Posts

Showing posts with the label Dua

Kodh, Flue, Infection aur dusri buri Beemariyon se bachne ki Dua

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *" Kodh, Flue, Infection aur dusri buri Beemariyon se bachne ki Dua ."*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith(Roman Urdu): Hazrat Anas ibn Malik (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki - *" Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) y(beemariyon se bachne ke liye) is tarah dua farmaya karte they: ” *   --- *اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنَ الْبَرَصِ وَالْجُنُونِ وَالْجُذَامِ وَمِنْ سَيِّئِ الأَسْقَامِ* ---  *Allahumma inni A'uzubika Minal-Barasi, Wal-Jununi, Wal-Juzaami, Wa Min Sayyi'il-Asqaam. *    ---  *Eh Allah, main Tujhse panah chahta hu Kodh ki beemari se, Pagalpan se, Judham se (infection or virus se) aur tamam buri beemariyon se. *  [Sunan Abu Dawood, Jild 1, 1541-Sahih]  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी):   हज़रत अनस बिन मालिक (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की - *" रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) (बीमारियों से बचने के लिए)  इस तरह दुआ फ़...

Mareez ki ayadat ki dua

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith:  * “Mareez ki ayadat ki dua.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abdullah Ibn Abbas (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya -  * “J ab koi shakhs kisi aise mareez ki ayadat kare jiski maut ka waqt qareeb nahi aaya ho to uske paas jakar 7 martaba ye dua <أَسْأَلُ اللَّهَ الْعَظِيمَ رَبَّ الْعَرْشِ الْعَظِيمِ أَنْ يَشْفِيَكَ> padhe to Allah Subhanahu usko us marz se shifa ataa farma dega ”. * --- * أَسْأَلُ اللَّهَ الْعَظِيمَ رَبَّ الْعَرْشِ الْعَظِيمِ أَنْ يَشْفِيَكَ * --- *As'alullaha Al-'Azeema Rabbal 'Arshil 'Azeemi an Yashfiyak.* --- *Main Azmat wale Allah, jo Arsh azeem ka malik hai se dua karta hu ki wo aapko shifa ataa farmaye. *  [ Sunan Abu Dawud, Jild 2, 1329-Sahih ] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ अहादीस / हदीसें (हिंदी): हज़रत अब्दुल्लाह इब्न अब्बास (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सल...

Maal aur Aulad mein barkat ki Dua

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ * Maal aur Aulad mein barkat ki Dua .* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- * اللَّهُمَّ أَكْثِرْ مَالَى وَوَلَدَى، وَبَارِكْ لَى فِيمَا أَعْطَيْتَى* --- *Allahummaksir Maalee Wa Waladee wa Baariklee Feema Aa'tayt. * [Sahih Bukhari, 6344] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- * Eh Allah, mere Maal aur Aulaad mein barkat ataa farma, aur jo kuch Tune mujhe ataa kiya hai usmein barkat ataa farma.*  --- * एह अल्लाह, मेरे माल और औलाद मे बरकत अता फरमा​, और जो कुछ तूने मुझे अता किया है उसमें बरकत अता फरमा l *  [सही बुखारी, 6344] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ * Dua for the blessing in wealth and children .* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- *O Allah, Increase my wealth and children and grant your  Blessing on whatever You give me.* --- * -اے الله، میرے مال اور اولاد میں برکت عطا فرما، اور جو کچھ تونے مجھے عطا کیا ہے اس میں برکت عطا فرما * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ----- Please visit our NEW BlogSpot https://dailyquranhadiths.blogspot.com/2022/08/maal-aur-aulad-mein-barkat-ki-dua.html *...

