Posts

Showing posts with the label Ramzan

“Zakat-ul-Fitr Ghulam aur Azaad, Mard aur Aurat, Chotey aur Badey tamaam Musalmano par farz hai.”

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: * “Zakat-ul-Fitr Ghulam aur Azaad, Mard aur Aurat, Chotey aur Badey tamaam Musalmano par farz hai.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abdullah Bin Umar (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki - * “Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne Zakat-ul-Fitr ek saa khajur ya ek saa jou (barley) (One saa = 3 Kilograms, taqreeban) farz qarar di hai jo Ghulam aur Azaad, Mard aur Aurat, Chotey aur Badey, tamam Musalmano par farz hai aur Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne ye hukm diya hai ki Namaz (Eid) ke liye jane se pehle ye Sadqa ada kar diya jaye”. * [Sahih Bukhari, Jild 2, 1503] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►हदीस (हिंदी): हज़रत अब्दुल्लाह बिन उमर (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की * “रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने ज़कात-उल-फ़ित्र एक सा खजूर या एक सा जौ (एक सा = 3 किलोग्राम, तक़रीबन) फ़र्ज़ क़रार दी है जो गुलाम और आज़ाद, मर्द और औरत, छोटे और बड़े, तमाम मुसलमानो पर फ...

Shab-e-Qadr ki raat mein zameen par farishton ki tadad kankariyon ki tadad se zyada hoti hai

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * "Shab-e-Qadr ki raat mein zameen par farishton ki tadad kankariyon ki tadad se zyada hoti hai." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Shab-e-Qadr (Ramzan ke mahine ki) 27 ya 29 ki raat ko hoti hai. Iss raat mein zameen par farishton ki tadad kankariyon ki tadad se zyada hoti hai”. * [Al-Silsila tus Sahiha, 2262] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “शब-ए-कद्र (रमज़ान के महीने की) 27 या 29 की रात को होती है । इस रात में ज़मीन पर फरिश्तों की तादाद कंकरीयों की तदादा से ज्यादा होती है ।" * [अल सिलसिला सहीहा, 2262] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “On the night of Al-Qadr (Night of Decree), the angels on earth are more numerous than its pebbles." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): The Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ peace be upon him) sa...

Shab-e-Qadr mein Ibaadat karne ki fazilat

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-Al-Quran:  * “Shab-e-Qadr mein Ibaadat karne ki fazilat.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya -  * “Jo shakhs Shab-e-Qadr Imaan ke saath aur sirf Aakhirat ke sawab ke liye Zikr aur Ibaadat mein guzaare to uske pichle gunah bakhsh diye jaate hain”. *  [Sahih Bukhair, 35] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैराह (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया -  * “जो शख्स शब-ए-कद्र इमान के साथ और सिर्फ आखिरत के सवाब के लिए ज़िक्र और इबादत में गुज़ारे तो उस के पिछले गुनाह बख्श दिए जाते हैं ।“ *  [सही बुखारी, 35] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-Al-Quran:  * “Signs of the Night of Al-Qadr.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrated Abu Hurairah (may Allah be pleased with him) that the Messenger of Allah, Prophe...

Shab-e-Qadr ki nishaniyan - Signs of the Night of Al-Qadr

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-Al-Quran: * “Shab-e-Qadr ki nishaniyan.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Ubada (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Shab e Qadr Ramzan ke mahine ke akhri ashre mein hoti hai. Jo shakhs is ka sawab haasil karne ke liye un mein Qiyam kare, to Allah is ke agle-pichle saare gunah maaf farma dega. Yeh taaq raaton mein hoti hai yani aakhri ashre ki 9, 7, 5, 3, ya aakhri raat (yani 29, 27, 25, 23, 21)”. * Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne yeh bhi farmaya - * “Shab-e-Qadar ki nishani yeh hai ke woh raat roshan aur chamakdaar hoti hai, is mein chand ki roshni bhi khoob ujli hoti hai, woh raat pur-sukun aur gehri (mautadil) hoti hai. Yeh raat na garam hoti hai, na thandi hoti hai, is raat mein subah tak sitaare tod kar nahi maare jaate. Is ki nishani yeh bhi hai ke is ki subah ko jab sooraj roshan hota hai to woh seedha barabar ni...

