Posts

Showing posts with the label jannat

Al Quran: Woh dil pasand aish mein hoga, buland jannat mein, jiske mewey jhukey honge.

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: * “Woh dil pasand aish mein hoga, buland jannat mein, jiske mewey jhukey honge.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran (Roman Urdu): * "Jisko uska aamaal naama uske dahine haath mein diya jayega, woh kahega mera aamaal naama padho. Beshak, mujhe maalum tha ki mai apna hisaab dekhunga, phir wo dil pasand aish mein hoga, buland jannat mein, jiske mewe jhukey honge, (unse kaha jayega) khao aur peeyo un kaamon ke badle mein jo tumne guzishta dino mein aage bheje they". * [Al Quran, Surah Al Haqqaa (69), Aayat 19-24] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ अल क़ुरान (हिंदी): * " जिसको उसका आमाल नामा उसके दाहिने हाथ में दिया जाएगा, वो कहेगा मेरा आमाल नामा पढ़ो l बेशक, मुझे मालूम था की मैं अपना हिसाब देखूँगा, फिर वो दिल पसंद ऐश में होगा, बुलंद जन्नत में, जिसके मेवे झुके होंगे, (उनसे कहा जायेगा) खाओ और पीयो उन कामो के बदले में जो तुमने गुज़िश्ता दिनों में आगे भेजे थे ।" * [अल क़ुरान, सुरह अल हक्का (69), आयत 19-24] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈...

Jannat kahti hai ki: Ya Allah! isko Jannat mein daakhil farma

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Allah Subhanahu se Jannat-Al-Firdaus maango… ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Hadiths (Roman-Urdu): ❶ Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jab Allah Subhanahu se (kuch) maangna ho to, Jannat-Al-Firdaus maango kyunki woh Jannat ka sabse achcha aur buland darja hai ”.* [Sahih Bukhari, Jild 4, 2790] ❷ Hazrat Sahal (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jannat waale (apne upar ke darjo ke) baalakhano (ghar’on) ko is tarah dekhegey jis tarah tum aasman mein sitaron ko dekhtey ho ”.* [Sahih Bukhari, Jild 7, 6555] ❸ Hazrat Abu Saeed (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jannat mein ek darakht hai jiskey saaye mein umda aur taiz raftaar ghodey par sawar shakhs 100 saal tak chalta rahe phir bhi usey tay (finis...