Aibo (buraiya) ko chupane ki dua

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim *  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Dua reminder: *"Aibo (buraiya) ko chupane ki dua"*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•     --- *اللَّهُمَّ اسْتُرْ عَوْرَتِي وَآمِنْ رَوْعَاتِي* --- * Allahummastur 'awrati, waamin raw'aati* ---  * अल्लाहुम्मास्तुर औराती, वा-मीन रौआती *  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ---  *Eh Allah, mere aibo (buraiya) ko chupa de aur mere dil ko mutmayeen kar de.*  [Sunan Abu Dawud, Jild 3, 1637-Sahih] ---  *एह अल्लाह, मेरे ऐबों (बुराईयां) को छुपा दे और मेरे दिल को मुतमईन कर दे।*  [सुनन अबू दाऊद, जिल्द 3, 1637-सही]  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Dua reminder:  *"Supplication/Dua to conceal or hide the faults"*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ---  *O Allah, conceal my faults and keep me safe from the things which I fear.*  [Sunan Abu Dawood, Book 42, 5056-Sahih] --- *اے الله، میرے عیبوں کو چھپا دے اور میرے دل کو مطمئن کر دے۔*  _سنن ابو داوود، جلد ٣، ١٦٣٧-صحیح_  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ----- Please visit ou...

Aazmayeesh ki pareshaniyon aur badbakhti se hifazat ki Dua.

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Dua reminder: * Aazmayeesh ki pareshaniyon aur badbakhti se hifazat ki Dua. * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- * اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ جَهْدِ الْبَلاَءِ، وَدَرَكِ الشَّقَاءِ، وَسُوءِ الْقَضَاءِ، وَشَمَاتَةِ الأَعْدَاءِ* --- *Allahumma inni aoozubika min jahdil-bala wa darakish-shaqa' wa sueel-qadha' wa shamatatil-Aa’daa.* --- *Ya Allah, main Teri panah maangta hu Aazmayeesh ki pareshaniyon se, badbakhti se, bure khaatme se aur dushman ke hasne (malamat) se .* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Allah Subhanahu se panaah manga karo Aazmayeesh ki pareshaniyon se, badbakhti se, bure khaatme se aur dushman ke hasne (malamat) se ”.* [Sahih Bukhari, Vol 8, 6616] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैराह (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फ...

Eh Imaan waalon, apne aapko aur apne ghar waalon ko is (dozakh ki) aag se bachao…

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Al Quran: *“ Eh Imaan waalon, apne aapko aur apne ghar waalon ko is (dozakh ki) aag se bachao… ”.* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• Al Quran (Roman Urdu): *“ Eh Imaan walon, apne aapko aur apne ghar walon ko is (dozakh ki) aag se bachao jiska eendhan (fuel) insaan aur paththar hain, jis par sakht dil mazboot farishtey muqarrar hain, jinhe jo hukm allah Ta’ala deta hai is ki naafarmaani nahi karte balke jo hukm diya jaaye usko bajaa laate hain. ”* [Al Quran, Surah At-Tahrim (66), Ayat 6] Dua: *“ Eh mere Rab, mujhe aur mere waldein ko bakhsh de, aur usko jo mere ghar mein Imaan waley hokar daakhil ho jaaye, aur tamam Imaan waley mardon aur Imaan wali aurton ko maaf farma. Aur zaalim logo ke liye aur tabahi badha .”* [Al Quran, Surah Nooh (71), Ayat 28] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• अल क़ुरआन: *“ एह ईमान वालों, अपने आपको और अपने घर वालों को इस (दोज़ख की) आग से बचाओ जिसका ईंधन इंसान और पथ्थर हैं, जिस पर सख़्त दिल मज़बूत फरिश्ते मुक़र्रर हैं, जिन्हे जो हुक्म अल्लाह तआला...

Buri Nazar aur Burey Jinnat aur Zahreele Jaanwaro se bachne ki Dua

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *" Buri Nazar aur Burey Jinnat aur Zahreele Jaanwaro se bachne ki Dua ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Ibn Abbas (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki - *" Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam), Hussain aur Hasan (radi Allahu anhuma) ke liye panaah talab kiya kartey they aur farmatey they ki tumharey buzurg Dada (Ibrahim Alaihi salaam) bhi Ismaeel aur Isaac (Alaihi salaam) ke liye inhi kalamat ke zariye Allah ki panaah maanga kartey they:"* --- *أَعُوذُ بِكَلِمَاتِ اللَّهِ التَّامَّةِ مِنْ كُلِّ شَيْطَانٍ وَهَامَّةٍ وَمِنْ كُلِّ عَيْنٍ لامَّةٍ* --- *A’oozu bikalimaatillahit-taammah Min kulli shaytaaniw wa haammah Wamin kulli aynil-laammah.* --- *Main Panaah maangta hun Allah ki purey-purey kalamat ke jariye, har shaitan se aur har zahreeley janwar se aur har nuksan pahunchaney wali nazar-e-bad se. "* [Sahih Bukhari, Vol4, 3371] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंद...

