Subhaanallaahil-Azeemi wa bihamdihi kahne ki fazilat
Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: * “Subhaanallaahil-azeemi wa bihamdihi kahne ki fazilat.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jo shakhs subah ke waqt 100 baar 'Subhaanallaahil-azeemi wa bihamdihi' padhega aur usee tarah sham ko bhi (100 baar) padhega to uske barabar makhluq mein se kisi ka darja nahi hoga”. * --- * سُبْحَانَ اللّهِ الْعَظِيمِ وَ بِحَمْدِهِ * --- * Subhaanallaahil-azeemi wa bihamdihi. * --- * Allah ki zaat paak hai aur Wo bada azmat wala hai aur Usee ki hamd hai. * [Sunan Abu Dawood, Jild 3, 1650] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “जो शख्स सुबह के वक़्त 100 बार 'सुबहानअल्लाहिल अज़ीमी वा बिहम्दिही' पढ़ेगा और उसी तरह शाम को भी (100 बार) पढ़ेगा तो उसके बराबर मख्लूक़ में से किसी का दर्जा नहीं होगा l” * --- * سُبْحَانَ اللّهِ الْعَظِيمِ وَ بِحَمْدِهِ * --- * सुबहानअल्लाहिल अज़...