Posts

Showing posts with the label Dhul-hijjah

Arfa ki raat padhne ka sabse afzal kalma

Image
 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *” Arfa ki raat padhne ka sabse afzal kalma .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Sabse afzal kalma jo mai ne aur Anbiya (Alahih Salam) ne arfa ki raat kaha wo ye hai ."* --- * لا اِلهَ اِلَّا اللّهُ وَحْدَهُ لا شَرِيكَ لَهُ، لَهُ الْمُلْكُ وَ لَهُ الْحَمْدُ وَ هُوَ عَلَى كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ * --- * La ilaaha illal-lahu wahdahu la sharika lahu, lahu-l-mulku wa lahu-l-hamdu wa huwa 'ala kulli shai'in qadeer .* --- * Allah ke siwa koi maabud nahi hai, Woh tanha hai, Uska koi sharik nahi hai, Usee ke liye baadshaahi hai aur Usee ke liye tarifein hain aur Woh har cheez par kudrat rakhne wala hai .* [Al Silsila As-Sahiha, 2762] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *" सबसे अफ़ज़ल कलमा जो मै ने और अम्बिया (अलैहि सलाम) ने अरफ़ा की रात कहा वो ये है l"* --- * لا ا...

Qurbani karte waqt ki dua

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: * “Qurbani karte waqt ki dua." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Jabir bin Abdullah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki - * " Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne Eid ke din do maindho ki Qurbani ki, jab Aap Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) unko Qibla rukh kiya to ye kalimat irshad farmaye: * --- * إِنِّي وَجَّهْتُ وَجْهِيَ لِلَّذِي فَطَرَ السَّمَوَاتِ وَالأَرْضَ حَنِيفًا وَمَا أَنَا مِنَ الْمُشْرِكِينَ- إِنَّ صَلاَتِي وَنُسُكِي وَمَحْيَاىَ وَمَمَاتِي لِلَّهِ رَبِّ الْعَالَمِينَ- لاَ شَرِيكَ لَهُ وَبِذَلِكَ أُمِرْتُ وَأَنَا أَوَّلُ الْمُسْلِمِينَ- اللَّهُمَّ مِنْكَ وَلَكَ _عَنْ مُحَمَّدٍ وَأُمَّتِهِ _ - بِسْمِ اللَّهِ وَاللَّهُ أَكْبَرُ * --- * Inni wajjahtu waj hiya Lillazi fataras samawaati wal arda hanifaw wamaa ana minal mushrikeen. Innas-salaati wa nusuki wa mahyaya wa mamaati Lillahi Rabbil A'lameen. La sharika lahu wa bi - zaalika umirtu wa an...

Arafah (9 Dhul Hijja) ke din ka roza yani Eid-Al-Adha ke ek din pehle ke roza ka sawaab

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈ ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Arafah (9 Dhul Hijja) ke din ka roza yani Eid-Al-Adha ke ek din pehle ke roza ka sawaab." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Qatada (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jisne Arafah (9 Dhul Hijja) ke din ka roza rakha, main Allah se ummeed karta hun ki, uske ek saal agle aur ek saal pichle gunaah maaf kar diye jaayenge”. * [Sunan Ibn Majah, Jild 1, 1731-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►हदीस (हिंदी): हज़रत अबू क़तादा (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “जिसने अरफ़ाह (9 ज़ुल हिज्जा) के दिन का रोज़ा रखा, मैं अल्लाह से उम्मीद करता हूँ की, उसके एक साल अगले और एक साल पिछले गुनाह माफ़ कर दिए जाएँगे l" * [सुनन इब्न माजाह, जिल्द 1, 1731-सही] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * "Importance of fasting on the day of Arafah (9 Dhul Hijjah)." * •┈┈┈┈••✦✿✦...

Qurbani ke janwaro ki koi cheez Qasayee ko mazduri mein naa do

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Qurbani ke janwaro ki koi cheez Qasayee ko mazduri mein naa do.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu): ✦ Hazrat Ali (radi Allahu anhu) se rivayat hai - * “Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne mujhe hukm diya ki main Qurbani ke oonto ki dekhbhal karu aur unmein se koi cheez Qasayee ko mazduri mein naa du”. * [Sahih Bukhari, Jild 3, 1716] ✦ Hazrat Ali (radi Allahu anhu) se rivayat hai - * “Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne mujhe hukm diya ki Qurbani ke janwaro ki har cheez gosht, chamda aur jhol khairat kar do aur Qasayee ki mazduri usmei se naa do”. * [Sahih Bukhari, Jild 3, 1717] •┈┈┈┈ Note: _ * Aksar log Qasayee ko Qurbani ka gosht ya chamda mazduri mein dete hain, jabki Qasayee ko uski mazduri alag se deni chahiye aur gosht aur chamda khairat kar dena chahiye. * _ •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अहादीस / हदीसें (हिंदी): ✦ हज़रत अली (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत...