Jisko ye baat pasand ho ki Allah Subhanahu museebat aur sakhti mein uski dua Qubul karey...

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “ Jisko ye baat pasand ho ki Allah Subhanahu museebat aur sakhti mein uski dua Qubul karey... ” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jisko ye baat pasand ho ki Allah Subhanahu museebat aur sakhti mein uski dua Qubul karey, to usko chaahiye ki raahat (khush-haali) ki haalat mein zyada se zyada dua karey”. * [Jami At-Tirmizi, Jild 2, 1306-Hasan] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैराह (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “जिसको ये बात पसंद हो की अल्लाह सुब्हानहु मुसीबत और सख़्ती में उसकी दुआ क़ुबूल करे, तो उसको चाहिए की राहत (खुशहाली) की हालत में ज़्यादा से ज़्यादा दुआ करे।” * [जामी अत-तिर्मिज़ी, जिल्द 2, 1306-हसन] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “ Whoever wishes that Allah would respond to him during hardship and grief....

Jab koi is naam se us (Allah) se maangta hai to Wo deta hai

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: * "Jab koi is naam se us (Allah) se maangta hai to Wo deta hai." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Buraydah ibn Al-Hasib (radi Allahu anhu) se riwayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne ek shakhs ko ye Dua karte huye suna <اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ أَنِّي أَشْهَدُ أَنَّكَ أَنْتَ اللَّهُ لاَ إِلَهَ إِلاَّ أَنْتَ الأَحَدُ الصَّمَدُ الَّذِي لَمْ يَلِدْ وَلَمْ يُولَدْ وَلَمْ يَكُنْ لَهُ كُفُوًا أَحَدٌ > to Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya- * "Tu ne Allah Subahnahu ko aise naam se pukaara hai ki jab koi is naam se Us (Allah) se maangta hai to (Wo Allah) deta hai aur jab iske zariye dua ki jaati hai to Qubul ki jaati hai". * --- * اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ أَنِّي أَشْهَدُ أَنَّكَ أَنْتَ اللَّهُ لاَ إِلَهَ إِلاَّ أَنْتَ الأَحَدُ الصَّمَدُ الَّذِي لَمْ يَلِدْ وَلَمْ يُولَدْ وَلَمْ يَكُنْ لَهُ كُفُوًا أَحَدٌ * --- * Al...

Humein Sajde ki haalat mein bohot Dua karna chaahiye

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Humein Sajde ki haalat mein bohot Dua karna chaahiye. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Banda sajde mein apne Rab se bohot nazdeek hota hai, Isliye sajde mein bohot Dua kiya karo” .* [Sahih Muslim, Jild 2, 1083] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैराह (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ बंदा सजदे में अपने रब के बहुत नज़दीक होता है, इसलिए सजदे में बहुत दुआ किया करो । "* [सही मुस्लिम , जिल्द 2, हदीस 1083] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ We should make more supplication while prostrating. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrated by Abu Hurairah (may Allah be pleased with him) that the Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ peace be upon him) said - *" The nearest a servant comes to...

Dua ki Qubuliyat ke waqt.

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Dua ki Qubuliyat ke waqt.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦  Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Dua ki Qubuliyat lashkaron se takrane ke waqt (Jung ke waqt), Namaz ki Iqamat ke waqt aur baarish ke nuzul ke waqt talash karo ". * [Al-Silsila-As-Sahiha, 541] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “दुआ की क़ुबूलियत लश्करों से टकराने के वक़्त (जंग के वक़्त), नमाज़ की ईक़ामत के वक़्त और बारिश के नुज़ूल के वक़्त तलाश करो l" * [सिलसिला सहिहा, 541] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Timings for acceptance of supplication.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ The Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) said - * "Seek out the time for acceptance of supplication at the time of battle when the fighting begins, at the time of the call (to prayer, Iqamah) and at the time of rain". * [Al-Silsila-As-Sahiha, 541] ...

