Posts

Showing posts with the label Juma(Friday)

Jab Imam Khutbah de raha ho to…

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * "Jab Imam Khutbah de raha ho to… "* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jab tum ne, Imam ke khutbah dene ki haalat mein (kisi se) kaha ‘chup raho’, to tum ne lagw (gair-zaroori kaam) kiya ”.* [Sunan Abu Dawood, Jild 2, 1112-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►  हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैराह (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ जब तुम ने, इमाम के ख़ुत्बाह देने की हालत में (किसी से) कहा ‘चुप रहो’, तो तुम ने लग्व (गैर-ज़रूरी काम) किया । "* [सुनन अबू दाऊद, जिल्द 2, 1112-सहीह] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: *" When imam is giving (delivering) the sermon then... ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrated Abu Hurairah (may Allah be pleased with him) that the Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ peace be upon him) said - *“ W...

Juma aur Qayamat

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Juma aur Qayamat.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Anas Bin Malik (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Mujh par dino ko (unki surton main) pesh kiya gaya, unmein Jumay ka din bhi tha, woh safed sheeshe ki tarah tha aur uske beech main kala nuqta (bindi ya spot) tha. Main ne kaha yeh kya hai? Mujhe kaha gaya ke ye Qayamat hai”. * [Al-Silsila As-Sahiha, 2624] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अनस बिन मालिक (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “मुझ पर दिनों को (उनकी सूरतों मैं) पेश किया गया, उनमें जुमे का दिन भी था, वह सफ़ेद शीशे की तरह था और उसके बीच मैं काला नुक़्ता (बिंदी या दाग़) था। मैंने कहा यह क्या है? मुझे कहा गया के ये क़यामत है।” * [अल-सिलसिला अस-सहीह, 2624] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Friday & Qayamah (Doomsday) .” * •┈┈┈┈••✦✿✦•...

Jumay ke din Jannat ke bazar mein kya hoga?

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Jumay ke din Jannat ke bazar mein kya hoga? ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Anas bin Malik (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jannat mein ek aisa bazar hai jismein woh (Jannati log) har Jumay ke din aaya karenge. Phir shumali hawa (North/Uttar ki taraf se hawa) chalegi aur wahan ke gard aur gubaar (jo mushk aur zafran hai) unke chehron aur kapdon par daal degi jis se unka husn aur jamaal aur zyada ho jaayega, phir jab woh apne gharwalon ki taraf lautenge is haal mein ki unke husn aur jamal mein ezaafa ho chuka hoga, to woh (unke gharwale) kahenge: ‘Allah ki Qasam, hamare baad to tumhare husn aur jamal mein aur ezafa ho gaya hai’, to woh kahenge: ‘Allah ki Qasam, hamare baad tumhare husn aur jamal mein bhi ezafa ho gaya hai”. * [Sahih Muslim, Jild 6, 7146] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अनस बिन मालिक (रदी अल्लाहू...

Jumay ki namaz ke baad 4 rakat padhna chaahiye

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Jumay ki namaz ke baad 4 rakat padhna chaahiye .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jab tum mein se koi Jumay ki (Farz) namaz padh chukey to usey chahiye ki uskey baad chaar (4) rakaat namaz ada kare ”.* [Sunan Nasaii, Jild 1, 1429-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैराह (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ जब तुम में से कोई जुमे की (फ़र्ज़) नमाज़ पढ़ चुके तो उसे चाहिए की उसके बाद (4) चार रकात नमाज़ अदा करे ।"* [सुनन नसाई, जिल्द 1, 1429-सही] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ 4 rakahs (units) to be prayed after Juma/Friday prayer. "* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrated Abu Hurairah (may Allah be pleased with him) that the Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ peace be upon hi...