Woh shakhs Eidgah ke qareeb bhi na aaye

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Woh shakhs Eidgah ke qareeb bhi na aaye.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jis shakhs ko Qurbani ki istataat ho phir bhi woh Qurbani na kare to woh hamari Eidgah ke qareeb bhi na aaye”. * [Sunan ibn Majah, Jild 3, 4-Hasan] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैराह (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “जिस शख़्स को क़ुर्बानी की इस्तताअत (क्षमता) हो फिर भी वो क़ुर्बानी ना करें तो वो हमारी ईदगाह के क़रीब भी ना आए l" * [सुनन इब्न माजा, जिल्द 3, 4-हसन] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Let him not come near to the Eid prayer place.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Hadith (English): Narrated by Abu Hurairah (may Allah be pleased with him) that the Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ sallAllahu alaih...

Talbiya kahne wale ke saath paththar, darakht aur dhele bhi Talbiya kahte hain

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Talbiya kahne wale ke saath paththar, darakht aur dhele bhi Talbiya kahte hain. "* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Talbiya :  --- * لَبَّيْكَ اللهُمَّ لَبَّيْكَ – لَبَّيْكَ لَا شَرِيْكَ لَكَ لَبَّيْكَ – إِنَّ الْحَمْدَ وَالنِّعْمَةَ لَكَ وَالْمُلْكَ – لَا شَرِيْكَ لَكَ* --- *Labbaik Allahumma labbaik, labbaika la sharika laka labbaik, innal-hamda wan-ni'mata laka walmulk, la sharika lak * --- * लब्बैक अल्लाहुम्मा लब्बैक , लब्बैका ला शरीका लका लब्बैक इन्नल हमदा वन-नैमता लका वाल मुल्क, ला शरीका लक l * --- * Hazir hu main Teri khidmat mein, Ya Allah hazir hu main Teri khidmat mein, Hazir hu mein koi sharik nahi Tera beshaq sab taarif aur naimat Tere liye hi hai aur mulk Tera hi hai aur Tera koi sharik nahi. * [Sahih Muslim, Vol 3, 2811] --- * हाज़िर हूँ मैं तेरी खिदमत में, या अल्लाह हाज़िर हू मैं तेरी खिदमत में, हाज़िर हूँ मैं, कोई शरीक नही तेरा बेशक़ सब तारीफ़ और नैमत तेरे लिए ही है और मुल्क तेरा ही है और तेरा कोई शरी...

Ek aadmi apne aur apne gharwalo ki taraf se ek bakra qurbani kare

Image
 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Ek aadmi apne aur apne gharwalo ki taraf se ek bakra qurbani kare .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Ata bin Yasar (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki - *" Mai ne Hazrat Abu Abyub Al-Ansari (radi allahu anhu) se poocha ki, Rasool-Allah (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ke zamaane mein qurbani kaise hua karti thi? "* To unhone farmaya - *" Ek aadmi apne aur apne gharwalo ki taraf se ek bakri (ya ek bakra) qurbani kiya karta tha. Jismein wo khud bhi khate aur dusro ko bhi khilate, yahaan tak ki log ek dusre par fakhr karne lag gaye aur haal waise ho gaya jaisa aajkal aap dekh rahe (yani ek ghar mein ek se zyada qurbani karne lag gaye) ”.* [Jamia tirmizi, Jild 2, 1545-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अता बिन यसर (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की - *" मै ने हज़रत अबू अबयूब अल अंसारी (रदी अल्लाहू अन्हु) से पूछा की, रसूल-अल्लाह (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) के ज़माने में क...

