Posts

Showing posts with the label Quran

Allah Subhanahu Qayamat ke din Sahib-e-Quran se farmayega parhta ja aur (Jannat mein) charhta ja

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: *“ Allah Subhanahu Qayamat ke din Sahib-e-Quran se farmayega parhta ja aur (Jannat mein) charhta ja. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Al-Quran (Roman Urdu): *" Humein shaam ki surkhi ki Qasam; aur raat ki aur jin cheezon ko wo ikattha kar leti hai unki; aur chaand ki jab kaamil ho jaye; ki tum darja ba Darja (Rutba-e-Aala par) charhogey ".* [Al-Quran, Surah Inshiqaq (84), Ayat 16-19] ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abdullah ibn Amr ibn Al-Aas (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ (Qayamat ke din) Saahib Quran se kaha jayega ke parhta ja aur (Jannat mein) charhta ja aur thahar-thahar kar parho jaisa ki tum duniya mein parhte thay, tumhari manzil (muqaam) wo hai jaha tum aakhri aayat parh kar khatm karoge” .* [Sunan Abu Dawood, Jild 1, 1451-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अल क़ुरान (हिंदी): *" हमे शाम की सुर्खी की क़सम; और रात की और जिन चीजो को वो इकत्था कर ले...

So Jab tum Quran padhne lago to shaitaan mardood se Allah ki panah mein aa jaya karo

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Al-Quran: *“ So Jab tum Quran padhne lago to shaitaan mardood se Allah ki panah mein aa jaya karo… ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *“ So Jab tum Quran padhne lago to shaitaan mardood se Allah ki panah mein aa jaya karo (yani pehle Auzubillahi-Minash-shaitaanirrajeem padh liya karo). Beshak uska zor us par nahi chalta jo imaan rakhte hain aur apne RAB par hi bharosa rakhte hain. Uska zor to unhi logon par chalta hai jo usko dost banate hain aur Allah ke saath shareek banate hain ”.* [Al Quran, Surah Nahal (31), Ayat 98-100]  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ अल क़ुरान: *“ सो जब तुम क़ुरान पढ़ने लगो तो शैतान मरदूद से अल्लाह की पनाह में आ जाया करो (यानी पहले आऊज़ूबिल्लाही-मिनअश-शैयतानिर्रजिम पढ़ लिया करो) l बेशक उसका ज़ोर उस पर नही चलता जो ईमान रखते हैं और अपने रब पर ही भरोसा रखते हैं l उसका ज़ोर तो उन्ही लोगो पर है जो उसको दोस्त बनाते हैं और अल्लाह के साथ शरीक बनाते हैं । "* [अल क़ुरान, सूरह लुक़मान, (31), आयत 98-100] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Al-Quran...

Al-Quran: Beshak, Allah jaanne wala khabardaar hai…

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Al-Quran: *“ Beshak, Allah jaanne wala khabardaar hai… ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *“ Beshak, Allah hi ko Qayamat ka ilm hai, aur Wohi barish barsata hai, aur Wohi jaanta hai jo kuch maao ke peton mein hota hai. Aur koi nahi jaanta ki woh kal kya karega, aur koi nahi jaanta ki kis zameen par usko maut aayegi. Beshak, Allah jaanne wala khabardaar hai” .* [Al Quran, Surah Luqman (31), Ayat-34]  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ अल क़ुरान: *“ बेशक, अल्लाह ही को क़यामत का इल्म है, और वही बारिश बरसाता है, और वही जानता है जो कुछ माँओं के पेटों में होता है । और कोई नही जानता की वो कल क्या करेगा, और कोई नही जानता की किस ज़मीन पर उसको मौत आएगी । बेशक, अल्लाह जानने वाला खबरदार है ।" * [अल क़ुरान, सूरह लुक़मान, (31), आयत 34] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Al-Quran: *“ Verily, Allah is All-Knower, All-Aware (of things)… ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *“ Verily Allah, with Him (Alone) is the knowledge of the Hour, He sends down the rain, and knows that which is ...

