Eh Imaan waalon, apne aapko aur apne ghar waalon ko is (dozakh ki) aag se bachao…
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Al Quran: *“ Eh Imaan waalon, apne aapko aur apne ghar waalon ko is (dozakh ki) aag se bachao… ”.* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• Al Quran (Roman Urdu): *“ Eh Imaan walon, apne aapko aur apne ghar walon ko is (dozakh ki) aag se bachao jiska eendhan (fuel) insaan aur paththar hain, jis par sakht dil mazboot farishtey muqarrar hain, jinhe jo hukm allah Ta’ala deta hai is ki naafarmaani nahi karte balke jo hukm diya jaaye usko bajaa laate hain. ”* [Al Quran, Surah At-Tahrim (66), Ayat 6] Dua: *“ Eh mere Rab, mujhe aur mere waldein ko bakhsh de, aur usko jo mere ghar mein Imaan waley hokar daakhil ho jaaye, aur tamam Imaan waley mardon aur Imaan wali aurton ko maaf farma. Aur zaalim logo ke liye aur tabahi badha .”* [Al Quran, Surah Nooh (71), Ayat 28] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• अल क़ुरआन: *“ एह ईमान वालों, अपने आपको और अपने घर वालों को इस (दोज़ख की) आग से बचाओ जिसका ईंधन इंसान और पथ्थर हैं, जिस पर सख़्त दिल मज़बूत फरिश्ते मुक़र्रर हैं, जिन्हे जो हुक्म अल्लाह तआला...