RasoolAllah ﷺ par Durood bhejne ki fazilat
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Rasool-Allah Muhammad (ﷺ) par subah aur shaam 10 baar Durood bhejne ki fazilat .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Darda (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jo shakhs mujh par subah 10 baar aur shaam ko 10 baar Durood bhejega to usko qayamat ke din meri shafa'at haasil hogi ”.* [Sahih Al Jami, 6357-Hasan; Sahih Al Targeeb Wa Al Tarheeb, 659-Hasan] --- * اللَّهُمَّ صلِّ وسلِّم علَى نبيِّنا مُحمّد * --- * Allahumma Salli Wa Sallim Ala Nabeeyeena Muhammad * --- * Eh Allah, hamare Nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) par rahmat aur salamati naazil farma .* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू दरदा (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ जो शख्स मुझ पर सुबह 10 बार और शाम को 10 बार दुरुद भेजेगा तो उसको क़यामत के दिन मेरी शफाअत हासिल होगी l”* [सही अल जाम...