Posts

Showing posts with the label shirk

Shirk aur Jaadu (Witchcraft)

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Shirk aur Jaadu.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Tabah kar dene waali cheez Allah ke saath shirk karna hai us se bacho aur Jaadu karne-karane se bhi bacho”. * [Sahih Bukhari, Jild 7, Book 76, 5764] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैराह (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “तबाह कर देने वाली चीज़ अल्लाह के साथ शिर्क करना है उस से बचो और जादू करने-कराने से भी बचो ।" * [सहीह बुख़ारी, जिल्द 7, किताब 76, 5764] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Shirk & Witchcraft.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrated by Abu Hurairah (may Allah be pleased with him) that the Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ peace be upon him) said - * "Avoid the Mubiqat, i.e., Shirk (partners p...

Allah ke saath kisi ko sharik na karna chaahe tumhaare tukde tukde kar diye jaye ya tumhe aag mein jala diya jaye

Image
 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Hadith: *" Allah ke saath kisi ko sharik na karna chaahe tumhaare tukde tukde kar diye jaye ya tumhe aag mein jala diya jaye ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Quran-o-Hadith (Roman Urdu): ✦ Hazrat  Abu Darda (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Allah ke saath kisi ko sharik na karna chaahe tumhaare tukde tukde kar diye jaye ya tumhe aag mein jala diya jaye ”.* [Sunan Ibn Majah, Jild 3, 915–Hasan] ✦ Al Quran: *" Agar tumne shirk kiya to zaroor tumhaare amal barbaad ho jaayenge aur tum nuksaan uthaane waalon mein se ho jaoge ".* [Al Quran, Surah Az-Zumar (39), Aayat 65] ✦ Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Allah subhanahu farmata hai: Mai beparwah hun sharikon se, jisne koi aisa amal kiya jismein mere saath mere gair ko sharik kiya to Mai usko aur uske shirk ke...

Allah Subhanahu ke siwa kisi ki bhi Qasam khana shirk hai.

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Allah Subhanahu ke siwa kisi ki bhi Qasam khana shirk hai. "* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu):  ✦ Hazrat Abdullah ibn Umar (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Allah Subhanahu ke siwa kisi ki bhi Qasam khana shirk hai ”.* [Al-Silsila-As-Sahiha, 1073] ✦ Hazrat Abdullah ibn Umar (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Agar kisi ko Qasam khani ho to Allah Subhanahu ki hi Qasam khaye warna khamosh rahe ”.* [Sahih Bukhari, Jild 4, 2679] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अहादीस / हदीसें (हिंदी):  ✦ हज़रत अब्दुल्लाह बिन उमर (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ अल्लाह सुबहानहु के सिवा किसी की भी कसम खाना शिर्क है l "* [अल सिलसिला अस सहिहा, 1073] ✦ हज़रत अब्दुल्लाह बिन उमर (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मु...