Posts

Showing posts with the label Ramzan(Ramadan)

“Zakat-ul-Fitr Ghulam aur Azaad, Mard aur Aurat, Chotey aur Badey tamaam Musalmano par farz hai.”

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: * “Zakat-ul-Fitr Ghulam aur Azaad, Mard aur Aurat, Chotey aur Badey tamaam Musalmano par farz hai.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abdullah Bin Umar (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki - * “Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne Zakat-ul-Fitr ek saa khajur ya ek saa jou (barley) (One saa = 3 Kilograms, taqreeban) farz qarar di hai jo Ghulam aur Azaad, Mard aur Aurat, Chotey aur Badey, tamam Musalmano par farz hai aur Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne ye hukm diya hai ki Namaz (Eid) ke liye jane se pehle ye Sadqa ada kar diya jaye”. * [Sahih Bukhari, Jild 2, 1503] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►हदीस (हिंदी): हज़रत अब्दुल्लाह बिन उमर (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की * “रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने ज़कात-उल-फ़ित्र एक सा खजूर या एक सा जौ (एक सा = 3 किलोग्राम, तक़रीबन) फ़र्ज़ क़रार दी है जो गुलाम और आज़ाद, मर्द और औरत, छोटे और बड़े, तमाम मुसलमानो पर फ...

Shab-e-Qadr ki raat mein zameen par farishton ki tadad kankariyon ki tadad se zyada hoti hai

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * "Shab-e-Qadr ki raat mein zameen par farishton ki tadad kankariyon ki tadad se zyada hoti hai." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Shab-e-Qadr (Ramzan ke mahine ki) 27 ya 29 ki raat ko hoti hai. Iss raat mein zameen par farishton ki tadad kankariyon ki tadad se zyada hoti hai”. * [Al-Silsila tus Sahiha, 2262] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “शब-ए-कद्र (रमज़ान के महीने की) 27 या 29 की रात को होती है । इस रात में ज़मीन पर फरिश्तों की तादाद कंकरीयों की तदादा से ज्यादा होती है ।" * [अल सिलसिला सहीहा, 2262] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “On the night of Al-Qadr (Night of Decree), the angels on earth are more numerous than its pebbles." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): The Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ peace be upon him) sa...

Shab-e-Qadr mein Ibaadat karne ki fazilat

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-Al-Quran:  * “Shab-e-Qadr mein Ibaadat karne ki fazilat.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya -  * “Jo shakhs Shab-e-Qadr Imaan ke saath aur sirf Aakhirat ke sawab ke liye Zikr aur Ibaadat mein guzaare to uske pichle gunah bakhsh diye jaate hain”. *  [Sahih Bukhair, 35] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैराह (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया -  * “जो शख्स शब-ए-कद्र इमान के साथ और सिर्फ आखिरत के सवाब के लिए ज़िक्र और इबादत में गुज़ारे तो उस के पिछले गुनाह बख्श दिए जाते हैं ।“ *  [सही बुखारी, 35] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-Al-Quran:  * “Signs of the Night of Al-Qadr.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrated Abu Hurairah (may Allah be pleased with him) that the Messenger of Allah, Prophe...

Shab-e-Qadr ki nishaniyan - Signs of the Night of Al-Qadr

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-Al-Quran: * “Shab-e-Qadr ki nishaniyan.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Ubada (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Shab e Qadr Ramzan ke mahine ke akhri ashre mein hoti hai. Jo shakhs is ka sawab haasil karne ke liye un mein Qiyam kare, to Allah is ke agle-pichle saare gunah maaf farma dega. Yeh taaq raaton mein hoti hai yani aakhri ashre ki 9, 7, 5, 3, ya aakhri raat (yani 29, 27, 25, 23, 21)”. * Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne yeh bhi farmaya - * “Shab-e-Qadar ki nishani yeh hai ke woh raat roshan aur chamakdaar hoti hai, is mein chand ki roshni bhi khoob ujli hoti hai, woh raat pur-sukun aur gehri (mautadil) hoti hai. Yeh raat na garam hoti hai, na thandi hoti hai, is raat mein subah tak sitaare tod kar nahi maare jaate. Is ki nishani yeh bhi hai ke is ki subah ko jab sooraj roshan hota hai to woh seedha barabar ni...

Aakhri ashre mein Qayam Al Lail (Tahajjud) ki namaz…

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ) ki Aakhri ashre mein Qayam Al Lail (Tahajjud) ki namaz…” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Zarr (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki humne Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ke saath Ramzan ke roze rakhe un hone humko 23 raat tak Qayam-Al-Lail ki namaz nahi pdhayee. Phir 23 raat ko ek tihayee raat tak namaz padhate rahe. Phir 24 raat ko namaz nahi padhayee aur phir 25 raat ko aadhi raat tak namaz padhate rahe. Maine arz kiya - * “Ya Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam), kaash aap baaqi raat mein bhi hamare saath isee tarah namaz ada farmate”. * Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne irshaad farmaya - * “Jo shakhs Imam ke saath (Qayam mein) khada ho aur uske faarig hone tak saath rahe usko puri raat Qayam-Al-Lail (sari raat namaz pdhne) ka sawab milta hai”. * Aur uske baad Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam...