Jumay ke din Surah Al-Kahaf ki tilawat karne ke fayede

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Jumay ke din Surah Al-Kahaf ki tilawat karne ke fayede ”.* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu):  ✦ Hazrat Abu Saeed Khudri (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Mohammed (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Jo (Musalman) Jumay ke din Surah Al-Kahaf (Quran ka Surah no. 18) ki tilawat kare to uske liye is Jumay se agle Jumay tak ek noor chamakta rahega ".* [Mustadrak Hakim, 3392-Sahih; Sahih Al-Jamee, 6470] ✦ Hazrat Abu Darda (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Mohammed (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Jo Surah Al-Kahaf (Quran ka Surah no. 18) ki shuru ki 10 aaytein yaad kar le wo Dajjal ke fitney se bach jayega .”* [Sahih Muslim, Jild 1, 1883] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अहादीस / हदीसें (हिंदी):  ✦ हज़रत अबू सईद खुदरी (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम)  ने फरमाया - *“ जो (मुसलमान) जुमे के दिन सूरह अल-कहफ...

Jumay ke din gusal (bath) kis par zaroori hai?

Image
 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-ul-Quran: *“ Jumay ke din gusal (bath) kis par zaroori hai? ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Saeed Al-Khudri (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jumay ke din har baaligh ke liye ghusal zaroori hai ”.* [Sahih Al-Bukhari, 858] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू सईद अल-ख़ुदरी (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ जुमे के दिन हर बालिग़ के लिए ग़ुस्ल ज़रूरी है  ।”* [सहीह अल-बुख़ारी, 858] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-ul-Quran: *“ Who should compulsorily take a bath on Friday? ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrated by Abu Saeed Al-Khudri (may Allah be pleased with him) that the Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ peace be upon him) said - *" Ghusl (taking a bath) on Friday is compulsory for every Muslim reaching the age of puberty ”.* [Sahih Al-Bukhari, V...

Masjid mein, kisi Musalman bhai ko utha kar iss ki jagah khud NAHI baithna chaahiye

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Masjid mein, kisi Musalman bhai ko utha kar iss ki jagah khud NAHI baithna chaahiye. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Ibn Juraij ne khabar di, kaha ke main ne Hazrat Nafae se suna, inhonay kaha main ne Hazrat Abdullah Ibn Umar (radi Allahu anhuma) se suna, inhonay ne kaha - *“ Nabi-e-kareem, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne iss se mana farmaya hai ke koyi shakhs apne Musalman bhai ko utha kar iss ki jagah khud baith jaaye ”.* Main ne Hazrat Nafae se poocha - *“ Kya yeh Jumay (ki namaz) ke liye hai? ”.* To Inhonay jawab diya- *“ Juma aur gair-Juma sab ke liye yahi hukm hai ”.* [Sahih al-Bukhari, 911] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत इब्न जुरैज ने खबर दी, कहा के मैं ने हज़रत नफ़े से सुना, इन्होने कहा मैं ने हज़रत अब्दुल्लाह इब्न उमर (रदी अल्लाहु अन्हुमा) से सुना, इन्होने ने कहा - *“ नबी-ए-करीम, मुहम्मद (ﷺ सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम) ने इस से मना फरमाया है के कोई शख़्स अपने मुसलमान भाई को ...

Jumay ke Khutbe ke dauran baat karna mana hai.

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Jumay ke Khutbe ke dauran baat karna mana hai." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jab Imam Jumay ka Khutba de rahe ho aur tum apne paas baithe huye aadmi se ye kaho ki 'Chup raho' to tum ne khud ek laghv (bekaar) harkat ki". * [Sahih Bukhari, Jild 2, 56] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैराह (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “जब इमाम जुमे का ख़ुत्बा दे रहे हो और तूम अपने पास बैठे हुए आदमी से कहो के 'चुप रहो' तो तूम ने ख़ुद एक लग़व (बेकार) हरकत की ।" * [सहीह बुख़ारी, जिल्द 2, 56] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * "Speaking is prohibited while Imam is giving the Khutba." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrated by Abu Hurairah (may Allah be pl...

