee Watub Alayya Innaka Antat-Tawwabul-Ghafoor* [Jamia Tirmizi, 3434]  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    _Namaz ke aakhir mein 100 baar ye dua padhe._ --- *Eh Allah, mujhe bakhsh de aur meri tauba Qubul farma, yakeenan Tu hi tauba Qubul karne wala aur bakhshne wala hai.* --- *एह अल्लाह, मुझे बख़्श दे और मेरी तौबा क़ुबूल फरमा, यक़ीनन तू ही तौबा क़ुबूल करने वाला और बख्शने वाला है l*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    _Recite this dua (supplication) 100 times after prayer._ --- *O Allah, forgive me and accept my repentance, for You are the accepter of repentance, the most merciful.* --- *اے الله، مجھے بخش دے اور میری توبہ قبول کر، یقیناً تو ہی توبہ قبول کرنے والا بخشنے والا ہے-*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    *Please join our Telegram channel:* https://t.me/DailyDua1