Posts

Showing posts with the label baddua

Hadith: Kisi ke liye baddua na karo

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *" Na apne liye baddua karo, aur na hi apni aulad ke liye, na apne khadimo ke liye, na hi apne maalo ke liye, kyunke… "* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Tum log na apne liye baddua karo, aur na hi apni aulad ke liye, na apne khadimo ke liye, na hi apne maalo ke liye, kahin aisa na ho ke wo ghadi aise ho jis main dua qubool hoti ho aur Allah Subhanahu tumhari baddua qubool kar le" .* [Sunan Abu Dawood, Jild 2, 1519-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “तुम लोग ना अपने लिए बद्दुआ करो, और ना ही अपनी औलाद के लिए, ना अपने खादिमों के लिए, ना ही अपने मालों के लिए, कहीं ऐसा ना हो के वो घड़ी ऐसी हो जिस मैं दुआ क़ुबूल होती हो और अल्लाह सुबहानहु तुम्हारी बद्दुआ क़ुबूल कर ले l "* [सुनन अबू दाउद, जिल्द 2, 1519-सही] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *" Do no...