Ramzan ke Aakhri Ashre mein itekaaf karna

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: * “Ramzan ke Aakhri Ashre mein itekaaf karna. "* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith(Roman Urdu): Hazrat Abdullah bin Umar (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki - * "Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) Ramzan ke Aakhri Ashre mein Itekaaf karte they '". * [Sahih Bukhari, Jild 3, 2025] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अब्दुल्लाह बिन उमर (रदी अल्लाहु अन्हू) से रिवायत है की *“ रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) रमज़ान के आखरी अशरे में एतकाफ करते थे l ”* [सही बुखारी, जिल्द 3, 2025] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“Practising Itikaaf in the last ten days of the month of Ramadan ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrated Abdullah bin Umar (may Allah be pleased with him) that - *" Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ peace be upon him) used to practise Itikaaf in the last ten days of the month of Ramadan". * [Sahih Bukhari, Book 33, ...

Jo ek din Roza rakhe Allah ki raah mein to…

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * "Jo ek din Roza rakhe Allah ki raah mein to…” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Saeed Al-Khudri (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * "Jo ek din Roza rakhe Allah ki raah mein, to Allah Subhanahu uske chehre ko 70 baras ki raah tak dozakh se door kar deta hai”. * [Sahih Muslim, Jild 1, 2713] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू सईद खुदरी (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * "जो एक दिन रोज़ा रखे अल्लाह की राह में, तो अल्लाह उसके चेहरे को 70 बरस की राह तक दोज़ख़ से दूर कर देता है l” * [सही मुस्लिम, जिल्द 1, 2713] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * "Every servant of Allah who observes Fast for a day in the way of Allah then…" * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Abu Said Al-Khudri (may Allah be pleased with him) reported t...

Jab tum mein se koi roza iftar karne lage to Khajur (dates) se iftar kare aur agar...

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Hadith: * "Jab tum mein se koi roza iftar karne lage to Khajur (dates) se iftar kare aur agar... "* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Salman bin ‘Amr (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Jab tum mein se koi roza iftar kare to Khajur (Dates) se kare aur agar Khajur na mile to paani se kare kyunki paani paak karne wala hai ".* [Sunan Ibn Majah, Jild 1, 1699-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत सलमान बिन अम् (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने - *" जब तुम में से कोई इफ़्तार करे तो खजूर से करे और अगर खजूर ना मिले तो पानी से करे क्यूंकि पानी पाक करने वाला है l "* [सुनन इब्न माजा, जिल्द 1, 1699-सही] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Hadith: *" When any one of you breaks his fast, let him break it with dates and if..." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrated by Salm...

Eh bhalayee ke chahane wale bhalayee ke kaam pe aagye badh aur Eh burayee ke chahane wale apni burayee se ruk jaa

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: *‘ Eh bhalayee ke chahane wale bhalayee ke kaam pe aagye badh aur Eh burayee ke chahane wale apni burayee se ruk jaa.’ * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jab Ramzan ki pehli raat hoti hai, to shaitan aur sarkash Jinn zanjiron mein jakad diye jaate hain aur Jahannam ke darwaze band kar diye jaate hain, aur iss ka koi bhi darwaza khula hua nahi rehta. Jannat ke darwaze khol diye jaate hain aur iss ka koi bhi darwaza band nahi rehta. Manadi (awaz dene wala) pukarta hai: ‘Eh bhalayee ke chahane wale, bhalayee ke kaam pe aagye badh aur Eh burayee ke chahane wale, apni burayee se ruk jaa’. Kuch (logo) ko Allah Subhanahu (Jahannam ki aag) se azad karta hai, aur yeh (Ramzan ki) har raat ko hota hai.” * [Sunan ibn Majah, Jild 2, 1642-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “जब रमज़ान की पहली रात ...

Ramazan mein Umrah karna Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ke saath Hajj karne ke barabar hai

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* • ┈┈┈┈ •• ✦✿✦ •• ┈┈┈┈ • ✦ Hadith: *" Ramazan mein Umrah karna Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ke saath Hajj karne ke barabar hai ."* • ┈┈┈┈ •• ✦✿✦ •• ┈┈┈┈ • ► Hadiths (Roman Urdu): ✦ Hazrat Ibn Abbas (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki - *” Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) jab Hajj-e-vida se waapas huae to Aap ne umm sinan ansariya aurat se farmaya ki, ‘Tum Hajj karne (kyun) nahi gayee?’ Usne kaha ki falaah ke waalid yani mere khawind (husband) ke pass do oont (camel) pani pilane ke liye they ek par to wo khud Hajj ko chale gaye aur dusra hamari zameen sairab karta hai. Is par Aap ne farmaya ki, ‘Ramzan mein Umrah kar lena kyunki  yeh mere saath hajj karne ke barabar hai ”.* [Sahih Bukhari, Jild 3, 1863] ✦ Hazrat Abdullah ibn Abbas (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) se ek shaksh ne pucha ki - *" Aap ke saath hajj karne ke barabar (sawaab mein) dusri ...

