Posts

Showing posts with the label Shab-e-Qadr

Shab-e-Qadr ki raat mein zameen par farishton ki tadad kankariyon ki tadad se zyada hoti hai

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * "Shab-e-Qadr ki raat mein zameen par farishton ki tadad kankariyon ki tadad se zyada hoti hai." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Shab-e-Qadr (Ramzan ke mahine ki) 27 ya 29 ki raat ko hoti hai. Iss raat mein zameen par farishton ki tadad kankariyon ki tadad se zyada hoti hai”. * [Al-Silsila tus Sahiha, 2262] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “शब-ए-कद्र (रमज़ान के महीने की) 27 या 29 की रात को होती है । इस रात में ज़मीन पर फरिश्तों की तादाद कंकरीयों की तदादा से ज्यादा होती है ।" * [अल सिलसिला सहीहा, 2262] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “On the night of Al-Qadr (Night of Decree), the angels on earth are more numerous than its pebbles." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): The Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ peace be upon him) sa...

Shab-e-Qadr mein Ibaadat karne ki fazilat

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-Al-Quran:  * “Shab-e-Qadr mein Ibaadat karne ki fazilat.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya -  * “Jo shakhs Shab-e-Qadr Imaan ke saath aur sirf Aakhirat ke sawab ke liye Zikr aur Ibaadat mein guzaare to uske pichle gunah bakhsh diye jaate hain”. *  [Sahih Bukhair, 35] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैराह (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया -  * “जो शख्स शब-ए-कद्र इमान के साथ और सिर्फ आखिरत के सवाब के लिए ज़िक्र और इबादत में गुज़ारे तो उस के पिछले गुनाह बख्श दिए जाते हैं ।“ *  [सही बुखारी, 35] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-Al-Quran:  * “Signs of the Night of Al-Qadr.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrated Abu Hurairah (may Allah be pleased with him) that the Messenger of Allah, Prophe...

Shab-e-Qadr ki nishaniyan - Signs of the Night of Al-Qadr

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-Al-Quran: * “Shab-e-Qadr ki nishaniyan.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Ubada (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Shab e Qadr Ramzan ke mahine ke akhri ashre mein hoti hai. Jo shakhs is ka sawab haasil karne ke liye un mein Qiyam kare, to Allah is ke agle-pichle saare gunah maaf farma dega. Yeh taaq raaton mein hoti hai yani aakhri ashre ki 9, 7, 5, 3, ya aakhri raat (yani 29, 27, 25, 23, 21)”. * Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne yeh bhi farmaya - * “Shab-e-Qadar ki nishani yeh hai ke woh raat roshan aur chamakdaar hoti hai, is mein chand ki roshni bhi khoob ujli hoti hai, woh raat pur-sukun aur gehri (mautadil) hoti hai. Yeh raat na garam hoti hai, na thandi hoti hai, is raat mein subah tak sitaare tod kar nahi maare jaate. Is ki nishani yeh bhi hai ke is ki subah ko jab sooraj roshan hota hai to woh seedha barabar ni...

Shab-e-Qadr 27 ya 29 ki raat ko hoti hai

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Shab-e-Qadr (Ramzan ke mahine ki) 27 ya 29 ki raat ko hoti hai” .* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Shab-e-Qadr (Ramzan ke mahine ki) 27 ya 29 ki raat ko hoti hai. Iss raat mein zameen par farishton ki tadad kankariyon ki tadad se zyada hoti hai” .* [Al-Silsila tus Sahiha, 2262] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ शब-ए-कद्र (रमज़ान के महीने की) 27 या 29 की रात को होती है । इस रात में ज़मीन पर फरिश्तों की तादाद कंकरीयों की तदादा से ज्यादा होती है ।" * [अल सिलसिला सहीहा, 2262] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ The Night of Al-Qadr (Night of Decree) is on the 27th or the 29th (of Ramadan month)” .* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): The Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ peace be upon him) said - *“T he Night of Al-Qadr (Night of Decree) is on the 27th or the 29...

Shab-e-Qadr ki nishani aur daleel

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Shab-e-Qadr ki nishani aur uska 27 raat ko zyada hone ki daleel ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Zirr bin Habaish (radi allahu anhu) kehte hain ke main ne Hazrat Abi bin Kaab (radi allahu anhu) se pucha - *“ Tumhare bhai Hazrat ibn Masood (radi allahu anhu) kehte hain ki jo saal bhar (ibadat ke liye) barabar jaagega wo Shab-e-Qadr paa lega".* To unhone kaha - *"Allah rahmat kare un par, unhone ye isliye kaha kyunki log kahin ek hi raat par bharosa naa kar lein (bulki hamesha ibadat karte rahein) aur wo achchi tarah jaante hain ki wo Ramzan mein hai aur aakhri ashre mein hai aur wo 27 raat ko hai. Phir wo us par qasam khaate thay aur In sha Allah bhi nahi kahte (yani unhe aisa pukhta yakeen tha 27 ki Shab-e-Qadr hone par) aur wo Shab-e-Qadr 27 ko hai ".* To main ne unse pucha - *" eh Abu Munzirm aap kaise ye dawa karte ho?" * Unhone kaha – *" Ye ek nishaani ki ...