Aakhir kya wajah hai ke tum woh cheez na khaao ho jis par Allah ka naam liya gaya ho

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Al Quran: (Allah Subhanahu ne farmaya) *“Aakhir kya wajah hai ke tum woh cheez na khaao ho jis par Allah ka naam liya gaya ho .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran (Roman Urdu): (Allah Subhanahu ne farmaya) *“Aakhir kya wajah hai ke tum woh cheez na khaao ho jis par Allah ka naam liya gaya ho, halaanke jin cheezon ka istemal Halat-e-iztarar (sakht majboori ki halat) ke siwa dusri tamaam haalaton mein Allah ne haraam kar diya hai unki tafseel woh tumhein bata chuka hai, aur bohot se log be-samjhe bujhe apne nafs ki khuwahishon se logo ko behka rahe hain, kuch shak nahin ke aise logon ko jo (Allah ki muqarar ki huyi) hadd se bahar nikal jaate hain tumhara parvarwdigaar khoob jaanta hai.”* [Al Quran, Surah Al Anaam (6), Ayat 119] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ अल क़ुरान (हिंदी): (अल्लाह सुब्हानहु ने फरमाया) *“आखिर क्या वजह है के तुम वह चीज़ ना खाओ हो जिस पर अल्लाह का नाम लिया गया हो, हालांकि जिन चीज़ों का इस्तेमाल हालत-ए-इज़तरर (सख़्त मजबूरी की हालत) के स...

Surah Al-ikhlas (Qul Huwallahu Ahad…) ek teehaii Quran ke barabar hai

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Surah Al-ikhlas (Qul Huwallahu Ahad…) ek teehaii Quran ke barabar hai. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Quran-o-Hadith (Roman Urdu): --- بِسۡمِ اللهِ الرَّحۡمٰنِ الرَّحِیۡمِ: *قُلۡ هُوَ اللَّهُ اَحَدٌ اللَّهُ الصَّمَدُ لَمۡ یَلِدۡۙ وَ لَمۡ یُوۡلَدۡ وَ لَمۡ یَکُنۡ لَّهّ کُفُوًا اَحَدٌ* --- Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim: *Qul Hu Wallahu Ahad, ALLAHus-Samad, Lam Yalid walam Yulad, Walam Yakul-lahu Kufuwan Ahad .* ✿ Al Quran: *“ Keh do Woh Allah ek hai, Allah beniyaz hai, na Uski koi aulad hai aur na Woh kisi ki aulad hai, aur Uskey barabar ka koi nahi hai ”.* [Al Quran, Surah Al-ikhlas (112)] ❶ Hazrat Abu Darda (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Kya tum mein se koi is baat se thak jaata hai  ki har raat ek Teehaii Quran padh le? ”* Sahaba (radi Allahu anhuma) ne arz kiya - *“ Teehaii Quran (Ek raat mein) kaisey padh saktey hain? ”* Aap, Muhammad (ﷺ...

Al-Quran: Maine tumhare waaste Islam hi ko deen pasand kiya hai

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Al Quran: *“ Maine tumhare waaste Islam hi ko deen pasand kiya hai. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran (Roman Urdu): *“ Aaj tumhare deen se kafir na ummeed ho gaye, isliye unse na daro aur Mujhse daro. Aaj Maine tumhare liye tumhara deen mukammal kar diya aur Maine tum par Apna ehsaan pura kar diya aur Maine tumhare waaste Islam hi ko deen pasand kiya hai .”* [Al Quran, Surah Al Maida (5), Ayat-3] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ अल क़ुरान (हिंदी): *“ आज तुम्हारे दीन से काफ़िर ना उम्मीद हो गये इसलिए उनसे मत डरो और मुझ्से डरो l आज मैंने तुम्हारे लिए तुम्हारा दीन मुकम्मल कर दिया और मैंने तुम पर अपना एहसान पूरा कर और मैंने तुम्हारे वास्ते इस्लाम ही को दीन पसन्द किया है । "* [अल कुरान, सुरह अल मायदा (5), आयत 3] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Al Quran: *“ This day I  have chosen Islam for you as your religion. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran (English): *“ This day, those who disbelieved have given up all hope of your religion; so fear t...

