Ramzan ke ek mahine ke roze aur Shawwal ke 6 roze rakhna, saal bhar ke rozon ke barabar ho jayenge
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Ramzan ke ek mahine ke roze aur Shawwal ke 6 roze rakhna, saal bhar ke rozon ke barabar ho jayenge ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jo shakhs maah-e-Ramzaan ke roze rakhega to ye ek mahine ke roze (sawaab mein) dus mahino ke rozoon ke barabar ho jayeinge. Phir jisne Eid-ul-Fitr ke baad (maah-e-Shawwal ke) 6 roze rakhe to ye saara amal saal bhar ke rozon ke barabar ho jayega ”.* [Musnad Ahmed, Jild 4, 3660-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ जो शख़्स माह-ए-रमजान के रोज़े रखेगा तो ये एक महीने के रोज़े (सवाब में) दस महीनो के रोज़ों के बराबर हो जाएंगे l फिर जिसने ईद-उल-फ़ित्र के बाद (माह-ए-शव्वाल के) 6 रोज़े रखे तो ये सारा अमल साल भर के रोज़ों के बराबर हो जाएगा l”* [मुसनद अहमद, जिल्द 4, हदीस 3660-सही] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Fasting during the mont...