Jannat aur Jahannam me kaun daakhil hoge?
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Jannat aur Jahannam me kaun daakhil hoge? ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abdullah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jannat mein woh shakhs daakhil nahin hoga, jiskey dil mein raayi ke daney ke barabar bhi TAKABBUR maujood hai AUR Jahannam mein woh shakhs bhi dakhil nahin hoga jiskey dil mein rayee ke daney ke barabar bhi IMAAN hai ".* [Sunan Ibn Majah, Jild 1, 59-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैराह (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ जन्नत में वह शख़्स दाख़िल नहीं होगा, जिसके दिल में राई के दाने के बराबर भी तकब्बुर मौजूद है और जहन्नम में वह शख़्स भी दाख़िल नहीं होगा जिसके दिल में राई के दाने के बराबर भी ईमान है। "* [सुनन इब्न माजह, जिल्द 1, 59-सहीह] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Who will enter Paradise and Hell? ”* •┈┈┈┈•...