Zakat-ul-Fitr ko Roze ko paak karne aur Miskeeno ki parwarish ke liye muqarar farmya gaya hai
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: *“ Zakat-ul-Fitr ko Roze ko paak karne aur Miskeeno ki parwarish ke liye muqarar farmya gaya hai. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Ibn Abbas (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki *“ Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne Zakat-ul-Fitr ko bekar aur behuda baat se Roze ko paak karne aur Miskeeno ki parwarish ke liye muqarar farmya hai. Jo shakhs Eid ki namaz se pahle ise ada karega wo zakat ki tarah qubul kiya jayega aur aur agar koi Namaz ke baad ada karega to wo dusre sadqe ki tarah ek sadqa hoga”. * [Sunan Abu Dawood, Jild 1, 1596-Hasan] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत इब्न अब्बास (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की * “रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने ज़कात-उल-फित्र को बेकार और बेहूदा बात से रोज़ को पाक करने और मिस्कीनो की परवरिश के लिए मुक़रार फ़रमाया है । जो शख्स ईद की नमाज़ से पहले इसे अदा करेगा वो ज़कात की तरह क़ुबूल किया जाएगा और और अगर कोई नमाज़ के बाद अदा करेग...