Posts

Showing posts with the label Masjid(Mosque)

Mere ghar aur mere mimbar ke darmiyan ka hissa Jannat ke baagho mein se ek baagh hai

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “Mere ghar aur mere mimbar ke darmiyan ka hissa Jannat ke baagho mein se ek baagh hai." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * "Mere ghar aur mere mimbar ke darmiyan ka hissa Jannat ke baagho mein se ek baagh hai aur mera mimbar mere hauz par hai". * [Sahih Al Bukhari, Jild 8, 6588] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैराह (रदी अल्लाहु अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फ़रमाया - * "मेरे घर और मेरे मिम्बर के दरमियान का हिस्सा जन्नत के बागों में से एक बाग़ है और मेरा मिंबर मेरे हौज़ पर है l" * [सहीह अल बुख़ारी, जिल्द 8, 6588] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “Between my house and my pulpit there is a garden from amongst the gardens of Paradise." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrated Abu Hurairah (may Al...

Masjid mein baithney se pehley do (2) Rakaat namaz padhne chaahiye (Tahiyyat-ul-Masjid)

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Masjid mein baithney se pehley do (2) Rakaat namaz padhne chaahiye (Tahiyyat-ul-Masjid).” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Qatada As-Salami (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jab tum mein se koi shakhs masjid mein daakhil ho to baithney se pehley do (2) Rakaat namaz padh le”. * [Sahih Al-Bukhari, Jild 1, 444] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू क़तादा अस-सालामी (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “जब तुम में से कोई शख़्स मस्जिद में दाख़िल हो तो बैठने से पहले दो (2) रकअत नमाज़ पढ़ ले।” * [सहीह अल-बुख़ारी, जिल्द 1, 444] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Pray two (2) Rakahs (units) before sitting in the Masjid (Tahiyyat-ul-Masjid).” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrated by Abu Qatada As- Salami (may Allah be pleased with him) that t...

Masjid mein daakhil hone ki dua

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: * "Masjid mein daakhil hone ki dua." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Usaid al-Ansari (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * "Jab tum mein se koi masjid mein dakhil ho to Nabi (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) par durud-o-salaam bheje aur phir ye dua padhe: * --- * اللَّهُمَّ افْتَحْ لِي أَبْوَابَ رَحْمَتِكَ * --- * Allahummaf-tahli Abwaaba Rahmatika * --- * Eh Allah, mere liye Teri rahmat ke darwaze khol de." * [Sunan Abu Dawud, Jild 1, 463-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू उसैद अल-अंसारी (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * "जब तुम में से कोई मस्जिद में दाखिल हो तो नबी (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) पर दुरुद और सलाम भेजे और फिर ये दुआ पढ़े: * --- * اللَّهُمَّ افْتَحْ لِي أَبْوَابَ رَحْمَتِكَ * --- * अल्लाहुम्मफ्-ताहली अब...