Badan ke dard ko door karne ki dua

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Badan ke dard ko door karne ki dua.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Usman bin Abu al-Aas Al-Thaqafi (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki unhone Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) se us dard ka bayan kiya jo unke badan mein us waqt paida ho gaya tha jab wo musalmna huye thay. To Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Tum apna haath dard waali jagah par rakho aur 3 baar ‘Bismillah’ kaho aur uske baad 7 baar ye dua padho (أَعُوذُ بِاللَّهِ وَقُدْرَتِهِ مِنْ شَرِّ مَا أَجِدُ وَأُحَاذِرُ) ”.* --- * أَعُوذُ بِاللَّهِ وَقُدْرَتِهِ مِنْ شَرِّ مَا أَجِدُ وَأُحَاذِرُ* --- *A'oozu billahi wa qudratihi min sharri ma ajidu wa uhaazir.* --- *Panah mein aata hu main Allah Subhanahu ki, aur Uski kudrat ki, us cheez ki burayee se jisko main apne andar mehsus karta hu aur jis se darta hu. * [Sahih Muslim, Jild 5, 5737] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत उ...

Al Quran: Aur tumhare RAB ne farmaya hai ki: ‘Mujhse Dua karo, Main tumhari Dua Qubul karunga.

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *“ Aur tumhare RAB ne farmaya hai ki: ‘Mujhse Dua karo, Main tumhari Dua Qubul karunga’. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *“ Aur tumhare RAB ne farmaya hai ki: ‘Mujhse Dua karo, Main tumhari Dua Qubul karunga’.” * [Al Quran, Surah Ghafir (40), Ayaah 60] ► Hadiths (Roman Urdu):  ✦ Hazrat Saabit (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Tum mein se har shakhs ko chahiye ki wo apni tamam hajatein apne RABB se hi maange yaha tak ki namak bhi us se maange aur agar jute ka tasma (shoelace) bhi toot jaye to wo bhi us hi se maange”. * [Jamia Tirimizi, Jild 2, 1536-Hasan] ✦Hazrat Aisha (radi Allahu anha) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Allah Subhanahu se hi sab kuch maango, yaha tak ki tumhare joote ka tasma (shoelace) bhi (toot jaye to Allah se maango) kyunki Allah agar isko aasan nahi banayega to wo bhi tumh...

Jis shakhs ne Wuzu kiya fir ye dua padhi to usko (Jahannum se) azaad logo mein likh diya jaata hai

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Jis shakhs ne Wuzu kiya fir ye dua padhi to usko (Jahannum se) azaad logo mein likh diya jaata hai.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Saeed Khudri (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jis shakhs ne Wuzu kiya fir ye dua padhi to usko (Jahannum se) azaad logo mein likh diya jaata hai aur us par ek muhar laga di jaati hai jo Qayamat tak nahi todi jaati hai. * --- * سُبْحَانَكَ اللهُمّ وَبِحَمْدِكَ لَا إِلَه إِلَا أَنْتَ أَسْتَغْفِرُكَ وَأَتُوب إِلَيْك* --- *Sub-haanakallahumma Wa bihamdika La ilaha illa Anta Astagfiruka Wa Atoobu ilaik.* --- *Eh Allah, Tu apni tarif ke saath paak hai, Tere siwa koi sachcha maabud nahi,  main Tujhse bakshish talab karta hu aur Tujh se tauba karta hu” .* [Al-Slisila-tus-Sahiha, 2951; Al-Mustadrak Sahihain, 2005-Hasan] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►हदीस (हिंदी): हज़रत अबू सईद खुदरी (रदी अल्लाहू अन्हु) से ...

