Posts

Showing posts with the label Masjid

Jab banda wuzu kar ke Masjid main aata hai to…

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “Jab banda wuzu kar ke Masjid main aata hai to…”. * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jab banda wuzu kar ke Masjid main aata hai to Allah Subhanahu uske har Qadam ke badle das (10) nekiyan likhte hain, phir jab woh Masjid mein Namaz padh kar wahi baith jaata hai to “woh roza rakhne wale aur Qayam karne wale ki tarah hota hai” jab tak ki woh laut na aaye”. * [Musnad Ahmed, 591-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “जब बंदा वुज़ू कर के मस्जिद में आता है तो अल्लाह सुबहानहु उसके हर क़दम के बदले दस नेकियाँ लिखते हैं फिर जब वो मस्जिद में नमाज़ पढ़ कर वही बैठ जाता है तो “वो रोज़ा रखने वाले और क़याम करने वाले की तरह होता है” जब तक की वो लौट ना आए l” * [मुसनद अहमद, 591-सही] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “After performing ablution (Wudhu) if a slave comes in Masjid…”. * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈...

Hadith: Allah Subhanahu ke mehmaan

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Allah Subhanahu ke mehmaan. "* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu):  ✦ Hazrat Ibn Umar (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Allah ki raah mein Jihad karne wala, Hajj karne wala aur Umrah karne wala Allah subhanahu ke mehmaan hain. Allah subhanhu ne unko bulaya to wo haazir huye aur unhone Allah subhanahu se maanga, to Usne inko ataa kiya” .* [Sunan Ibn Majah, Jild 2, 1050-Hasan] ✦ Hazrat Salman Farsi (radi Allahu anhu) rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jis shakhs ne wuzu kiya aur Masjid mein aaya, wo Allah Subhanahu se mulaqat karne aa raha hai aur mezbaan ka haq hai ke wo mehmaan ki takreem kare” .* [Al-Silsila As-Sahiha, 2418-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अहादीस / हदीसें (हिंदी):  ✦ हज़रत इब्न उमर (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने...