Qurbani ke jaanwaro ko haar pahnana sunnat hai.
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: * “Qurbani ke jaanwaro ko haar pahnana sunnat hai."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu): ✦ Hazrat Aisha (radi Allahu anha) se rivayat hai ki - *" Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) Madine se Qurbani rawana kartey they aur main un (Qurbani ke jaanwaro) ke gale mein haar pahna diya karti thi. * [Sahih Muslim, Jild 3, 3194] ✦ Hazrat Aisha (radi Allahu anha) se rivayat hai ki - *" Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne ek baar ghar ki taraf (Qurbani ki) kuch bakriya rawana ki aur unhey haar pahnaya ".* [Sahih Muslim, Jild 3, 3203] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अहादीस / हदीसें (हिंदी): ✦ हज़रत आइशा (रदी अल्लाहु अन्हा) से रिवायत है की *“ रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) मदीने से क़ुरबानी रवाना करते थे और मैं उन (क़ुरबानी के जानवरो) के गले में हार पहना दिया करती थी l ”* [सहिह मुस्लिम, जिल्द-3, 3194] ✦ हज़रत आइशा (रदी अल्लाहु अन्हा) से रिवायत है की *“ रसूल...