Posts

Showing posts with the label Poor

Tum logon ko kamzor-maazoor logon ki duaaon ki wajah se (Allah Subhanahu ki taraf se) madad aur rizq diya jaata hai

Image
  *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Hadith: *" Tum logon ko kamzor-maazoor logon ki duaaon ki wajah se (Allah Subhanahu ki taraf se) madad aur rizq diya jaata hai ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu): ✦ Hazrat Abu Darda (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Mere liye kamzor logon ko talash karo kyunki tumhey unhi ki wajah se rozi milti hai aur unhi ki wajah se tumhari madad ki jaati hai ”.* [Sunan Abu Dawood, Jild 2, 822-Sahih] ✦ Hazrat Musab bin Saad (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Tum logon ko kamzor-maazoor logon ki duaaon ki wajah se (Allah Subhanahu ki taraf se) madad aur rizq diya jaata hai ”.* [Sahih Bukhari, Jild 4, 2896] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अहादीस / हदीसें (हिंदी): ✦हज़रत अबु दरदा (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ मेरे लिए कमजोर लोगो...