Posts

Showing posts with the label Hijama

High Blood Pressure (BP) ka ilaaj - HIjama (Cupping)

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “High Blood Pressure (BP) ka ilaaj - Hijama (Cupping).” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jab tum mein se kisi shakhs ka khoon josh maare (yani blood pressure badh jaaye), to woh Hijama karwaye kyunke jab khoon josh maarta hai to Insaan ko halaak kar deta hai”. * [Al-Silsila Sahiha, 2289-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “जब तुम में से किसी शख़्स का खून जोश मारे (यानी ब्लड प्रेशर बढ़ जाए), तो वो हिजामा करवाए क्योंकि जब खून जोश मारता है तो इन्सान को हलाक कर देता है ।" * [अल-सिलसिला सहिहा, 2289-सहीह] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “The cure of High Blood Pressure (BP) is Hijama (Cupping).” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): The Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ peace be upon him) said - * "When the blood of any one of you boils (...

Hijama (cupping) karne ka fayda

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Hijama (cupping) me khair hai.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu): ❶ Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jin cheezo se tum ilaaj karte ho agar usmein se kisi mein khair hai to woh Hijama (cupping) hai”. * [Sunan Abu Dawood, Jild 3, 459-Sahih] ❷ Hazrat Ibn Abbas (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki * "Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne ihram ki haalat mein apne sar mein Hijama karwaya, adhe sar mein dard ki wajah se jo aapko ho gaya tha”. * [Sahih Bukhari, Jild 7, 5701] ❸ Hazrat Jabir bin Abdullah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Agar tumhari kisi dawaaon mein bhalayee hai to Hijama (pachne lagwana), aur shahad (honey) peene aur aag se daagne mein hai agar woh marz ke mutabiq ho, magar main aag se dagne ko...