Daily Calendar - Quran & Hadith - 08 January 2022
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: : *“Allah Ta'ala adl wa insaaf karne ka hukm deta hai".* [Al-Quran, Chapter/Surah-e-Nahl, Verse/Ayat no. 90]
► Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: : *”Allah Ta’ala achchhe akhlaaq ko pasand karta hai aur bure akhlaaq ko na pasand karta hai”.* [Book of Kanzul Ummal, 5180]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: *”Main aur yateem ki parwarish karne waala Jannat mein is tarah qareeb honge jaise shahaadat ki ungli aur beech waali ungli qareeb hai”.* [Book of Bukhaari, 6005]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: *”Aadmi ki khud ko behtar samajhne ki aadat sab se ziyaada halaak karne waali hai”.* [Book of Sho’abul Imaan, 7252]----- Please visit our NEW BlogSpot
*WhatsApp Groups*
https://chat.whatsapp.com/DpeeMw8CPSY9nxIH9C6ZFk _*(ONLY FOR MALES)*_
https://chat.whatsapp.com/Jz8yourlsC18wSfsmY0hOE _*(ONLY FOR FEMALES)*_
*Telegram Channel:*
► *LIKE, FOLLOW & SHARE this Page:*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► *Subscribe to our Youtube channels:*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•




