Daily Calendar - Quran & Hadith - 09 January 2022

*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
  ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: : *“Tum Allah Ta'ala ke hukmon ki hifaazat karo, Allah Ta'ala tumhari hifaazat karega”.* [Book of Tirmizi, 2516]

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•  
  ► Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: : *”Jo bagair ilm wa tajrabe ke ilaaj karega, to wahi us ke nuqsaan ka zimmedaar hoga”.* [Book of Abu Dawud, 4586]
https://youtu.be/y4MVanIozEg
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
  ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: *”(Agar kisi se milne jaao to andar daakhil hone se pehle) 3 martaba ijaazat maango, agar ijaazat mil jaaye to thheek hai, warna waapas laut jaao”.* [Book of Muslim, 5753]
https://youtu.be/VYj6oup2RNw
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
  ► Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: *”Neki karna buri maut se bachaata hai”.* [Book of Tabrani kabeer, 8014]
https://youtu.be/xkzVBo15ZB8
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
 ► Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: *”Tum mein se koi apni biwi ko is tarah na maare jis tarah se gulaam ko maara jaata hai”.* [Book of Bukhari, 5204]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•  
----- Please visit our NEW BlogSpot

*WhatsApp Groups*

*Telegram Channel:*

► *LIKE, FOLLOW & SHARE this Page:*


•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► *Subscribe to our Youtube channels:*

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•

Popular posts from this blog

Hurmat wale mahine chaar (4) hain aur inmein apne upar zulm na karo

Allah se Aulad maangne ki Dua

Subah, Shaam aur Pareshani ke waqt padhne ki dua