Jinhone Allah ko achcha Qarz diya, unhein dugna aur umadah badla milega

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-Al-Quran: * “Jinhone Allah ko achcha Qarz diya, unhein dugna aur umadah badla milega.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• * إِنَّ الْمُصَّدِّقِينَ وَالْمُصَّدِّقَاتِ وَأَقْرَضُوا اللَّهَ قَرْضًا حَسَنًا يُضَاعَفُ لَهُمْ وَلَهُمْ أَجْرٌ كَرِيمٌ * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• Al Quran: * “Beshak, khairaat karne wale Mard aur khairaat karne wali Aurtein aur jinhone Allah ko achcha Qarz diya unke liye dugna kiya jayega aur unhein umdah badla milega”. * [Al Quran, Surah Al Hadeed (57), Ayat 18] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• अल क़ुरान: * “बेशक, खैरात करने वाले मर्द और खैरात करने वाली औरते और जिन्होंने अल्लाह को अच्छा क़र्ज दिया उनके लिए दुगना किया जाएगा और उन्हे उमदह बदला मिलेगा ।" * [अल क़ुरान, सूरह अल हदीद (57), आयत 18] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-Al-Quran: * “Whoever lend to Allah a goodly loan shall get a double and goodly reward. ” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• Al Quran: * “Surely, the charitable Men and the charitable Women and those who lend to Allah a ...

Saari tareef aur ibadat sirf Allah hi ke liye hai

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhooom-Al-Quran: *“ Saari tareef aur ibadat sirf Allah hi ke liye hai. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran (Roman) :  ❶ *“ Sab tareef Allah Subhanahu ke liye hai Jisne aasmaan aur zameen banaye aur andhera aur ujala banaya phir bhi ye kafir auro ko Allah ke barabar thahraate hain ”.* [Al Quran, Surah Al-Anaam(6), Aayat 1] ❷ *“ Tumko kafiro ka mulk mein chalna phirna dhokha na de de. Ye thoda sa fayda hai phir unka thikana Dozakh hai aur wo bahut bura thikana hai ”.* [Al Quran, Surah Aal-e-Imran (3), Aayats 196-197] ❸ *“ Allah ko pukaro, Uskey liye ibaadat ko khaalis (pure) rakhte huye chahe kaafir bura maney ”.* [Al Quran, Surah Ghafir (40), Aayat 14] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ अल क़ुरान:  ❶ *“ सब तारीफ अल्लाह सुबहानहू के लिए है जिसने आसमान और ज़मीन बनाए और अंधेरा और उजाला बनाया फिर भी ये काफ़िर ओरों को अल्लाह के बराबर ठहराते हैं । "* [अल क़ुरान, सूरह अल-अनाम (6), आयत 1] ❷ *“ तुमको काफिरों का मुल्क में चलना फिरना धोखा ना दे दे, ये थो...

Rishtedaron, Mohtajon aur Musafiron ko unka Haq ada karo aur Fizul kharchi se Maal na udao

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Al-Quran: * “Rishtedaron, Mohtaajon aur Musafiron ko unka Haq ada karo aur Fizul kharchi se Maal na udao.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Al Quran (Roman Urdu): * “ Aur Rishtedaron aur Mohtaajon aur Musafiron ko unka Haq ada karo. Aur Fizul kharchi se Maal na udao ki Fizul kharchi karne wale to Shaitan ke bhai hain, aur shaitan apne parwardigaar (ki naimaton) ka kufran karne wala (yaani nashukra) hai.” * [Al Quran, Surah Isra (17), Ayat 26-27] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ अल क़ुरान(हिंदी): * “और रिश्तेदारों और मोहतज़ों और मुसाफिरों को उनका हक़ अदा करो । और फ़िज़ूल खर्ची से माल ना उड़ाओ की फ़िज़ूल खर्ची करने वाले तो शैतान के भाई हैं, और शैतान अपने रब्ब (की नैमतों) का कुफरान करने वाला (यानी नाशुक्रा) है ।" * [अल क़ुरान, सुराह ईसरा (17), आयत 26-27] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Al-Quran: * “Give to the kinsman his due and to the Miskin (poor) and to the wayfarer but spend not wastefully (your wealth).” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Al Quran (English): * “ ...

