Daily Calendar Hadiths - 02 February 2023
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Allah achha sulook karne ka aur rishtedaaron ko maali madad karne ka hukm deta hai”. * [Quran, Chapter/Surah-E-Nahl: Verse/Ayat no. 90] https://youtu.be/QlsFSrnKO7o •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Jab tumhein koi shakhs salaam kare, to tum us se bhi behtar tareeqe par salaam karo (jawaab do) ya (kam az kam) un hi alfaaz mein us ka jawaab de do”.* [Quran, Chapter/Surah-An-Nisa: Verse/Ayat no. 86] https://youtu.be/LPkRCqqEV_I •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“ Jo aurat bila wajah apne shohar se talaaq maange, us par Jannat ki khushbu haraam hai”.* [Book of Abu Daaood, 2226] https://youtu.be/Y5fX8qh-Xog •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ney farmaya: *“ Kisi gareeb ko dene par (sirf) sadqe ka s...