Hurmat wale mahine chaar (4) hain aur inmein apne upar zulm na karo

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom: * “Hurmat wale mahine chaar (4) hain aur inmein apne upar zulm na karo (yani gunah na karo)." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: * “Beshak Allah ke yahan mahino ki ginti barah (12) mahine hai, Allah ki kitab mein jis din se Allah ne zameen aur aasman paida kiye unmein se char (4) hurmat wale hain (Dhul Qaida, Dhul Hijjah, Muharram aur Rajab). Yahi seedha deen hai isliye inmein (in mahino mein) apne upar zulm na karo (yani gunah ke kaam na karo)”. * [Al Quran, Surah At-Tauba (9), Ayat 36] ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Bakra (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Saal barah mahine ka hota hai, unmein chaar hurmat ke mahine hain, teen to ek ke baad ek 'Dhul Qaida', 'Dhul Hijjah' aur 'Muharram' aur ek 'Rajab' jo 'Jamadil Aakhir' aur 'Shabaan' ke darmiyan hota hai”. * [Sahih Bukhari, Jild 6, 5550] •┈...

Takbir aur Talbiyah kahne walo ke liye Jannat ki khushkhabri hai.

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Takbir aur Talbiyah kahne walo ke liye Jannat ki khushkhabri hai. "* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Talbiya :  * لَبَّيْكَ اللهُمَّ لَبَّيْكَ – لَبَّيْكَ لَا شَرِيْكَ لَكَ لَبَّيْكَ – إِنَّ الْحَمْدَ وَالنِّعْمَةَ لَكَ وَالْمُلْكَ – لَا شَرِيْكَ لَكَ* *Labbaik Allahumma labbaik, labbaika la sharika laka labbaik, innal-hamda wan-ni'mata laka walmulk, la sharika lak * ✦ Takbir :  * اللَّهُ أَكْبَرُ اللَّهُ أَكْبَرُ لَا إلَهَ إلَّا اللَّهُ وَاَللَّهُ أَكْبَرُ اللَّهُ أَكْبَرُ وَلِلَّهِ الْحَمْد* *Allahu Akbar, Allahu Akbar, Allahu Akbar La ilaaha illAllahu wallaahu Akbar, Allahu Akbar, Walil laahil hamd * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Jab bhi koi Talbiya kahne wala ba awaaz-e-buland Talbiya kahta hai to usko khushkhabri di jaati hai aur Takbir kahne wala jab bhi Takbir kehta ha...

7 aadmiyon ki taraf se Ek oont (camel) ki Qurbani kar sakte hain

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: *“ 7 aadmiyon ki taraf se Ek oont (camel) ki Qurbani kar sakte hain .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Jabir ibn Abdullah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki *“ Hudaybiyyah ke saal mein hum ne Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ke saath milkar 7 aadmiyon ki taraf se Ek oont (camel) ki Qurbani ki aur 7 Aadmiyon ki taraf se Ek gaay (cow) ki Qurabani ki”. * [Sahih Muslim, Jild 3, 3185] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत जाबिर बिन अब्दुल्लाह (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की * “हुदेबिया के साल में हम ने रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) के साथ मिलकर सात आदमियों की तरफ से एक ऊँट की क़ुरबानी की और सात आदमियों की तरफ से एक गाय की क़ुरबानी की l" * [सहीह मुस्लिम, जिल्द 3, 3185] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: *“ One can sacrifice a camel for 7 persons. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Jabir bin Abdullah (may Allah be pleased with him) reported: *“ In the year of Hudaibiya...

Allah Subhanahu ke nazdeek koi amal itna mehboob nahi jitna wo amal hai jo Zhul Hijjah ke 10 dino mein kiya jaye

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Allah Subhanahu ke nazdeek koi amal itna mehboob nahi jitna wo amal hai jo Zhul Hijjah ke 10 dino mein kiya jaye ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abdullah ibn Umar (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Allah Subhanahu ke nazdeek koi amal itna mehboob aur ba-azmat nahi jitna wo amal hai jo inn das (10) dino (yani Zhil Hijjah ke pahle 10 din) mein kiya jaye, isliye tum inn das (10) dino mein zyada se zyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhamdulilah) padha karo. "* [Musnad Ahmad, Jild 7, 224] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अब्दुल्लाह इब्न उमर (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *" अल्लाह सुबहानहु के नज़दीक कोई अमल इतना महबूब और अज़मत वाला नही जितना वो अमल है जो इन दस दिनों (यानी ज़ुल हिज्जा के पहले 10 दिन) में कि...