Shab-e-Qadr / Laylatul-Qadr ki Dua.

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Shab-e-Qadr / Laylatul-Qadr ki Dua. "* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Aisha (radi Allahu anha) ne pucha - *“ Ya Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam), agar mujhe Shab-e-Qadr mil jaaye to kya Dua karu? ”* To Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Kaho:* --- *اللَّهُمَّ إِنَّكَ عَفُوٌّ تُحِبُّ الْعَفْوَ فَاعْفُ عَنِّي* --- *Allahumma innaka afuwwun tuhibbul-afwa fa'fu anni.* --- *Ya Allah, Tu maaf karne wala hai aur maaf karne ko pasand karta hai isliye mujhe maaf farma ”.* [Sunan ibn Majah, Jild 3, 731-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत आईशा (रदी अल्लाहू अन्हा) ने पूछा - *“ या रसूल-अल्लाह मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम), अगर मुझे शब-ए-क़द्र मिल जाए तो क्या दुआ करू? * तो आप, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ कहो:* --- *اللَّهُمَّ إِنَّكَ عَفُوٌّ تُحِبُّ الْعَفْوَ فَاعْفُ عَنِّي* --- *अल्लाहुम्मा इन्नका अफुव्वुन तुहिब्बुल  ...

Shab-e-Qadr mein qiyam karne ka ajr

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Shab-e-Qadr mein qiyaam karne ka ajr”. * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * "Shab-e-Qadr Ramazan ke mahine ke aakhri ashre mein hoti hai. Jo shakhs is ka sawaab haasil karne ke liye un mein Qiyaam kare, to Allah uske agle pichle saare gunah maaf farma denge". * [Masnad Ahmed, 4022-Hasan] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * "शब-ए-क़द्र रमज़ान के महीने के आख़िरी अशरे में होती है । जो शख़्स इस का सवाब हासिल करने के लिए उसमें कियाम करे, तो अल्लाह इस के अगले पिछले सारे गुनाह माफ़ फरमा देगा ।" * [मुसनद अहमद, 4022-हसन] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Reward of doing Qiyaam during Lailat-ul-Qadr (Night of Decree)." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): The Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ peace be upon him) said - *" The Night of Al...

Shab-e-Qadr ko Ramazan me kab talash kare

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Shab-e-Qadr ko Ramazan me kab talash kare." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Shab-e-Qadr ko Ramazan ke aakhri ashre ki taaq (21, 23, 25, 27, 29) raaton mein talaash karo". * [Sahih Bukhari, Jild 3, 2017] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “शब-ए-क़द्र को रमज़ान के आखरी अशरे की ताक़ (21, 23, 25, 27, 29) रातों में तलाश करो ।" * [सही बुखारी, जिल्द 3, 2017] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Night of Qadr - Odd nights (21, 23, 25, 27, 29) of the last ten days of Ramadan ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): The Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ peace be upon him) said - *"  Search for the Night of Qadr (also known as the Night of Power, Night of Destiny, Night of Decree) in the odd nights (21, 23, 25, 27, 29) of the last ten days...

Al Quran: Surah Al-Qadr

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ * “Quran ki Surah Al-Qadr ka Tarjuma.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Al Quran: * “Beshak Hum ne is (Quran) ko Shab-e-Qadr mein naazil kiya hai, aur aapko kya maloom ki Shab-e-Qadr kya hai? Shab-e-Qadr hazaar mahino se behtar hai, ismein farishte aur rooh naazil hote hain, apne Rab ke hukm se, har kaam par, wo subah roshan hone tak salamati ki raat hai.” * [Al Quran, Surah Al Qadr (97)] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अल क़ुरान: * “बेशक़ हमने इस (क़ुरान) को शब-ए-क़द्र में नज़िल किया है, और आपको क्या मालूम की शब-ए-क़द्र क्या है? शब-ए-क़द्र हज़ार महीनो से बेहतर है इसमें फरिश्ते और रूह नाज़िल होते हैं अपने रब के हुक्म से हर काम पर, वो सुबह रोशन होने तक सलामती की रात है l” * [अल क़ुरान, सुराह अल-क़द्र (97)] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ * “The Translation of Surah Al-Qadr from Al Quran.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Al Quran: * “We have indeed revealed this (Quran) in the Night of Power, and what will explain to thee what the night of power is? The Night of Powe...