Farz namazo ke baad Aayat Al Kursi padhne ki fazilat

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Farz namazo ke baad Aayat Al Kursi padhne ki fazilat.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Umamah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jis shakhs ne har farz namaz ke baad ‘Aayat Al Kursi’ padhi, to Jannat aur uske darmiyan maut ke siwa koi aur cheez rukawat nahi” (yani maut ke baad usko Jannat naseeb hogi). * [Al-Silsila-As-Sahiha, 749-Sahih; Sunan Al Kubra, 9848-Sahih; Tabrani Al Kabeer, 6532-Hasan; Sahih Al Jame, 6464-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू उमामा (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “जिस शख़्स ने हर फ़र्ज़ नमाज़ के बाद ‘आयत अल कुर्सी’ पढ़ी, तो जन्नत और उसके दरमियाँ मौत के सिवा कोई और चीज़ रुकावट नही" (यानी मौत के बाद उसको जन्नत नसीब होगी)। * [अल-सिलसिला-अस-सहिहा, 749-सही; सुनन अल कुबरा, 9848-सही; तबरानी अल कबीर, 6532-हसन; सही...

Aur wo apni chaal chal rahe they aur Allah apni tadbir kar raha tha aur Allah sabse behtareen tadbeer karne wala hai

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *“ Aur wo apni chaal chal rahe they aur Allah apni tadbir kar raha tha aur Allah sabse behtareen tadbeer karne wala hai .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran (Roman Urdu): *" Aur wo apni chaal chal rahe they aur Allah apni tadbir kar raha tha aur Allah sabse behtareen tadbeer karne wala hai ".* [Al-Quran, Surah Anfal (8), Aayat 30] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ अल क़ुरान (हिंदी): *" और वो अपनी चाल चल रहे थे और अल्लाह अपनी तदबीर कर रहा था और अल्लाह सबसे बेहतरीन तदबीर करने वाला है ।"* [अल क़ुरान, सुरह अनफाल (8), आयत 30] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *“ But they plan, and Allah plans. And Allah is the best of planners .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *" But they plan, and Allah plans. And Allah is the best of planners ".* [Al-Quran, Surah Anfal (8), Verse 30] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• القرآن: *" اور وہ اپنی چال چل ریے تھے اور الله اپنی تدبیر کر رہا تھا اور الله سب سے بہترین تدبیر کرنے والا ہے ۔"* _سورت أنفال ...

Humein Kise apna kaarsaz (kaam bananey wala) banana chaahiye

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-ul-Quran: * “Humein Kise apna kaarsaz (kaam bananey wala) banana chaahiye?” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: * “Wo (Allah) mashriq aur maghrib ka maalik hai; Uskey siwa aur koi Maabud (ibadat ke layaq) nahi hai. To Usi ko kaarsaz (kaam bananey wala) bana lo”. * [Al Quran, Surah Muzzammil (73), Ayat 9] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ अल क़ुरआन: * “वो (अल्लाह) पूरब और पश्चिम का मालिक है; उसके सिवा और कोई माबूद (पूजा के लायक) नहीं है l तो उसी को कारसाज़ (काम बनाने वाला) बना लो ।” * [अल क़ुरआन, सुरह मुज़म्मिल (73), आयत 9] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-ul-Quran: * “To Whom we need to take as a disposer (arranger) of all our affairs?” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: * “He (Allah) is the Lord of the east and the west; There is no god but He. So take Him Alone as disposer (arranger) of your affairs”. * [Al Quran, Surah Muzzammil (73), Verse 9] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• القرآن: * "وہ (الله) مشرق اور مغرب کا مالک ہے; اس کے سوا کوئی معبود نہی...

