Posts

Aakhri ashre mein Qayam Al Lail (Tahajjud) ki namaz

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ) ki Aakhri ashre mein Qayam Al Lail (Tahajjud) ki namaz…” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Zarr (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki humne Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ke saath Ramzan ke roze rakhe un hone humko 23 raat tak Qayam-Al-Lail ki namaz nahi pdhayee. Phir 23 raat ko ek tihayee raat tak namaz padhate rahe. Phir 24 raat ko namaz nahi padhayee aur phir 25 raat ko aadhi raat tak namaz padhate rahe. Maine arz kiya - *“ Ya Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam), kaash aap baaqi raat mein bhi hamare saath isee tarah namaz ada farmate” .* Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne irshaad farmaya - *“ Jo shakhs Imam ke saath (Qayam mein) khada ho aur uske faarig hone tak saath rahe usko puri raat Qayam-Al-Lail (sari raat namaz pdhne) ka sawab milta hai” * Aur uske baad Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne 27 r

Iss dua ko raat ko padhne ke baad agar maut bhi aajaye to Islam par hogi

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *" Iss dua ko raat ko padhne ke baad agar maut bhi aajaye to Islam par hogi ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Al-Bara' bin `Azib (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya -  *"Aye Falaan, jab tum apne bistar par jao to ye dua padho agar tum isko padhne ke baad raat mein mar gaye to fitrat par yani Deen-e-Islam par maroge aur subah ko zinda uthe to sawab milega: * ---- * اللَّهُمَّ أَسلَمتُ نَفسِي إِلَيكَ، وَفَوَّضتُ أَمرِي إِلَيكَ  وَوَجَّهتُ وَجهِي إِلَيكَ، وَأَلجَأتُ ظَهرِي إِلَيكَ  رَغبَةً وَرَهبَةً إِلَيكَ، لاَ مَلجَأَ وَلاَ مَنجَا مِنكَ إِلاَّ إِلَيكَ  آمَنتُ بِكِتَابِكَ الَّذِي أَنزَلتَ، وَبِنَبِيِّكَ الَّذِي أَرسَلتَ‏‏ *    --- * Allahumma aslamtu nafsi ilaika, wa fauwadtu Amri ilaika, wa wajjahtu waj-hi ilaika, wa alja'tu zahri ilaika, raghbatan wa rahbatan ilaika, La malja'a wa la manja minka illa ilai

“Zakat-ul-Fitr Ghulam aur Azaad, Mard aur Aurat, Chotey aur Badey tamaam Musalmano par farz hai.”

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: * “Zakat-ul-Fitr Ghulam aur Azaad, Mard aur Aurat, Chotey aur Badey tamaam Musalmano par farz hai.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abdullah Bin Umar (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki - * “Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne Zakat-ul-Fitr ek saa khajur ya ek saa jou (barley) (One saa = 3 Kilograms, taqreeban) farz qarar di hai jo Ghulam aur Azaad, Mard aur Aurat, Chotey aur Badey, tamam Musalmano par farz hai aur Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne ye hukm diya hai ki Namaz (Eid) ke liye jane se pehle ye Sadqa ada kar diya jaye”. * [Sahih Bukhari, Jild 2, 1503] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►हदीस (हिंदी): हज़रत अब्दुल्लाह बिन उमर (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की * “रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने ज़कात-उल-फ़ित्र एक सा खजूर या एक सा जौ (एक सा = 3 किलोग्राम, तक़रीबन) फ़र्ज़ क़रार दी है जो गुलाम और आज़ाद, मर्द और औरत, छोटे और बड़े, तमाम मुसलमानो पर फ

Allah Subhanahu Qayamat ke din Sahib-e-Quran se farmayega parhta ja aur (Jannat mein) charhta ja

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: *“ Allah Subhanahu Qayamat ke din Sahib-e-Quran se farmayega parhta ja aur (Jannat mein) charhta ja. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Al-Quran (Roman Urdu): *" Humein shaam ki surkhi ki Qasam; aur raat ki aur jin cheezon ko wo ikattha kar leti hai unki; aur chaand ki jab kaamil ho jaye; ki tum darja ba Darja (Rutba-e-Aala par) charhogey ".* [Al-Quran, Surah Inshiqaq (84), Ayat 16-19] ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abdullah ibn Amr ibn Al-Aas (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ (Qayamat ke din) Saahib Quran se kaha jayega ke parhta ja aur (Jannat mein) charhta ja aur thahar-thahar kar parho jaisa ki tum duniya mein parhte thay, tumhari manzil (muqaam) wo hai jaha tum aakhri aayat parh kar khatm karoge” .* [Sunan Abu Dawood, Jild 1, 1451-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अल क़ुरान (हिंदी): *" हमे शाम की सुर्खी की क़सम; और रात की और जिन चीजो को वो इकत्था कर ले

Jis ne ek saal tak apne bhai se talluqat tode rakhe ho woh aisa hai…”

