Posts

Showing posts with the label World

Jo kuch duniya mein hai wo maloon (lanat kiya hua) hai siwaye Allah Subhanahu ke zikr ke aur...

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Jo kuch duniya mein hai wo maloon (lanat kiya hua) hai siwaye Allah Subhanahu ke zikr ke aur... ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Duniya maloon (yani lanat ki huyee) hai aur jo kuch duniya mein hai wo bhi maloon hai, siwaye Allah Subhanahu ke zikr ke aur jisko Allah Subhanahu pasand farmata hai (ya jo uske zikr ke liye mufeed ho) aur siwaye Aalim ke, aur ilm sikhne wale ke (In sabke siwa jo bhi hai wo maloon hai) ”.* [Sunan Ibn Majah, Jild 3, 993-Hasan] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैराह (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ दुनिया मलऊन (यानी लानत की हुई) है और जो कुछ दुनिया में है वो भी मलऊन है, सिवाए अल्लाह सुबहानहु के ज़िक्र के और जिसको अल्लाह सुबहानहु पसंद फरमाता है (या जो उसके ज़िक्र के लिए मुफ़ीद ह...