Dhul Hijja ke shuru ke 10 din ke amal se ziyada kisi bhi dino ke amal ki fazilat nahi

Image
 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Dhul Hijja ke shuru ke 10 din ke amal se ziyada kisi bhi dino ke amal ki fazilat nahi ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Hadith (Roman Urdu): Hazrat Ibn Abbas (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ In dino (Dhul Hijja ke shuru ke 10 din) ke amal se ziyada kisi bhi dino ke amal ki fazilat nahi. Logon ne pucha, Aur jihad mein bhi nahi? Aap ﷺ ne farmaya, Haan, jihad mein bhi nahi, siwa us shakhs ke jo apni jaan aur maal khatre mein daal kar nikla aur waapas aaya to saath kuch bhi na laya ”.* [Sahih Bukhari, Vol 2, 969] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►हदीस (हिंदी): हज़रत इब्न अब्बास (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ इन दिनों (ज़ुल हिज़्जा के शुरू के 10 दिन) के अमल से ज़ियादा किसी भी दिनों के अमल की फ़ज़ीलत नही l लोगों ने पूछा, और जिहाद में भी नही? आप ﷺ ने फरमाया, हाँ, जिहाद में भी नही, सिवाए उस शख्स के ...

Qurbani ke liye chaar (4) tarah ke jaanwar durast nahi hai

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Qurbani ke liye chaar (4) tarah ke jaanwar durast nahi hai." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Al-Baraa ibn Azib (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Qurbani ke liye chaar (4) tarah ke jaanwar durust nahi hai: * 1. * Wo jiska kaanapan ya bhaingapan bilkul zaahir ho, * 2. * Dusra wo jo dekhney se hi beemar lagta ho, * 3. * Teesra wo jiska langdapan bilkul zahir ho, * 4. * Aur chotha wo jo budha aur bilkul kamzor ho jiski haddiyon mein gooda na ho”. * [Sunan Abu Dawood, Jild 2, 1029-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत बरा इब्न अज़ीब (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “कुर्बानी के लिये चार (4) तरह के जानवर दुरुस्त नही हैं: * 1. * वो जिसका कानापन या भैंगापन बिल्कुल ज़ाहिर हो, * 2. * दूसरा वो जो देखने से बीमार लगता हो, * 3. * तीसरा वो जिसका लं...

Dhul-Hijjah ke shuru ke 9 din roze...

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Dhul-Hijjah ke shuru ke 9 din roze...” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu): Hazrat Hunaydah ibn Khalid (radi Allahu anhu) apni biwi se rivayat karte hain ki Rasool-Allah Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ki Zawja (biwi) ne farmaya ki - * "Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) Dhil-Hijjah ke shuru ke 9 din roze rakha karte thay". * [Sunan Abu Dawood, Jild 2, 665-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत हुनैदाह इब्न खालिद (रदी अल्लाहू अन्हु) अपनी बीवी से रिवायत करते हैं की रसूल-अल्लाह मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) की ज़ौजा (बीवी) ने फरमाया की - * "रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ज़ुल-हिज्जा के शुरू के 9 दिन रोज़ रखा करते थे l” * [सुनन अबू दाऊद, जिल्द 2, 665-सही] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Fasting on first nine (9) days of Dhul-Hijjah...” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Hunaydah ibn Khalid (may Allah be pleased wit...

Jab tum Zil Hijja ka chand dekho aur tum mein se koi Qurbani karna chahe to apne baal aur nakhun yuhi rahne de

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Jab tum Zil Hijja ka chand dekho aur tum mein se koi Qurbani karna chahe to apne baal aur nakhun yuhi rahne de ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu):  ✦ Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jab tum Zil Hijja ka chand dekho aur tum mein se koi Qurbani karna chahe to apne baal aur nakhun yuhi rahne de (yani na kaate)”. * [Sahih Muslim, Jild 5, 5119] ✦ Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jiske paas janwar ho zabah karne ke liye aur Zil Hijja ka chand aa jaaye (ya jab Zil Hijja ka mahina aa jaaye) to apne baal na katwaye aur na nakhun tarashe jab tak Qurbani na kar le ”.* [Sahih Muslim, Jild 5, 5121] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अहादीस / हदीसें (हिंदी):  ✦ रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ जब तुम ज़िल हिज़्जा का चाँद देखो और तुम में से कोई क़ुर्बानी करना चाहे तो अपने बाल और नाख़ून यूँ  ही रहने दे (यानी ना काटे) ...