Azkar: Quran ko mere gam ko door karne wala bana de

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ *Azkar Reminder* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- *اَللّٰهُمَّ أَن تَجعَلَ القُرآنَ جِلَاءَ حُزنِي* --- *Allahumma an taj'alal-qur'ana jilaa-a huzni.* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- *Ya Allah, Quran ko mere gam ko door karne wala bana de.* --- *या अल्लाह, क़ुरान को मेरे गम को दूर करने वाला बना दे l* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- *O Allah, make the Quran the eliminator of my sadness*. --- *اے الله، قرآن کو میرے غم کو دور کرنے والا بنا دے* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ----- Please visit our NEW BlogSpot https://islamicazkars.blogspot.com/2019/07/ya-allah-quran-ko-mere-gam-ko-dur-karne.html *WhatsApp Groups* https://chat.whatsapp.com/EasWThLjiWrD8Qy0XJbZUU *(ONLY FOR MALES)* https://chat.whatsapp.com/Jz8yourlsC18wSfsmY0hOE *(ONLY FOR FEMALES)* *►LIKE & SHARE this Page:* FB.com/Quran.Arabic.Urdu1/ *►LIKE & SHARE this Page:* FB.com/DailyQVH/  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•

Cheenk aane par padhne ki dua

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *" Cheenk aane par humein kya kehna chaahiye? "* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- * ٱلْحَمْدُ لِلَّٰهِ * --- * يَرْحَمُكَ اللَّهُ‏ * --- * يَهْدِيكُمُ اللَّهُ وَيُصْلِحُ بَالَكُمْ * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Jab tum mein se koi cheenke (sneezing) to 'Al-Hamdulillah' (Allah ka shukr hai) kahe, aur uska bhai ya uska saathi 'YarhamukAllah' (Allah tum par reham karey) kahey. Jab saathi 'YarhamukAllah' kahe to uske jawab mein cheenkne wala kahe 'Yahdikumullah wa Yuslihu balakum' (Allah tumhe seedhe raaste par rakhe aur tumhare haalat durast karey) ".* [Sahih Bukhari, Jild 7, 6224] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैराह (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *" जब तुम म...

Azkar: Tu maaf karne wala hai aur maaf karne ko pasand karta hai

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ * Azkar Reminder * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- *اللَّهُمَّ إِنَّكَ عَفُوٌّ تُحِبُّ الْعَفْوَ فَاعْفُ عَنِّي* --- *Allahumma innaka afuwwun tuhibbul-afwa, fa'afu anni.* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- *Ya Allah, Tu maaf karne wala hai aur maaf karne ko pasand karta hai, isliye mujhe maaf farma.* --- *या अल्लाह, तू माफ़ करने वाला है और माफ़ करने को पसंद करता है, इसलिए मुझे माफ़ फरमा |* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- *O Allah, You are forgiving and love forgiveness, so forgive me.* --- *یا الله ، تو معاف کرنے والا ہے اور معاف کرنے کو پسند کرتا ہے، اس لئے مجھے معاف فرما* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• https://t.me/IslamicAzkar *WhatsApp Groups* https://chat.whatsapp.com/EasWThLjiWrD8Qy0XJbZUU *(ONLY FOR MALES)* https://chat.whatsapp.com/Jz8yourlsC18wSfsmY0hOE *(ONLY FOR FEMALES)* *►LIKE & SHARE this Page:* FB.com/Quran.Arabic.Urdu1/ *►LIKE & SHARE this Page:* FB.com/DailyQVH/ •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•

Al Quran: Jannat mein ghar hasil karne ki Qurani dua

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ * Al Quran: Jannat mein ghar hasil karne ki Qurani dua .* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- * رَبِّ ابْنِ لِي عِندَكَ بَيْتًا فِي الْجَنَّةِ* --- *Rabbibni lee indaka baytan fee aljannati. * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- * Eh mere Rabb, mere liye Jannat mein apne paas ek ghar bana. * [Al Quran, Surah At-Tehrim (66), Aayat-11] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- * एह मेरे रब्ब, मेरे लिए जन्नत में अपने पास एक घर बना l* [अल क़ुरान, सूरह अत-तहरिम (66), आयत-11] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ * Al Quran: Supplication to get house in Heaven .* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- * رَبِّ ابْنِ لِي عِندَكَ بَيْتًا فِي الْجَنَّةِ* --- *Rabbibni lee indaka baytan fee aljannati .* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- * My Lord, build for me a home with You in paradise. * [Al Quran, Surah At-Tehrim (66), Verse-11] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- * اے میرے رب، پروردگار میرے لئے بہشت میں اپنے پاس ایک گھر بنا۔ * _القرآن، سورة التحريم (٦٦)، آیت ١١_ •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• https://youtu.be/4lIT2nLufrg *WhatsApp Groups* https://chat.whatsap...