Ramzan ke ek mahine ke roze aur Shawwal ke 6 roze rakhna, saal bhar ke rozon ke barabar ho jayenge

Image
 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Ramzan ke ek mahine ke roze aur Shawwal ke 6 roze rakhna, saal bhar ke rozon ke barabar ho jayenge ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu):  Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jo shakhs maah-e-Ramzaan ke roze rakhega to ye ek mahine ke roze (sawaab mein) dus mahino ke rozoon ke barabar ho jayeinge. Phir jisne Eid-ul-Fitr ke baad (maah-e-Shawwal ke) 6 roze rakhe to ye saara amal saal bhar ke rozon ke barabar ho jayega ”.* [Musnad Ahmed, Jild 4, 3660-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ जो शख़्स माह-ए-रमजान के रोज़े रखेगा तो ये एक महीने के रोज़े (सवाब में) दस महीनो के रोज़ों के बराबर हो जाएंगे l फिर जिसने ईद-उल-फ़ित्र के बाद (माह-ए-शव्वाल के) 6 रोज़े रखे तो ये सारा अमल साल भर के रोज़ों के बराबर हो जाएगा l”* [मुसनद अहमद, जिल्द 4, हदीस 3660-सही] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Fasting during the mont...

Ramazan ke rozo ke baad 6 rozey Shawwal mahine ke bhi rakhne se hamesha ke rozo ka sawaab hoga

Image
 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Ramazan ke rozo ke baad 6 rozey Shawwal mahine ke bhi rakhne se hamesha ke rozo ka sawaab hoga .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu):  ✦ Hazrat Abu Ayyub Al-Ansari (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jo ramzan ke rozey rakhe aur uske baad 6 (rozey) shawwal ke bhi rakhe to usko hamesha ke rozo ka sawaab hoga ”.* [Sahih Muslim, Jild 3, 2758] ✦ Hazrat Souban (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jo Eid-ul-Fitr ke baad 6 din rozey rakhey to usko poore saal rozey rakhne ka sawaab milega, jo ek neki laayega usko iska 10 guna ajar milega ”.* [Sunan Ibn Majah, Jild 1, 1715-Sahih] ✦ Note: _* Ulma kahtey hain ki agar koi Eid ke foran baad na rakh saka ho to poore Shawwal mahine mein kabhi bhi ek-ek karke ya ek hi saath ye 6 rozey rakhe jaa sakte hain .*_ •┈┈┈┈••✦✿✦••┈...

Eid ki namaz ko jaane se pehle taaq adad (1,3,5,7…) khajurein khana Sunnat hai

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *" Eid ki namaz ko jaane se pehle taaq adad (1,3,5,7…) khajurein khana Sunnat hai ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Hadith (Roman Urdu): Hazrat Anas bin Malik (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki: *“ Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) Eid-ul-Fitr ke din tab tak (namaz ke liye) nahi nikalte jab tak khuch khajure na khaa lete aur Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) Taaq adad (1,3,5,7…) khajurain khaya karte thay ”.* [Sahih Bukhari, Jild 2, 953] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►हदीस (हिंदी): हज़रत अनस बिन मलिक (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की: *“ रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ईद-उल-फितर के दिन तब तक (नमाज़ के लिए) नही निकलते जब तक कुछ खजूरें ना खा लेते और आप, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ताक़ अदद (1,3,5,7…) खजूरें खाया करते थे ।"* [सही बुखारी, जिल्द 2, 953] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *" It is Sunnah to eat odd number of dates before proceeding to Eid prayer ...

Eid ki Namaz mein, pehli rakat mein 7 Takbire hain aur dusri rakat mein 5 Takbire hain

Image
 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Eid ki Namaz mein, pehli rakat mein 7 Takbire hain aur dusri rakat mein 5 Takbire hain .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Aisha (radi Allahu anha) se rivayat hai ki: *“ Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) Eid-ul-Fitr aur Eid-ul-Azha ki pehli rakat mein 7 Takbire aur dusri rakat mein 5 Takbire padhte thay ”.* [Sunan Abu Dawood, Jild 1, 1139-Sahih, Islam 360-1150] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत आईशा (रदी अल्लाहू अन्हा) से रिवायत है की: *“ रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ईद-उल-फ़ित्र और ईद-उल-अज़ा की पहली रक़ात में 7 तकबीरे और दूसरी रक़ात में 5 तकबीरे पढ़ते थे ।"* [सुनन अबू दाऊद, जिल्द 1, 1139-सही, ईस्लाम 360-1150] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ There are seven Takbir (Allahu Akbar) in the first rakah and five Takbir (Allahu Akbar) in the second rakah of Eid Prayers .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrated Aisha (may Allah be pleased w...

