Daily Calendar Hadiths - 26 February

*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
   ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Gunaah se tauba karne waala, gunaah na karne waale ki tarah hai”.* [Book of Ibn-e-Maaja : Hadees No. 4250]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
  ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Aadmi ki khud ko behtar samjhne ki aadat; sab se ziyaada halaak karne waali hai”.* [Book of Sho’abul Imaan : Hadees No. 7252]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
  ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Aur ek dusray ka maal na-haq na khao aur na is ko ( rishwat ) hakimon ke paas pahuchao takay logon ke maal ka kuch hissa najaaiz taur par khajao aur ( usay ) tum jantay bhi ho".* (Quran: Chapter/Surah -Al-Baqarah: Verse/Ayat no. 188)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
  ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Aamaal ka daaromadaar niyyaton par hai”.* [Book of Bukhaari : Hadees No. 1]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
  ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: : *"Zameen mein fasaad machaane ki koshish na karo, yaqeen jaano Allah fasaad machaane waalon ko pasand nahin karta".* (Quran: Chapter/Surah -Qasas: Verse/Ayat no. 77)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
*WhatsApp Groups*

 --- Image Credit: _Deeniyat(dot)com_ 

LIKE & SHARE this Page: FB.com/Quran.Arabic.Urdu1/ 
LIKE & SHARE this Page: FB.com/DailyQVH/
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•