Islam mein nay-nayi baatein
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Islam mein nay-nayi baatein…” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Umm Salma (radi Allahu anha) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Main tumhara pesh-khaima hounga hauz par; to tum hoshiyar raho, koi tum mein se aisa na ho mere pass aaye phir hataaya jaaye, jaisey bhatka hua Oont hataaya jaata hai. Main kahunga: ‘ye kyun hataaye jatey hain?’ Jawab milega: ‘tumhey maloom nahi, unhoney nayi-nayi baatein nikalee tumharey baad (tarah tarah ki bidatein, aaitqad aur amal mein)’. Main kahunga: to ‘dur ho’.” * [Sahih Muslim, Jild 6, 5974] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): उम्म सलमा (रदी अल्लाहु अन्हा) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “मैं तुम्हारा पेश-ख़ैमा होऊंगा हौज़ पर; तो तुम होशियार रहो, कोई तुम मैं से ऐसा ना हो मेरे पास आये फिर हटाया जाए, जैसे भटका हुआ ऊँट हटाया जाता है। मैं कहूंगा: ‘ये क्यों हटाए जाते हैं?...