Posts

Showing posts with the label zakat

“Zakat-ul-Fitr Ghulam aur Azaad, Mard aur Aurat, Chotey aur Badey tamaam Musalmano par farz hai.”

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: * “Zakat-ul-Fitr Ghulam aur Azaad, Mard aur Aurat, Chotey aur Badey tamaam Musalmano par farz hai.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abdullah Bin Umar (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki - * “Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne Zakat-ul-Fitr ek saa khajur ya ek saa jou (barley) (One saa = 3 Kilograms, taqreeban) farz qarar di hai jo Ghulam aur Azaad, Mard aur Aurat, Chotey aur Badey, tamam Musalmano par farz hai aur Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne ye hukm diya hai ki Namaz (Eid) ke liye jane se pehle ye Sadqa ada kar diya jaye”. * [Sahih Bukhari, Jild 2, 1503] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►हदीस (हिंदी): हज़रत अब्दुल्लाह बिन उमर (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की * “रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने ज़कात-उल-फ़ित्र एक सा खजूर या एक सा जौ (एक सा = 3 किलोग्राम, तक़रीबन) फ़र्ज़ क़रार दी है जो गुलाम और आज़ाद, मर्द और औरत, छोटे और बड़े, तमाम मुसलमानो पर फ...

Zakat kin logo ko dena hai.

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-ul-Quran: * “Zakat kin logo ko dena hai.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: * “Zakat mufliso aur mohtajon aur uska kaam karne walon ka haq hai; aur jinki dil-joyee karni hai; aur gulam ki gardan churhane mein; aur Qarzdaron ke Qarz (ada karne) mein; aur Allah ki raah mein, aur musafir ko; ye Allah ki taraf se muqarrar kiya hua hai. Aur Allah jaanne wala hikmat wala hai”. * [Al Quran, Surah Tauba (9), Ayat 60] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ अल क़ुरान: * “ज़कात मुफलिसों और मोहताजों और उसका काम करने वालों का हक़ है; और जिनकी दिलजोई करनी है; और ग़ुलाम की गर्दन छुड़ाने में; और क़र्ज़दारों के क़र्ज़ (अदा करने) में; और अल्लाह की राह में, और मुसाफिर को; ये अल्लाह की तरफ से मुक़र्रर किया हुआ है l और अल्लाह जानने वाला हिकमत वाला है l” * [अल क़ुरान, सूरह तौबा (9), आयत 60] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-ul-Quran: * “To whom Zakat needs to be given.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• Al Quran: * “The alms (zakat) are only for the Fuqaraa (the poor), and Al...

Maweshi Jaanwaro ki ZAKAT na dene walo par azaab

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Maweshi Jaanwaro ki ZAKAT na dene walo par azaab.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Oonth (Qayamat ke din) apne un malikon ke paas ussay zyada mote-taaze ho kar aaenge (jaise duniya mein thay). Jinhone unka haq adaa nahi kiya (yani zakat nahi di) aur inhein wo apne khuro se rondenge. Bakriyah bhi apne malikon ke paas jinhone unka haq nahi diya tha pehle se zyada moti-taazi ho kar aayengee aur unhein apne khuro se rondengi aur apne seengoh se maarengi" .* Rasool-Allah Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne aage aur farmaya - *“ Uska haq ye bhi hai ke ussay paani hi par (yaani paani saamne rakh kar) doha jaye ".* Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne aage aur farmaya - *“ Koi shakhs Qayamat ke din iss tarah na aaye ke wo apni gardan par ek aisee bakri uthaye huye ho jo chilla rahi ho aur wo shakhs mujhse kahe: ‘Eh...

Zakat-ul-Fitr ko Roze ko paak karne aur Miskeeno ki parwarish ke liye muqarar farmya gaya hai

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: *“ Zakat-ul-Fitr ko Roze ko paak karne aur Miskeeno ki parwarish ke liye muqarar farmya gaya hai. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Ibn Abbas (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki *“ Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne Zakat-ul-Fitr ko bekar aur behuda baat se Roze ko paak karne aur Miskeeno ki parwarish ke liye muqarar farmya hai. Jo shakhs Eid ki namaz se pahle ise ada karega wo zakat ki tarah qubul kiya jayega aur aur agar koi Namaz ke baad ada karega to wo dusre sadqe ki tarah ek sadqa hoga”. * [Sunan Abu Dawood, Jild 1, 1596-Hasan] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत इब्न अब्बास (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की * “रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने ज़कात-उल-फित्र को बेकार और बेहूदा बात से रोज़ को पाक करने और मिस्कीनो की परवरिश के लिए मुक़रार फ़रमाया है । जो शख्स ईद की नमाज़ से पहले इसे अदा करेगा वो ज़कात की तरह क़ुबूल किया जाएगा और और अगर कोई नमाज़ के बाद अदा करेग...

Zakat-ul-Fitr ghulam aur Azaad, Mard aur Aurat, Chotey aur Badey tamaam Musalmano par farz hai

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: * “Zakat-ul-Fitr ghulam aur Azaad, Mard aur Aurat, Chotey aur Badey tamaam Musalmano par farz hai. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abdullah Bin Umar (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki - *“ Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne Zakat-ul-Fitr ek saa khajur ya ek saa jou (barley) (One saa = 3 Kilograms, taqreeban) farz qarar di hai jo Ghulam aur Azaad, Mard aur Aurat, Chotey aur Badey, tamam Musalmano par farz hai aur Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne ye hukm diya hai ki Namaz (Eid) ke liye jane se pehle ye Sadqa ada kar diya jaye” .* [Sahih Bukhari, Vol2, 1503] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►हदीस (हिंदी): हज़रत अब्दुल्लाह बिन उमर (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की *“ रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने ज़कात-उल-फ़ित्र एक सा खजूर या एक सा जौ (एक सा = 3 किलोग्राम, तक़रीबन) फ़र्ज़ क़रार दी है जो गुलाम और आज़ाद, मर्द और औरत, छोटे और बड़े, तमाम मुसलमानो पर फ़र्ज़ है और...

Zewraat (Gehne) ki Zakat

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: * Zewraat (Gehne) ki Zakat .* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu):  ✦ Hazrat Abdullah ibn Amr ibn Al Aas (radi allahu anhu) se rivayat hai ki ek Aurat Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ke pass aayee. Uski beti bhi uskey saath thi aur uski beti ke haath mein soney (gold) ke do bade-bade kangan thay. Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne poocha - *“ Kya aap in kangano ki zakat dete ho?” * Usney kaha - *“ Nahi ”.* Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Kya aapko ye pasand hai ki Qayamat ke din Allah aapko aag ke kangan pahnaye ”.* Ye sunkar usne usi waqt kangan utar diye aur aapki khidmat mein pesh kartey huye kaha - *“ Ye Allah aur uskey Rasool, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ke liye hain ".* [Sunan Abu Dawood, Jild 1, 1550-Hasan] ✦ Hazrat Abdullah Bin Shaddad (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki hum log Hazrat Aisha (radi Allahu anha) ke paas gaye...