Posts

Showing posts with the label Lie

Sabse bade bohtan aur sakht jhooth kya hain?

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Sabse bade bohtan aur sakht jhooth kya hain? ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Sabse bade bohtan aur sakht jhooth yeh hain ki aadmi apne baap ke siwa kisi aur ko apna baap kahe, ya jo cheez usne khuwaab mein nahi dekhi usko dekhne ka dawa kare, ya Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ki taraf aisee hadees mansoob kare jo aap (Muhammad ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne na farmaayi ho” .* [Sahih Bukhari, 3509] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ सबसे बड़े बोहतान और सख़्त झूठ ये हैं की आदमी अपने बाप के सिवा किसी और को अपना बाप कहे, या जो चीज़ उसने ख़्वाब में नही देखी उसको देखने का दावा करे, या रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम की) तरफ ऐसी हदीस मनसूब करे आप (मुहम्मद ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने ना फ़रमाई हो।" * [सही बुख़ारी, 3509] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★...