Posts

Showing posts with the label Durud

Apney gharon ko Qabrein na banao aur meri Qabr ko mela (Eidgah) na bana lena.

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: *" Apney gharon ko Qabrein na banao aur meri Qabr ko mela (Eidgah) na bana lena. "* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu): ❶ Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (๏ทบ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Apney gharon ko Qabrein na banao aur meri Qabr ko mela (Eidgah) na bana lena, aur mujh par Durood bheja karo kyunki tum jaha bhi rahoge tumhara Durud mujh tak pahucha diya jaayega ".* [Sunan Abu Dawood, Jild 2, 274] ❷ Hazrat Ayesha aur Hazrat Abdullah ibn Abbas (radi Allahu anhuma) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (๏ทบ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Yahud aur Nasara par Allah ki laanat ho kyunki unhone apne Nabiyon ki Qabron ko ibadat ki jagah bana liya tha ".* Aap, Muhammad (๏ทบ sallAllahu alaihi wasallam) is bure amal se (Musalmano ko) dara rahe thay. [Sahih Bukhari, Jild 7, 5815] ❸ Hazrat Ibn Umar (radi Allahu anhu) se rivayat hai ...

Muhammad (๏ทบ) par Salat (Darood) bhejne ka Ajar

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Muhammad (๏ทบ) par Salat (Darood) bhejne ka Ajar.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Anas bin Malik (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (๏ทบ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jo shakhs mujh par 1 martaba Salat (Darood aur Rehmat) bhejega, to Allah Subhanahu us par 10 martaba Salat (Darood aur Rehmat) bhejega, aur uskey 10 gunaah maaf hongey aur 10 darjaat buland hongey”. * [Sunan An-Nasaii, Jild 1, 1300-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► เคนเคฆीเคธ (เคนिंเคฆी): เคนเฅ›เคฐเคค เค…เคจเคธ เคฌिเคจ เคฎเคฒिเค• (เคฐเคฆी เค…เคฒ्เคฒाเคนू เค…เคจ्เคนु) เคธे เคฐिเคตाเคฏเคค เคนै เค•ी เคฐเคธूเคฒ-เค…เคฒ्เคฒाเคน, เคฎुเคนเคฎ्เคฎเคฆ (๏ทบ เคธเคฒเค…เคฒ्เคฒाเคนू เค…เคฒैเคนी เคตเคธเคฒ्เคฒเคฎ) เคจे เคซเคฐเคฎाเคฏा - * “เคœो เคถเฅ™्เคธ เคฎुเค เคชเคฐ 1 เคฎเคฐ्เคคเคฌा เคธเคฒाเคค (เคฆเคฐूเคฆ เค”เคฐ เคฐेเคนเคฎเคค) เคญेเคœेเค—ा, เคคो เค…เคฒ्เคฒाเคน เคธुเคฌเคนाเคจเคนु เค‰เคธ เคชเคฐ 10 เคฎเคฐ्เคคเคฌा เคธเคฒाเคค (เคฆเคฐूเคฆ เค”เคฐ เคฐेเคนเคฎเคค) เคญेเคœेเค—ा, เค”เคฐ เค‰เคธเค•े 10 เค—ुเคจाเคน เคฎाเคซ เคนोंเค—े เค”เคฐ 10 เคฆเคฐเคœाเคค เคฌुเคฒंเคฆ เคนोंเค—े ।" * [เคธुเคจเคจ เค…เคจ-เคจเคธाเคˆ, เคœिเคฒ्เคฆ 1, 1300-เคธเคนी] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Rewards of sending Salah(Durud) on Prophet Muhamma...

Muhammad (๏ทบ) par Durud bhejne ki ehmiyat

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Quran-o-Hadith: *“ Muhammad (๏ทบ sallAllahu alaihi wasallam) par Darud bhejne ki ehmiyat. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• * ุฅِู†َّ ุงู„ู„َّู‡َ ูˆَู…َู„َุงุฆِูƒَุชَู‡ُ ูŠُุตَู„ُّูˆู†َ ุนَู„َู‰ ุงู„ู†َّุจِูŠِّ ۚ ูŠَุง ุฃَูŠُّู‡َุง ุงู„َّุฐِูŠู†َ ุขู…َู†ُูˆุง ุตَู„ُّูˆุง ุนَู„َูŠْู‡ِ ูˆَุณَู„ِّู…ُูˆุง ุชَุณْู„ِูŠู…ًุง * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Al Quran: *“ Beshak, Allah Subhanahu aur uske farishte Nabi (Muhammad ๏ทบ sallAllahu alaihi wasallam) par durud bhejte hain; Eh imaan walo, tum bhi un par durud aur salam bheja karo. ”* [Al Quran, Surah Al Ahzab (33), Aayah 56] ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (๏ทบ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Bakheel wo hai jiske samney mera zikr ho aur woh mujh par Durud na bhejey” .*  [Jamia At-Tirmizi, Jild 2, 1469-Sahih] ---- _ Allahumma Salli Ala Muhammad Wa Aali Muhammad _ •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► เค…เคฒ เฅ˜ुเคฐเค†เคจ: *“ เคฌेเคถเค•, เค…เคฒ्เคฒाเคน เคธुเคฌเคนाเคจเคนु เค”เคฐ เค‰เคธเค•े เคซ़เคฐिเคถ्เคคे เคจเคฌी (เคฎुเคนเคฎ्เคฎเคฆ ๏ทบ เคธเคฒเค…เคฒ्เคฒाเคนू เค…เคฒैเคนी เคตเคธเคฒ्เคฒเคฎ) เคชเคฐ เคฆुเคฐुเคฆ เคญेเคœเคคे เคนैं; เคเคน เคˆเคฎाเคจ เคตाเคฒो, เคคुเคฎ เคญी เค‰เคจ เคชเคฐ เคฆुเคฐुเคฆ เค”เคฐ เคธเคฒाเคฎ เคญेเคœा เค•เคฐो । “* [...

Juma ki ehmiyat AUR Jume ke din Muhammad (๏ทบ) par zyada se zyada durood bhejna chaahiye

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: * “Juma ki ehmiyat AUR Jume ke din Muhammad (๏ทบ) par zyada se zyada durood bhejna chaahiye”. * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- * ุงู„ู„َّู‡ُู…َّ ุตَู„ِّ ุนَู„َู‰ ู…ُุญَู…َّุฏ ูˆَุนَู„َู‰ ุขู„ِ ู…ُุญَู…َّุฏ * --- * Allahumma Salli Ala Muhammad Wa Ala Aali Muhammad * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Aws bin Aws (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (๏ทบ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Tumharey tamaam dino mein Jume ka din sabse afzal hai, ki is din Hazrat Aadam (Alaihis salam) ko paida kiya gaya, aur isi din unki rooh qabz ki gayee, aur isi din Soor phunka jayega, aur isi din sab behosh hongey, isliye is roz (Jumay ko) mujh par ziyada se ziyada durood bheja karo kyunki tumhara durood padna mujh par pesh kiya jaata hai.” * Logon ne poocha - *“ Ya Rasool-Allah, Muhammad (๏ทบ sallAllahu alaihi wasallam), hamara durood padna Aap (๏ทบ) par kis tarah se pesh hoga jabki Aap (๏ทบ) to mitti ho gaye hongey?” * To...