Posts

Showing posts with the label Roza

Tum mein jisey bhi Nikah karney ki taqat ho usey Nikaah kar lena chahiye

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “Tum mein jisey bhi Nikah karney ki taqat ho usey Nikaah kar lena chahiye…” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abdullah ibn Masood (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki hum Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ke zamane mein noujawan thay aur humein koi cheez (yaani, maal-doulat) mayassar (haasil) nahin thi. Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Eh Naujawano ki jamaat, tum mein jisey bhi Nikah karney ki taqat ho usey Nikaah kar lena chahiye, kyunki yeh nazar ko neechi rakhney wala aur sharamgaah ki hifazat karney wala amal hai, aur jo nikaah ki taqat na rakhta ho usey chahiye ki roza rakhey, kyunki Roza uski khwahishaat-e-nafsani ko tod dega”. * [Sahih Bukhari, Jild 6, 5066] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अब्दुल्लाह इब्न मसूद (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की हम रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) के ज़माने में नौजवान थे और हमें कोई चीज़ (यान...

Rajab ke mahine ke roze.

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *" Rajab ke mahine ke roze. * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu):  ✦ Hazrat Uthman bin Hakim Al-Ansari (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki unhone Hazrat Saeed Bin Jubayr / Jubair (radi Allahu anhu) se Rajab ke rozo ke baare mein pucha aur yeh sawal Rajab ke mahine mein hi kiya to unhone kaha ki maine Hazrat Ibn Abbas (radi Allahu anhu) se suna - *" Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) (lagatar) roze rakhte thay aur itne rakhte thay ki hum samajhte thay ki ab iftaar nahi karenge aur iftaar karte thay yaha tak ki hum samajhte ab roze nahi rakhenge ".* [Sahih Muslim, Jild 3, 2726] ✦ Hazrat Abu Zarr (radi Allahu anhu) se rivayat hai - *" Mere habeeb, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne mujhe teen baato ki waseeyat farmayee jo main In-sha-Allah kabhi nahi chorhunga. Pehla Chasht (Duha) ki namaz padhne ki, dusra sone se pahle witr ki namaz ada kar lene ki aur teesra har m...

Jisne dikhlawe ke liye roza rakha ya namaz padhi ya sadqa diya to usne shirk kiya

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: * “Jisne dikhlawe ke liye roza rakha ya namaz padhi ya sadqa diya to usne shirk kiya”. * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Shaddad bin Aws (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * "Jo shakhs dikhlawe ki khatir namaz padhta hai to usne shirk kiya. Jo shakhs dikhlawe ki khatir roza rakhta hai to usne shirk kiya aur jo shakhs dikhlawe ke liye sadqa karta hai to usne shirk kiya". * [Mishkat, Jild 4, 1260-Hasan -- Baihiqi; Shuab Al-Imaan, 6340-Hasan] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत शद्दाद बिन अवस (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “जो शख्स दिखलावे की खातिर नमाज़ पड़ता हैं तो उसने शिर्क किया l जो शख्स दिखलावे की खातिर रोज़ा रखता हैं तो उसने शिर्क किया और जो शख्स दिखलावे के लिए सदक़ा करता हैं तो उसने शिर्क किया ।” * [मिश्कात जिल्द 4, हदीस 1260-हसन -- बैहिकी; शु...

Roza aur Quran bande ke liye sifarish karenge aur unki sifarish Qubul ki jayegi

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Roza aur Quran bande ke liye sifarish karenge aur unki sifarish Qubul ki jayegi.”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abdullah ibn Amr (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya – *“ Roza aur Quran bande ke liye sifarish karenge. Roza arz karega: 'Ya Rabb, Maine din ke waqt khaane-peene aur khuwaishaat se isey roka, iss ke mutaliq meri sifarish Qubul farma’. Aur Quran arz karega: ‘Maine isey raat ke waqt sone se roke rakha, iss ke mutaliq meri sifarish Qubul farma'. Unn dono ki sifarish Qubul ki jayegi” .* [Musnad Ahmad, 8324-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अब्दुल्लाह इब्न अम्र (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया की – *“ रोज़ा और क़ुरान बन्दे के लिए सिफारिश करेंगे l रोज़ा अर्ज़ करेगा: ‘या रब, मैंने दिन के वक़्त खाने-पीने और ख्वाहिशात से इसे रोका, इस के मुतालिक मेरी सिफार...