Posts

Showing posts with the label Gold

Mardo ko sona (gold) pahanna mana hai - Men are prohibited to wear gold

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadiths: *“ Mardo ko sona (gold) pahanna mana hai. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu): ❶ Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki *“ Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam)ne mujhko (mardo ko) sone ki anguthi pahanne se mana farmaya ”.* [Sunan Nasaii, Jild 3, 1487-Sahih] ❷ Hazrat Abu Saeed Khudri (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki mulk-e-Najran ka ek shakhs Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ki khidmat mein hazir hua wo sone ki anguthi pahne huye tha. Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne us se apna rukh pher liya aur farma diya - *“ Tum mere paas aag ka shola lekar aaye ho ”.* [Sunan Nasaii, Jild 3, 1489-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अहादीस / हदीसें (हिंदी): ❶ हज़रत अबू हुरैरा (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की *“ रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने मुझको (मर्दो को) सोने की अंगूठी पहनने से मना फरमाया है l”* [सुनन नसाई, जिल्द 3, 1487-सही] ❷ हज़...