Allah ke siwa kisi aur ki bandagi na karo, Allah ke saath kisi ko shareek na banao aur Allah ke siwaye koi kisi ko Rab na banaye

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-ul-Quran: *“ Allah ke siwa kisi aur ki bandagi na karo, Allah ke saath kisi ko shareek na banao aur Allah ke siwaye koi kisi ko Rab na banaye. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *“ Keh do, Eh Ahl-e-Kitaab, ek baat ki taraf aa jaao jo hamare aur tumhare darmiyan barabar hai, ki Allah ke siwa kisi aur ki bandagi na karein, aur Uske saath kisi ko shareek na banayein, aur Allah ke siwaye koi kisi ko Rab na banaye. Iske baad bhi agar woh phir (palat) jaayein, to keh do, ‘gawah raho ki hum to farmabardar hain’. ”* [Al Quran, Surah Aal-e-Imran (3), 64] ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Anas bin Malik (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Allah Subhanahu Qayamat ke din Dozakh ke sabse kam azaab paane wale se puchega: 'Agar tumhe zameen ki saari cheezein mayassar ho to kya tum usko fidye mein (azaab se nijaat paane ko) de do ge?' Woh kahega: 'Haan'. Allah S...

Nekiyaan karte raho aur Allah se bakhshish maangte raho

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-ul-Quran: * “Nekiyaan karte raho aur Allah se bakhshish maangte raho.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Al Quran: * “Jo kuch neki aagey bhejogey apney wastey, to usko Allah ke paas behtar aur badey ajar ki cheez paogey. Aur Allah se bakhshish maango. Beshaq Allah bakhshney wala aur nihayat reham wala hai.” * [Al Quran, Surah Al Muzzammil (73), Ayat 20] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अल क़ुरआन: * “जो कुछ नेकी आगे भेजोगे अपने वास्ते, तो उसको अल्लाह के पास बेहतर और बड़े अजर की चीज़ पाओगे। और अल्लाह से बख्शीश मांगो l बेशक अल्लाह बख़्शने वाला और निहायत रहम वाला है”। * [अल क़ुरआन, सूरह अल मुज़्ज़म्मिल (73), अयात 20] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-ul-Quran: * “Keep earning good deeds and keep seeking forgiveness from Allah.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Al Quran: * “And whatever good you send forward for yourselves, you will certainly find it with Allah, better and greater in reward. And seek Forgiveness of Allah. Verily, Allah is Oft-Forgiving, Most-Mercifu...

Allah ki Rehmat - Mercy of Allah

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-ul-Quran: *“ Allah ki Rehmat. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Al-Quran (Roman-Urdu): *“ Allah Ta’ala logon ke liye jo rehmat kholta hai, usey koi band nahin kar sakta hai, aur jisey Woh band kar de, to iske baad koi kholney wala nahin. Aur Woh ghalib hikmat wala hai.” * [Al Quran, Surah Fatir (35), Ayat 2] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अल-क़ुरआन (हिंदी): *“ अल्लाह तआला लोगों के लिए जो रेहमत खोलता है, इसे कोई बंद नहीं कर सकता है, और जिसे वह बंद कर दे, तो इसके बाद कोई खोलने वाला नहीं । और वह ग़ालिब हिकमत वाला है। “* [अल क़ुरआन, सूरह फ़ातिर (35), आयात 2] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-ul-Quran: *“ Mercy of Allah. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Al-Quran (English): *“ Whatever of mercy, Allah may grant to mankind, none can withhold it, and whatever He may withhold, none can grant it thereafter. And He is the All-Mighty, the All-Wise. ”* [Al Quran, Surah Fatir (35), Verse 2] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• القرآن: * "الله تعالیٰ لوگوں کے لئے جو رحمت کھولتا ہے، اسے کوئی بند ...

