Posts

Showing posts with the label Eid Fitr

Eid ki Namaz ka Sahih Tareeqa

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• * ★ Eid ki Namaz ka Sahih Tareeqa. * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ 1. * Eid ki Namaz mein pehli raakat mein 7 Takbeerein hain aur dusri rakat mein 5 Takbeerein hain. * (Sunan Abu Dawood, 1150-Sahih) ✦ 2. * Sabse pehle Dil se Eid ki Namaz ki Niyat karke pehli Takbeer yaani 'Allahu Akbar' kah kar haath baandh le aur dheemi aawaz mein 'Sanaa' padhein. * --- * سُبْحَانَكَ اللهُمَّ وَبِحَمْدِكَ وَتَبَارَكَ اسْمُكَ وَتَعَالٰی جَدُّكَ وَلَا إِلَهَ غَيْرَكَ * --- * Subhanaka Allahumma Wa bi hamdika, Wa tabarakas-muka, wa taala jadduka, wa la ilaha gairuka. * ✦ 3. * Uske baad 7 baar takbeer padhenge aur har takbeer ke waqt haath utha kar chodh dein ya haatho ko baandh lein (dono sahi hai). * * Allahu Akbar... Allahu Akbar... Allahu Akbar... Allahu Akbar... Allahu Akbar... Allahu Akbar... Allahu Akbar. * Note: _ Kuch Ulema kahte hain ki Takbeer tehreema (Namaz ke shuru mein jo Takbeer hoti) ke alawa 7 aur Takbeer padhni hai ya...

Woh shakhs Eidgah ke qareeb bhi na aaye

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Woh shakhs Eidgah ke qareeb bhi na aaye.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jis shakhs ko Qurbani ki istataat ho phir bhi woh Qurbani na kare to woh hamari Eidgah ke qareeb bhi na aaye”. * [Sunan ibn Majah, Jild 3, 4-Hasan] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैराह (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “जिस शख़्स को क़ुर्बानी की इस्तताअत (क्षमता) हो फिर भी वो क़ुर्बानी ना करें तो वो हमारी ईदगाह के क़रीब भी ना आए l" * [सुनन इब्न माजा, जिल्द 3, 4-हसन] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Let him not come near to the Eid prayer place.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Hadith (English): Narrated by Abu Hurairah (may Allah be pleased with him) that the Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ sallAllahu alaih...

Talbiya kahne wale ke saath paththar, darakht aur dhele bhi Talbiya kahte hain

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Talbiya kahne wale ke saath paththar, darakht aur dhele bhi Talbiya kahte hain. "* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Talbiya :  --- * لَبَّيْكَ اللهُمَّ لَبَّيْكَ – لَبَّيْكَ لَا شَرِيْكَ لَكَ لَبَّيْكَ – إِنَّ الْحَمْدَ وَالنِّعْمَةَ لَكَ وَالْمُلْكَ – لَا شَرِيْكَ لَكَ* --- *Labbaik Allahumma labbaik, labbaika la sharika laka labbaik, innal-hamda wan-ni'mata laka walmulk, la sharika lak * --- * लब्बैक अल्लाहुम्मा लब्बैक , लब्बैका ला शरीका लका लब्बैक इन्नल हमदा वन-नैमता लका वाल मुल्क, ला शरीका लक l * --- * Hazir hu main Teri khidmat mein, Ya Allah hazir hu main Teri khidmat mein, Hazir hu mein koi sharik nahi Tera beshaq sab taarif aur naimat Tere liye hi hai aur mulk Tera hi hai aur Tera koi sharik nahi. * [Sahih Muslim, Vol 3, 2811] --- * हाज़िर हूँ मैं तेरी खिदमत में, या अल्लाह हाज़िर हू मैं तेरी खिदमत में, हाज़िर हूँ मैं, कोई शरीक नही तेरा बेशक़ सब तारीफ़ और नैमत तेरे लिए ही है और मुल्क तेरा ही है और तेरा कोई शरी...

Takbir aur Talbiyah kahne walo ke liye Jannat ki khushkhabri hai.

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Takbir aur Talbiyah kahne walo ke liye Jannat ki khushkhabri hai. "* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Talbiya :  * لَبَّيْكَ اللهُمَّ لَبَّيْكَ – لَبَّيْكَ لَا شَرِيْكَ لَكَ لَبَّيْكَ – إِنَّ الْحَمْدَ وَالنِّعْمَةَ لَكَ وَالْمُلْكَ – لَا شَرِيْكَ لَكَ* *Labbaik Allahumma labbaik, labbaika la sharika laka labbaik, innal-hamda wan-ni'mata laka walmulk, la sharika lak * ✦ Takbir :  * اللَّهُ أَكْبَرُ اللَّهُ أَكْبَرُ لَا إلَهَ إلَّا اللَّهُ وَاَللَّهُ أَكْبَرُ اللَّهُ أَكْبَرُ وَلِلَّهِ الْحَمْد* *Allahu Akbar, Allahu Akbar, Allahu Akbar La ilaaha illAllahu wallaahu Akbar, Allahu Akbar, Walil laahil hamd * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Jab bhi koi Talbiya kahne wala ba awaaz-e-buland Talbiya kahta hai to usko khushkhabri di jaati hai aur Takbir kahne wala jab bhi Takbir kehta ha...

Eid Al-Fitr aur Eid Al-Zuha ka roza rakhna mana hai

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Eid Al-Fitr aur Eid Al-Zuha ka roza rakhna mana hai. "* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Aisha (radi Allahu anha) se rivayat hai ki: *" Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne do (2) din roze se mana farmaya hai, (ek) Eid Al-Fitr aur (dusra) Eid Al-Azha" .* [Sahih Muslim, Jild 3, 2676] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत आएशा (रदी अल्लाहू अन्हा) से रिवायत है की: *" रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने दो (2) दिन रोज़े से माना फरमाया है, (एक) ईद अल-फितर और (दूसरा) ईद अल-अज़हा ।" * [सही मुस्लिम, जिल्द 3, 2676] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Fasting is forbidden on the Day of Fitr and the Day of Adha ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Aisha (may Allah be pleased with her) said that: *" The Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ peace be upon him) forbade to observe fast on two days, the day of Fitr and the day of A...

Zakat-ul-Fitr ghulam aur Azaad, Mard aur Aurat, Chotey aur Badey tamaam Musalmano par farz hai

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: * “Zakat-ul-Fitr ghulam aur Azaad, Mard aur Aurat, Chotey aur Badey tamaam Musalmano par farz hai. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abdullah Bin Umar (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki - *“ Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne Zakat-ul-Fitr ek saa khajur ya ek saa jou (barley) (One saa = 3 Kilograms, taqreeban) farz qarar di hai jo Ghulam aur Azaad, Mard aur Aurat, Chotey aur Badey, tamam Musalmano par farz hai aur Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne ye hukm diya hai ki Namaz (Eid) ke liye jane se pehle ye Sadqa ada kar diya jaye” .* [Sahih Bukhari, Vol2, 1503] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►हदीस (हिंदी): हज़रत अब्दुल्लाह बिन उमर (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की *“ रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने ज़कात-उल-फ़ित्र एक सा खजूर या एक सा जौ (एक सा = 3 किलोग्राम, तक़रीबन) फ़र्ज़ क़रार दी है जो गुलाम और आज़ाद, मर्द और औरत, छोटे और बड़े, तमाम मुसलमानो पर फ़र्ज़ है और...