Shaheed ka darja kiske liye hai - Who is entitled to have a martyr status
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Shaheed ka darja kiske liye hai? ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Saeed Bin Zaid (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jo shakhs apney Maal ke wastey (hifazat kartey-kartey) Qatl kar diya jaaye woh Shaheed hai. Jo shakhs apney ghar walon ke liye (yani unki hifazat kartey huye) Qatl kar diya jaaye woh shaheed hai. Jo shakhs apney Deen ke liye Qatl kar diya to woh shaheed hai. Jo shakhs apni jaan ke liye Qatl kar diya woh shaheed hai ”.* [Sunan Nasaii, Jild 3, 397-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत सईद बिन ज़ैद (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ जो शख़्स अपने माल के वास्ते (हिफाज़त करते-करते) क़त्ल कर दिया जाए वह शहीद है। जो शख़्स अपने घरवालों के लिए (यानि उनकी हिफाज़त करते हुए) क़त्ल कर दिया जाए वह शहीद है। जो शख़्स अपने दीन के लिए क़त्ल कर दिया तो वह शहीद है। ज...