Daily Calendar - Quran & Hadith - 09 January 2022
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: : *“Tum Allah Ta'ala ke hukmon ki hifaazat karo, Allah Ta'ala tumhari hifaazat karega”.* [ Book of Tirmizi, 2516] https://youtu.be/QeVpT4ODFas •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: : *”Jo bagair ilm wa tajrabe ke ilaaj karega, to wahi us ke nuqsaan ka zimmedaar hoga”.* [ Book of Abu Dawud, 4586] https://youtu.be/y4MVanIozEg •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: *”(Agar kisi se milne jaao to andar daakhil hone se pehle) 3 martaba ijaazat maango, agar ijaazat mil jaaye to thheek hai, warna waapas laut jaao”.* [ Book of Muslim, 5753] https://youtu.be/VYj6oup2RNw •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya:...