Posts

Showing posts with the label Sharaab(Alcohol)

Jua khelne aur Sharaab peena bade gunah hai

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom: *“ Jua khelne aur Sharaab peena bade gunah hai. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom: * “Jua khelne aur Sharaab peena bade gunah hai.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: * "Aap se Sharaab aur Juye (gambling) ke baare mein puchte hain. Keh do: inmein bada gunaah hai aur logon ke liye kuch fayde bhi hain, magar unka Gunah unke fayde se bahut bada hai". * [Al Quran, Al-Baqarah(2), Ayat 219] ✦ Hadiths (Roman Urdu): ✦ Hazrat Aisha (radi Allahu anha) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * "Jo bhi peene wali cheez nasha laaaye woh haraam hai”. * [Sahih Bukhari, Jild 1, 242] ✦ Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * "Jo shakhs apne saathi se ye kahe ki 'Aao Juaa khele' to usko (uske kaffare mein) sadqa dena chahiye”. * [Sahih Bukhari, Jild 6, 4860] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ अल ...