Mout ke aane se pehle Allah ki di huyi Rozi mein se Sadaqah karo aur naik logo mein ho jaao

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-ul-Quran: *“ Mout ke aane se pehle Allah ki di huyi Rozi mein se Sadaqah karo aur naik logo mein ho jaao. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Al Quran (Roman Urdu): *“ Aur usmein se kharch karo jo Humney tumhey rozi di hai, is sey pehley ki kisi ko tum mein se mout aa jaaye to kahey ki: ‘Eh mere Rab, Tuney mujhe thodi muddat ke liye dheel kyun na di, ke main Sadaqah (khairaat) karta aur naik logon mein ho jaata’. ”* [Al Quran, Surah Al-Munafiqoon (63), Aayat 10] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अल क़ुरआन (हिंदी): *“ और उसमें से ख़र्च करो जो हमने तुम्हें रोज़ी दी है, इस से पहले की किसी को तुम में से मौत आ जाए तो कहे की: ‘एह मेरे रब, तूने मुझे थोड़ी मुद्दत के लिए ढील क्यों ना दी, की मैं सदक़ा (ख़ैरात) करता और नैक लोगों में हो जाता'।” * [अल क़ुरआन, सूरह अल मुनाफ़ेक़ून (63), आयात 10] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-ul-Quran: *“ Before the arrival of death, give Sadaqah from whatever Allah has provided and be among the righteous .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Al Quran (En...

Al-Quran: Islam mein poori tarah daakhil ho jaao aur shaitan ke Qadmo ki pairwi na karo.

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Al-Quran: *“ Islam mein poori tarah daakhil ho jaao aur shaitan ke Qadmo ki pairwi na karo. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Al Quran (Roman Urdu): *“ Eh Imaan walo, Islam mein poori tarah daakhil ho jaao aur shaitan ke Qadmo ki pairwi na karo kyunki woh tumhara khula dushman hai” .* [Al Quran, Surah Al Baqarah (2), Aayat 208] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अल क़ुरआन (हिंदी): *“ एह ईमान वालो, इस्लाम में पूरी तरह दाख़िल हो जाओ और शैतान के क़दमों की पैरवी न करो क्योंकि वह तुम्हारा खुला दुश्मन है। "* [अल क़ुरआन, सूरह अल बक़रह (2), आयत 208] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Al-Quran: *“ Enter perfectly in Islam and follow not the footsteps of shaitan (satan). ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Al Quran (English): *“ O you who believe! Enter perfectly in Islam and follow not the footsteps of shaitan (satan). Verily! He is to you a plain enemy ”.* [Al Quran, Surah Al Baqarah (2), Verse 208] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• القرآن: *“ اے امان والوں، اسلام میں پوری طرح داخل ہو جاؤ اور شیطان کے قدموں کی...

Achche aamaal ka badle mein kya hai?

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-ul-Quran: * “Achche aamaal ka badle mein kya hai?” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Al-Quran (Roman-Urdu): Allah (Subhanahu wa-ta'ala) Quran mein farmate hain- * “Aur apney Rab ki bakhshish ki taraf daudo aur Jannat ki taraf jiska ard (width) aasman aur zameen hai, jo parhaizgaro ke liye tayyar ki gayi hai. Jo khushi aur takleef mein kharch kartey hain aur gussey ko Qabu karte hain; aur logo ke Qusur ko maaf karney waley hain; aur Allah neki karney walo ko dost rakhta hai. Aur woh log, jab koi khula gunah kar baithtey hain ya apney haq mein koi aur burayee kar baithtey hain, to Allah ko yaad karte hain aur apney gunaho ki maafi maangtey hain aur siwaye Allah ke kaun gunah maaf karney wala hai? Aur apney kiye par woh adey nahi rahtey, woh jaantey hain. Yeh woh log hain, jinka badla unkey Rab ke pass bakhshish hai, aur baagh hain jinkey neechey nehrein behti hongi, un baagho mein hamesha rahney waley hongey aur (achchey) kaaam k...