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “Jis ne ek saal tak apne bhai se talluqat tode rakhe ho woh aisa hai…” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jis ne ek saal tak apne bhai se Talluqat tod kar rakhe to woh aisa hai jaise ki usne uska khoon baha diya”. * [Sunan Abu Dawood, 4915-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “जिसने एक साल तक अपने भाई से ताल्लुक़ात तोड़ कर रखे तो ये इसी तरह है जैसे उसने उसका खून बहा दिया l” * [सुनन अबू दाऊद, 4915-सही] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “If one keeps apart from his brother for a year, it is like…” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ The Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ peace be upon him) said - * “If one keeps apart from his brother for a year, it is like shedding his blood”. * [Sunan Abu Dawud, 4915-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• رسول الله محمد ﷺ نے فرمایا: * "جس نے ایک سال تک اپنے بھائی سے تعلقات توڑ کر رکھے تو یہ

Musalman aapas mein bhai-bhai hain

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Quran-o-Hadith: * “Musalman aapas mein bhai-bhai hain…” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran (Roman Urdu): * “Beshak Musalman aapas mein bhai-bhai hain. Isliye, apney bhaiyon mein sulah kara diya karo, aur Allah se daro, taaki tum par reham kiya jaaye.” * [Al Quran, Surah Al-Hujraat 49, Aayat 10] ✦ Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jo shakhs kisi momin par se koi sakhti duniya ki door karega to Allah Subhanahu us par aakhirat ki sakhtiyon mein se ek sakhti door karega, aur jo shakhs muflis ko mohlat de (yani us par taqaaza aur sakhti na karey apney Qarz ke liye) to Allah Subhanahu us par aasani karega duniya mein aur aakhirat mein, aur jo shakhs kisi Musalman ka aib dhaankega duniya mein, to Allah Subhanahu uska aib dhaankega duniya mein aur aakhirat mein. Allah Subhanahu bandey ki madad mein rahega jab tak banda apney

Zalim baadshah ya zalim haakim ke saamne insaaf ki baat keh dena…

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: *“ Zaalim baadshah ya zalim haakim ke saamne insaaf ki baat keh dena… ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Saeed Al Khudri (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Sabse afzal jihaad zaalim baadshah ya zalim haakim ke saamne insaaf ki baat keh dena hai ”.* [Sunan Abu Dawood, 4344-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू सईद अल ख़ुदरी (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ सबसे अफ़ज़ल जिहाद ज़ालिम बादशाह या ज़ालिम हाकिम के सामने इंसाफ की बात कह देना है l ”* [सुनन अबु दाऊद, 4344-सहीह] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: *“ Speaking a word of justice to an oppressive ruler… ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrated Abu Saeed Al Khudri (may Allah be pleased with him) that the Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ peace be upon him) said - *" The best Jihad in the way of All

So Jab tum Quran padhne lago to shaitaan mardood se Allah ki panah mein aa jaya karo

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Al-Quran: *“ So Jab tum Quran padhne lago to shaitaan mardood se Allah ki panah mein aa jaya karo… ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *“ So Jab tum Quran padhne lago to shaitaan mardood se Allah ki panah mein aa jaya karo (yani pehle Auzubillahi-Minash-shaitaanirrajeem padh liya karo). Beshak uska zor us par nahi chalta jo imaan rakhte hain aur apne RAB par hi bharosa rakhte hain. Uska zor to unhi logon par chalta hai jo usko dost banate hain aur Allah ke saath shareek banate hain ”.* [Al Quran, Surah Nahal (31), Ayat 98-100]  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ अल क़ुरान: *“ सो जब तुम क़ुरान पढ़ने लगो तो शैतान मरदूद से अल्लाह की पनाह में आ जाया करो (यानी पहले आऊज़ूबिल्लाही-मिनअश-शैयतानिर्रजिम पढ़ लिया करो) l बेशक उसका ज़ोर उस पर नही चलता जो ईमान रखते हैं और अपने रब पर ही भरोसा रखते हैं l उसका ज़ोर तो उन्ही लोगो पर है जो उसको दोस्त बनाते हैं और अल्लाह के साथ शरीक बनाते हैं । "* [अल क़ुरान, सूरह लुक़मान, (31), आयत 98-100] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Al-Quran

Tum apni Namazo ka kuch hissa gharo mein bhi ada kiya karo aur.

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “Tum apni Namazo ka kuch hissa gharo mein bhi ada kiya karo aur..." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Tum apni Namazo ka kuch hissa gharo mein bhi ada kiya karo aur unhein Qabristan na banaao”. * [Musnad Ahmad, 2043-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फ़रमाया - * “तुम अपनी नमाज़ों का कुछ हिस्सा घरों में भी अदा किया करो और उन्हें क़ब्रिस्तान ना बनाओ ।" * [मुसनद अहमद, 2043-सहीह] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “You should offer part of your prayers in your homes and..." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): The Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ peace be upon him) said - * “You should offer part of your prayers in your homes and do not make them graveyards”. * [Masnad Ahmed, 2043-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• رسول الله محمدﷺ نے فرمایا: * "تم اپنی نمازوں کا

