Arfa ki raat padhne ka sabse afzal kalma
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *” Arfa ki raat padhne ka sabse afzal kalma .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Sabse afzal kalma jo mai ne aur Anbiya (Alahih Salam) ne arfa ki raat kaha wo ye hai ."* --- * لا اِلهَ اِلَّا اللّهُ وَحْدَهُ لا شَرِيكَ لَهُ، لَهُ الْمُلْكُ وَ لَهُ الْحَمْدُ وَ هُوَ عَلَى كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ * --- * La ilaaha illal-lahu wahdahu la sharika lahu, lahu-l-mulku wa lahu-l-hamdu wa huwa 'ala kulli shai'in qadeer .* --- * Allah ke siwa koi maabud nahi hai, Woh tanha hai, Uska koi sharik nahi hai, Usee ke liye baadshaahi hai aur Usee ke liye tarifein hain aur Woh har cheez par kudrat rakhne wala hai .* [Al Silsila As-Sahiha, 2762] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *" सबसे अफ़ज़ल कलमा जो मै ने और अम्बिया (अलैहि सलाम) ने अरफ़ा की रात कहा वो ये है l"* --- * لا ا...