*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
--- *رَبِّ قِنِي عَذَابَكَ يَوْمَ تَبْعَثُ عِبَادَكَ*
---
*Rabbi qinee ‘azaabaka yawma tab aasu ‘ibaadaka.*
[Abu Dawud 4/311; Sahih At-Tirmizi 3/143]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
_Sone se pehle ki Dua aur Qayamat ke azaab se bachne ke liye_
---
*Eh Allah, mujhko Tu apne us din ke azaab se bacha jis din Tu apne bandon ko uthayega ya jama karega.*
---
*एह अल्लाह, मुझ को तू अपने उस दिन के अजाब से बचा जिस दिन तू अपने बंदों को उठाएगा या जमा करेगा ।*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
_Dua before sleeping and to save from the punishment of Qayamah_
---
*O Allah, save me from Your punishment on the Day that You resurrect Your slaves.*
--- *اے الله، مجھ کو تو اپنے اس دن کے عذاب سے بچا جس دن تو اپنے بندوں کو اٹھائے گا یا جمع کرے گا-*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
*Please join our Telegram channel:*
Popular posts from this blog
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ) ki Aakhri ashre mein Qayam Al Lail (Tahajjud) ki namaz…” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Zarr (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki humne Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ke saath Ramzan ke roze rakhe un hone humko 23 raat tak Qayam-Al-Lail ki namaz nahi pdhayee. Phir 23 raat ko ek tihayee raat tak namaz padhate rahe. Phir 24 raat ko namaz nahi padhayee aur phir 25 raat ko aadhi raat tak namaz padhate rahe. Maine arz kiya - *“ Ya Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam), kaash aap baaqi raat mein bhi hamare saath isee tarah namaz ada farmate” .* Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne irshaad farmaya - *“ Jo shakhs Imam ke saath (Qayam mein) khada ho aur uske faarig hone tak saath rahe usko puri raat Qayam-Al-Lail (sari raat namaz pdhne) ka sawab milta hai” * Aur uske baad Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne 27 r...
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: * “Zakat-ul-Fitr Ghulam aur Azaad, Mard aur Aurat, Chotey aur Badey tamaam Musalmano par farz hai.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abdullah Bin Umar (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki - * “Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne Zakat-ul-Fitr ek saa khajur ya ek saa jou (barley) (One saa = 3 Kilograms, taqreeban) farz qarar di hai jo Ghulam aur Azaad, Mard aur Aurat, Chotey aur Badey, tamam Musalmano par farz hai aur Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne ye hukm diya hai ki Namaz (Eid) ke liye jane se pehle ye Sadqa ada kar diya jaye”. * [Sahih Bukhari, Jild 2, 1503] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►हदीस (हिंदी): हज़रत अब्दुल्लाह बिन उमर (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की * “रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने ज़कात-उल-फ़ित्र एक सा खजूर या एक सा जौ (एक सा = 3 किलोग्राम, तक़रीबन) फ़र्ज़ क़रार दी है जो गुलाम और आज़ाद, मर्द और औरत, छोटे और बड़े, तमाम मुसलमानो पर फ...
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *" Iss dua ko raat ko padhne ke baad agar maut bhi aajaye to Islam par hogi ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Al-Bara' bin `Azib (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *"Aye Falaan, jab tum apne bistar par jao to ye dua padho agar tum isko padhne ke baad raat mein mar gaye to fitrat par yani Deen-e-Islam par maroge aur subah ko zinda uthe to sawab milega: * ---- * اللَّهُمَّ أَسلَمتُ نَفسِي إِلَيكَ، وَفَوَّضتُ أَمرِي إِلَيكَ وَوَجَّهتُ وَجهِي إِلَيكَ، وَأَلجَأتُ ظَهرِي إِلَيكَ رَغبَةً وَرَهبَةً إِلَيكَ، لاَ مَلجَأَ وَلاَ مَنجَا مِنكَ إِلاَّ إِلَيكَ آمَنتُ بِكِتَابِكَ الَّذِي أَنزَلتَ، وَبِنَبِيِّكَ الَّذِي أَرسَلتَ * --- * Allahumma aslamtu nafsi ilaika, wa fauwadtu Amri ilaika, wa wajjahtu waj-hi ilaika, wa alja'tu zahri ilaika, raghbatan wa rahbatan ilaika, La malja'a wa la manja min...