Posts

Showing posts with the label Fajr

Fajar aur Isha ki Namaz, Pehli saf aur Jamaat ki Namaz ki fazeelat

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Fajar aur Isha ki Namaz, Pehli saf aur Jamaat ki Namaz ki fazeelat. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Ubayy ibn Kaab (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Ye do (2) namazein (Fajar aur Isha) munafiqon par bahut bhaari hain. Agar tum jaan lete ki in do (2) namazon ka kitna sawab hai to tum ghutno ke bal chal kar bhi aatey. Aur (namaz mein) pehli saf farishton ki saf ki tarah hai, agar tum jaan letey ki iski kitni fazeelat hai to yakeenan iski taraf sabqat kartey. Aur do (2) aadmiyon ka milkar namaz padhna akele namaz padhney se afzal hai aur teen (3) aadmiyon ka milkar namaz padhna do (2) aadmiyon ke milkar Namaz padhney se afzal hai aur namaz mein jis Qadar bhi (ziyada) log honge Allah Taala ke nazdeek woh namaz ziyada pasandeeda hogi". * [Sunan Abu Dawood, Jild 1, 552-Hasan] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत उबए इब्न ...

Al Quran: Fajar ke waqt Quran padhna...

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• * وَقُرْآنَ الْفَجْرِ ۖ إِنَّ قُرْآنَ الْفَجْرِ كَانَ مَشْهُودًا۔ * _ القرآن، سورۃ بنی اسرائیل (۱۷)، آیت ٧٨ _ •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran:  * "Fajar ke waqt Quran padha karo. Beshak, Fajar ke waqt Quran padhna (farishto ki) gawahi ka sabab banta hai." * [Al Quran, Surah Al-Isra (17), Aayat 78] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ अल कुरान: * "फज्र के वक़्त कुरान पढ़ा करो l बेशक, फज्र के वक़्त कुरान पढ़ना (फरिश्तो की) गवाही का सबब बनता है l" * [अल कुरान, सुरह अल-ईसरा (17), आयत 78] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: * "Recite the Qur'an in the early dawn (Fajr). Verily, the recitation of the Qur'an in the early dawn is ever witnessed (by the angels)." * [Al Quran, Surah Al-Isra (17), Verse 78] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• القرآن: * "فجر کے وقت قرآن پڑھا کرو۔ بیشک، فجر کے وقت قرآن پڑھنا (فرشتوں) کی گواہی کا سبب بنتا ہے"۔ * _ القرآن، سورۃ بنی اسرائیل (۱۷)، آیت ٧٨ _ •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ----- Please visit our NEW Bl...

Jo Fajr aur Asr ki namaz padhega wo dozakh mein nahi jayega

Image
 Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: "Jo Fajr aur Asr ki namaz padhega wo dozakh mein nahi jayega.” •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Mohammed (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - “Wo shakhs dozakh main nahi jaega jo suraj nikalne se pehle (yani Fajr) aur suraj dubne se pehle (yani Asar) namaz padhega”. [Sunan Nasaii, Jild 1, 474-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - “वो शख्स दोज़ख़ में नही जाएगा जो सूरज निकालने से पहले (यानी फज्र) और सूरज डूबने से पहले (यानी अस्र) नमाज़ पढ़ेगा l” [सुनन नसाई, जिल्द 1, 474-सही] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: "That person will not enter in the Fire who offer Fajr and Asr prayer." •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): The Messenger of Allah, Prophet Mohammed (ﷺ peace be upon him) said - “That person will not enter in the Fire who prays before the sun rises (Fajr) and before it sets (Asr)”. [Sunan Nasaii, Book 5, 4...