Posts

Showing posts with the label right hand

Tum mein se har ek daaye (right) haath se khaaye, daaye haath se peeye

Image
 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Tum mein se har ek daaye (right) haath se khaaye, daaye haath se peeye .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Tum mein se har ek daaye (right) haath se khaaye, daaye haath se peeye, daaye haath se koi cheez le aur daaye haath se hi de kyunki shaitan baaye (left) haath se khaata hai, baaye haath se peeta hai, baaye haath se cheez deta aur baaye haath se hi leta hai ".* [Sunan ibn Majah, Jild 3, 147-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैरा (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फ़रमाया - *“ तुम में से हर एक दाए हाथ से खाये, दाए हाथ से पीये, दाए हाथ से कोई चीज़ ले और दाए हाथ से ही दे क्यूंकि शैतान बाए हाथ से खाता है, बाए हाथ से पीता है, बाए हाथ से चीज़ देता और बाए हाथ से ही लेता है l"* [सुनन इब्न माजा, जिल्द ...