Daily Calendar Hadiths - 28 February

*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
   ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Sab se achcha aadmi woh hai jise gussa der se aaye aur jaldi chala jaaye”.* [Book of Tirmizi: Hadees No. 2191]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
  ►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Padho, apne parwardigar ka naam le kar jisne sab kuchh paida kiya".* (Quran: Chapter/Surah -Al-Alaq: Verse/Ayat no. 01)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
  ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Dozakh waale aur jannat waale baraabar nahin ho sakte, jannat waale hi kaamyaab hai".* (Quran: Chapter/Surah Hashr: Verse/Ayat no. 20)
<
div style="text-align: center;">•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
  ►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Apne parwardigaar ke naam ki tasbeeh karo, jis ki shaan sab se oonchi hai, jis ne sab kuch paida kiya aur theek theek banaya".* (Quran: Chapter/Surah -Al-Aala: Verse/Ayat no. 1-2)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
  ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: : *“Tum mein sab se behtar woh shakhs hai jo (mohtaajon ko) khaana khilaaye”.* [Book of Musnade Ahmed: Hadees No.23929]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
*WhatsApp Groups*

 --- Image Credit: _Deeniyat(dot)com_ 

LIKE & SHARE this Page: FB.com/Quran.Arabic.Urdu1/ 
LIKE & SHARE this Page: FB.com/DailyQVH/
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•