Jisne Jumay ke din Surah Al-Kahf padhi uske Qadmon ke neeche se le kar aasmaan tak noor paida hota hai

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: * “Jisne Jumay ke din Surah Al-Kahf padhi uske Qadmon ke neeche se lekar aasmaan tak noor paida hota hai...” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Ibn Umar (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jisne Jumay ke din Surah Al-Kahf ( https://quran.com/18 ) padhi uske Qadmon ke neeche se le kar aasmaan tak noor paida hota hai jo Qayamat ke din uske liye roshan hoga aur uske dono Jumay ke darmiyan wale gunah maaf kar diye jate hai”. * [Al-Targheeb Wal-Tarheeb, 1/298-Hasan] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत इब्न उमर (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “जिसने जुमे के दिन सुरह कहफ़ ( https://quran.com/18 ) पढ़ी उसके क़दमों के नीचे से ले कर आसमान तक नूर पैदा हो जाता है जो क़यामत के दिन उसके लिए रोशन होगा और उसके दोनों जुमों के दरमियाँ वाले गुनाह माफ़ कर दिए जाते हैं l” * [अ...

Jumay ke din ek khaas waqt hota hain, jab jo bhi khair ki Dua maango to qubul hoti hain

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Jumay ke din ek khaas waqt hota hain, jab jo bhi khair ki dua maango to qubul hoti hain .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu): ✦ Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Abu Al-Qasim (yaani Rasool-Allah) (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Jumay mein ek ghadi aisee aati hai ki jo musalman bhi us waqt khada namaz padhe aur Allah se koi khair maange to Allah usko zaroor dega ”.* [Sahih Bukhari, Jild 6, 5294] ✦ Hazrat Jabir (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Jumay ka din 12 ghante ka hai jisme koi momeen banda Allah Subhanahu se kuch mange to Allah usko zaroor ataa farmate hai, tum log usko Asr ke baad aakhri waqt mein talash karo ”.* [Sunan Nasaii, Vol 1, 1392-Sahih] ✦ Hazrat Anas bin Malik (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *...

Jab tum mein se koi shakhs Jumay ke din aaye aur Imam Khutbah de raha ho to (bhi) usko 2 rakat (namaz) padhna chahiye..

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦Mafhoom-e-Hadith: *“ Jab tum mein se koi shakhs Jumay ke din aaye aur Imam Khutbah de raha ho to (bhi) usko 2 rakat (namaz) padhna chahiye... ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Jabir bin Abdullah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Hazrat Sulaik Ghatafani (radi Allahu anhu) Jumay ke din (iss waqt) aaye jab Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) khutbah de rahe thay to Hazrat Sulaik Ghatafani (radi Allahu anhu) baith gaye. Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne inn se farmaya - *“ Aey Sulaik, uth kar 2 rakaatein padho aur inn mein se ikhtesaar barto” (choti karke padho). * Iss ke baad farmaya - *“ Jab tum mein se koi shakhs Jumay ke din aaye aur Imam Khutbah de raha ho to (bhi) us ko 2 rakat (namaz) padhna chahiye aur usko mukhtasar kar dena chahiye”. * [Sahih Muslim, Jild 2, 2024] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत जाबिर बिन अब्दुल्लाह (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की हज़रत सुलैक ग़तफानी (...

Jume ki raat Surah Al-Kahf padhne ki fazilat.

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★  Mafhoom-e-Hadith: *“ Jume ki raat Surah Al-Kahf ( https://quran.com/18 ) padhne ki fazilat. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu) : Hazrat Abu Saeed Al-Khudri (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jisne Jume ki raat Surah Al-Kahf ( https://quran.com/18 ) padhi uske aur Baitullah (Kabah) ke darmiyan noor ki roshni hojaati hai ”. * [Saheeh Al-Jaami, 6471; Sunan Al-Daarimi, 3407-Sahih; Al Baihiqi, Subbul Iman, 2231-Hasan] [ NOTE : Hijri calendar ke hisaab se, Jumerat ko Maghrib (suraj doobne) ke waqt se Jume ki raat shuru ho jati hai] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी) : हज़रत अबू सईद खुदरी (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ जिसने ज़ूमा की रात सुरह कहफ़ ( https://quran.com/18 ) पढ़ी उसके और बैतुल्लाह के दरमियाँ नूर की रोशनी हो जाती है l ”* [सही अल-जामेअ, 6471; सुनन अल-दारिमी, 3407-सही; अल बैहिक़ी, श...