Posts

Showing posts with the label salah

Qayamat ke din Farz namaz agar puri nahi hongi to iski kami Nawafil Namazo se ki jayegi

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Qayamat ke din Farz namaz agar puri nahi hongi to iski kami Nawafil Namazo se ki jayegi .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadees (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Sabse pehle bande ko Qayamat ke din Namaz ka hisaab dena padhega. Agar woh kaamil hai to usko kaamil likh diya jayega warna Allah Subhanahu irshaad farmayega ki ‘Dekho kya mere bande ke pass nawafil hain?’ Agar nawafil namaz hongi to us se farz namaz ki kami mukammal ki jayegi aur baqi aamal ka hisaab bhi isee tarha hoga” .* [Sunan Nasai, Jild-1, 469-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ सबसे पहले बंदे को क़यामत के दिन नमाज़ का हिसाब देना पढ़ेगा l अगर वो कामिल है तो कामिल लिख दिया जायेगा वरना अल्लाह सुबहानहु फरमाएगा ‘देखो क्या मेरे बंदे के पास नवाफिल है?’ अगर नवाफिल नमाज़ होगी तो उस से फ़र्ज़ नमाज़ की कमी को मुकम्मल किया जायेगा और बाकी आमाल का हिसाब भी इसी...