Al-Quran: Beshak, Allah jaanne wala khabardaar hai…

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Al-Quran: *“ Beshak, Allah jaanne wala khabardaar hai… ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *“ Beshak, Allah hi ko Qayamat ka ilm hai, aur Wohi barish barsata hai, aur Wohi jaanta hai jo kuch maao ke peton mein hota hai. Aur koi nahi jaanta ki woh kal kya karega, aur koi nahi jaanta ki kis zameen par usko maut aayegi. Beshak, Allah jaanne wala khabardaar hai” .* [Al Quran, Surah Luqman (31), Ayat-34]  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ अल क़ुरान: *“ बेशक, अल्लाह ही को क़यामत का इल्म है, और वही बारिश बरसाता है, और वही जानता है जो कुछ माँओं के पेटों में होता है । और कोई नही जानता की वो कल क्या करेगा, और कोई नही जानता की किस ज़मीन पर उसको मौत आएगी । बेशक, अल्लाह जानने वाला खबरदार है ।" * [अल क़ुरान, सूरह लुक़मान, (31), आयत 34] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Al-Quran: *“ Verily, Allah is All-Knower, All-Aware (of things)… ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *“ Verily Allah, with Him (Alone) is the knowledge of the Hour, He sends down the rain, and knows that which is

Koi “nahaq” tumhara maal lene aaye aur us sey ladtey huye tum maarey gaye to tum shaheed ho

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * "Koi “nahaq” tumhara maal lene aaye aur us sey ladtey huye tum maarey gaye to tum shaheed ho." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki ek shakhs Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ke paas aaya aur arz kiya - * “Ya Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ), Aap kya farmaate hain agar koi shakhs aaye mera maal (nahaq) lene ko”? * Aap, Muhammad (ﷺ) ne farmaya - * “Mat de apna maal usko”. * Phir usne kaha - * “Agar woh lade mujhse?” * Aap, Muhammad (ﷺ) ne farmaya - * “Tu bhi us se lad”. * Phir usne kaha - * “Agar woh mujh ko maar daale?” * Aap, Muhammad (ﷺ) ne farmaya - * “Tu Shaheed hai”. * Phir usne kaha - * “Agar main usko maar daalu?” * Aap, Muhammad (ﷺ) ne farmaya - * “Woh Jahannam mein jayega”. * [Sahih Muslim, Jild 1, 360] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैराह (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की एक शख़्स रसूल-अ

Jumay ka Din aur Roza - Fasting on Friday

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * "Jumay ka Din aur Roza." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Ummul Momineen Hazrat Juwayriya bint Haris (radi Allahu anha) farmaati hain ke Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) inke yahan Jumay ke din tashreef laaye aur woh Roze se thi. To Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne poocha - * “Kya tum ne kal bhi Roza rakha tha?” * Kaha - * “Nahin”. * Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne phir poocha - * “Kya kal Roza rakhne ka iraada hai?” * Kaha - * “Nahin”. * To Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Phir Roza tod do”. * [Sunan Abu Dawood, 2422-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): उम्मुल मोमिनीन हज़रत जुवेरिया बिन्त हारिस (रदी अल्लाहु अन्हा) फ़रमातीं हैं की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) इनके यहाँ जुमे की दिन तशरीफ़ लाये और वह रोज़े से थीं। तो आप, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने पुछा - * “क्या तुम ने कल भी

Tum mein se koi shakhs jitni der Namaz ke intezar mein baithta hai

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “Tum mein se koi shakhs jitni der Namaz ke intezar mein baithta hai Namaz hi mein rehta hai jab tak…" * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Tum mein se koi shakhs jitni der Namaz ke intezar mein baithta hai Namaz hi mein rehta hai jab tak be-wuzu na ho jaaye, farishte uske liye Dua karte rehte hain: ‘Eh Allah, isey maaf farma, Eh Allah, is par reham farma’”. * [Sahih Muslim, 1511] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैराह (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “तुम में से कोई शख़्स जितनी देर नमाज़ के इंतेज़ार में बैठता है नमाज़ ही में रहता है जब तक बेवुज़ु ना हो जाए, फरिश्ते उसके लिए दुआ करते रहते हैं: ‘ऐ अल्लाह, इसे माफ़ फरमा, ऐ अल्लाह, इस पर रहम फरमा’ ।" * [सहीह मुस्लिम, 1511] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• * Bismill

Jo bhi Muhammad (ﷺ) ke liye Waseela’ maangega, usey Qayamat ke din

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Jo bhi Muhammad (ﷺ) ke liye Waseela’ maangega, usey Qayamat ke din Muhammad (ﷺ) shafaat milegi…" * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu): ❶ Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Allah Subhanahu se mere liye ‘Waseela’ maanga karo”. * Sahaba (radi Allahu anhuma) ne poocha - * “Ya Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam), ‘Waseela’ kya hai?” * To Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Yeh Jannat ka sabse aala darja hai aur wo sirf ek hi shakhs ko ata kiya jaayega, aur main umeed rakhta hu ki woh main hi hoon”. * [Jami At-Tirmizi, Jild 2, 3612-Sahih] ❷ Hazrat Jabir bin Abdullah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jo shakhs Azaan sunkar yeh kahe << _ Allahumma Rabba hazihid-daawatit-tammaa was-salatil