Eidgah jaane aur aane ke liye do (2) alag raaste ko ikhtiyar karna Sunnat hai

Image
 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Eidgah jaane aur aane ke liye do (2) alag raaste ko ikhtiyar karna Sunnat hai ".* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abdullah Ibn Umar (radi allahu anhu) se rivayat hai - *“ Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) Eidgah jaane ke liye ek raaste ko ikhtiyar karte aur wapas aatey waqt dusre raaste ko ikhtiyar karte thay ".* [Sunan Abu Dawood, Jild  1, 1144-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अब्दुल्लाह इब्न उमर (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है - *“ रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ईदगाह जाने के लिए एक रास्ते को इख़्तियार करते और वापस आते वक़्त दूसरे रास्ते को इख़्तियार करते थे ।"* [सुनन अबू दाऊद, जिल्द 1, 1144-सही] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Choosing two different routes for going out & returning back for Eid prayer is a Sunnah ".* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrated Abdullah Ibn Umar (may Allah be pleased with him)...

Eid Al-Fitr aur Eid Al-Zuha ka roza rakhna mana hai

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Eid Al-Fitr aur Eid Al-Zuha ka roza rakhna mana hai. "* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Aisha (radi Allahu anha) se rivayat hai ki: *" Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne do (2) din roze se mana farmaya hai, (ek) Eid Al-Fitr aur (dusra) Eid Al-Azha" .* [Sahih Muslim, Jild 3, 2676] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत आएशा (रदी अल्लाहू अन्हा) से रिवायत है की: *" रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने दो (2) दिन रोज़े से माना फरमाया है, (एक) ईद अल-फितर और (दूसरा) ईद अल-अज़हा ।" * [सही मुस्लिम, जिल्द 3, 2676] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Fasting is forbidden on the Day of Fitr and the Day of Adha ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Aisha (may Allah be pleased with her) said that: *" The Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ peace be upon him) forbade to observe fast on two days, the day of Fitr and the day of A...

Zakat-ul-Fitr ko Roze ko paak karne aur Miskeeno ki parwarish ke liye muqarar farmya gaya hai

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: *“ Zakat-ul-Fitr ko Roze ko paak karne aur Miskeeno ki parwarish ke liye muqarar farmya gaya hai. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Ibn Abbas (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki *“ Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne Zakat-ul-Fitr ko bekar aur behuda baat se Roze ko paak karne aur Miskeeno ki parwarish ke liye muqarar farmya hai. Jo shakhs Eid ki namaz se pahle ise ada karega wo zakat ki tarah qubul kiya jayega aur aur agar koi Namaz ke baad ada karega to wo dusre sadqe ki tarah ek sadqa hoga”. * [Sunan Abu Dawood, Jild 1, 1596-Hasan] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत इब्न अब्बास (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की * “रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने ज़कात-उल-फित्र को बेकार और बेहूदा बात से रोज़ को पाक करने और मिस्कीनो की परवरिश के लिए मुक़रार फ़रमाया है । जो शख्स ईद की नमाज़ से पहले इसे अदा करेगा वो ज़कात की तरह क़ुबूल किया जाएगा और और अगर कोई नमाज़ के बाद अदा करेग...

Shab-e-Qadr 27 ya 29 ki raat ko hoti hai

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Shab-e-Qadr (Ramzan ke mahine ki) 27 ya 29 ki raat ko hoti hai” .* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Shab-e-Qadr (Ramzan ke mahine ki) 27 ya 29 ki raat ko hoti hai. Iss raat mein zameen par farishton ki tadad kankariyon ki tadad se zyada hoti hai” .* [Al-Silsila tus Sahiha, 2262] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ शब-ए-कद्र (रमज़ान के महीने की) 27 या 29 की रात को होती है । इस रात में ज़मीन पर फरिश्तों की तादाद कंकरीयों की तदादा से ज्यादा होती है ।" * [अल सिलसिला सहीहा, 2262] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ The Night of Al-Qadr (Night of Decree) is on the 27th or the 29th (of Ramadan month)” .* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): The Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ peace be upon him) said - *“T he Night of Al-Qadr (Night of Decree) is on the 27th or the 29...