Ramzan ke Aakhri Ashre mein itekaaf karna

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: * “Ramzan ke Aakhri Ashre mein itekaaf karna. "* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith(Roman Urdu): Hazrat Abdullah bin Umar (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki - * "Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) Ramzan ke Aakhri Ashre mein Itekaaf karte they '". * [Sahih Bukhari, Jild 3, 2025] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अब्दुल्लाह बिन उमर (रदी अल्लाहु अन्हू) से रिवायत है की *“ रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) रमज़ान के आखरी अशरे में एतकाफ करते थे l ”* [सही बुखारी, जिल्द 3, 2025] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“Practising Itikaaf in the last ten days of the month of Ramadan ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrated Abdullah bin Umar (may Allah be pleased with him) that - *" Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ peace be upon him) used to practise Itikaaf in the last ten days of the month of Ramadan". * [Sahih Bukhari, Book 33, ...

Eh bhalayee ke chahane wale bhalayee ke kaam pe aagye badh aur Eh burayee ke chahane wale apni burayee se ruk jaa

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: *‘ Eh bhalayee ke chahane wale bhalayee ke kaam pe aagye badh aur Eh burayee ke chahane wale apni burayee se ruk jaa.’ * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jab Ramzan ki pehli raat hoti hai, to shaitan aur sarkash Jinn zanjiron mein jakad diye jaate hain aur Jahannam ke darwaze band kar diye jaate hain, aur iss ka koi bhi darwaza khula hua nahi rehta. Jannat ke darwaze khol diye jaate hain aur iss ka koi bhi darwaza band nahi rehta. Manadi (awaz dene wala) pukarta hai: ‘Eh bhalayee ke chahane wale, bhalayee ke kaam pe aagye badh aur Eh burayee ke chahane wale, apni burayee se ruk jaa’. Kuch (logo) ko Allah Subhanahu (Jahannam ki aag) se azad karta hai, aur yeh (Ramzan ki) har raat ko hota hai.” * [Sunan ibn Majah, Jild 2, 1642-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “जब रमज़ान की पहली रात ...

Ramzan ke aakhir ke 10 raato mein zyada ibaadat kiya karo

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Ramzan ke aakhir ke 10 raato mein zyada ibaadat kiya karo. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Aisha (radi Allahu anha) se rivayat hai ki: * “Jab (Ramzan ka) aakhri ashra aata to Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) apna tehband mazboot baandh letey (yani ibaadat ke liye apni kamar kas letey) aur un raaton mein Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) khud bhi jaagte aur apne ghar waalon ko bhi jagaya karte thay” .* [Sahih Bukhari, Jild 3, 2024] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत आईशा (रदी अल्लाहू अन्हा) से रिवायत है की: * “जब रमज़ान का आखरी अशरा आता तो रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) अपना तहबंध मजबूत बाँध लेते (यानि इबादत के लिए कमर कस लेते) और उन रातों में आप, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) खुद भी जागते और अपने घरवालों को भी जगाया करते थे l ”* [सही बुखारी, जिल्द 3, 2024] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Increase your worship in last ten (10) nig...

Saari raat Namaz padhne ka sawab

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Saari raat Namaz padhne ka sawab." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Zar (radi allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jisne (Ramzan mein) Imaam ke saath Qayaam shuru kiya aur Qayaam khatam hone tak us ke saath namaz padhta raha to uske liye saari raat ke Qayaam ka sawab likha jaega". * [Jami At-Tirmizi, Jild 1, 784-Sahih] ✦ Note: * Ulmao ka kehna hai ki jo log masjid mein (Taraweeh ya Qayaam Al-Lail ki) Jamat khadi ho jaane ke baad aate hain ya phir kuch rakaat padh kar chale jaate hain, wo saari raat ke Qayaam ke is sawab se mehroom reh jaate hain. * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू ज़र (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “जिसने (रमज़ान में) इमाम के साथ क़याम शुरू किया और क़याम ख़तम होने तक उसके साथ नमाज़ पढ़ता रहा तो उसके लिए सारी रात के क़याम ...

Ramadan ke din aur raat mein har musalmaan ki dua qubul ki jaati hai

Image
 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Ramzan ke din aur raat mein har musalmaan ki dua qubul ki jaati hai .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Ramzan mein Allah Subhanahu har din aur raat mein dozakh se logo ko azaad karta hai aur har musalmaan ki din aur raat mein dua qubul ki jaati hai ".* [Musnad Ahhmad, 7450-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ अल्लाह सुबहानहु रमज़ान के हर दिन और रात में जहन्नम से लोगों को आज़ाद करता है और (उसमें) हर मुसलमान की दिन और रात में दुआ कुबूल की जाती है l"* [मसनद अहमद, 7450-सही] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Every Muslims being responded of their supplication in the day or night of Ramadan .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): The Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ peace be upon him) said - *" Indeed, Allah sets free the people from the h...