Daily Calendar Hadiths - 24 February

*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
   ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Jhooti qasam kha kar maal to bik jaaye ga, lekin tijaarat se barkat uth jaaye gi”.* [Book of Bukhaari: Hadees No. 2082]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
  ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Kisi ke liye jaaiz nahein ke kisi ke yahaan itne din mehmaan bane ke mezbaan tang ho jaaye”.* [Book of Aladabul Mufrad: Hadees No. 743 ]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
  ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) : *“Jab kisi ke yahaan tashreef le jaate to darwaaze ke saamne khade na hote, balke daaein baaein khade hote aur farmaate: As salaamu Alaikum, As salaamu alaikum”.* [Book of Abu Daaood: Hadees No. 5186]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
  ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Jo shakhs (logon se) maangne ka darwaaza kholta hai, Allah Ta’ala us par tangi ka darwaaza khol deta hai”.* [Book of Tirmizi: Hadees No. 2325]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
  ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: : *"Tum Allah se maafi kyun nahi maangte, taake tum par raham kiya jaaye".* (Quran: Chapter/Surah -Al-Naml: Verse/Ayat no. 46)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
*WhatsApp Groups*

 --- Image Credit: _Deeniyat(dot)com_ 

LIKE & SHARE this Page: FB.com/Quran.Arabic.Urdu1/ 
LIKE & SHARE this Page: FB.com/DailyQVH/
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•