Posts

Short Dua #68

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *رَبِّ هَبْ لِي حُكْمًا وَأَلْحِقْنِي بِالصَّالِحِينَ۔* --- *Rabbi hab lee hukman wa-alhiqnee bis-saaliheen.* [Al Quran, Chapter/Surah Al Shu'ara(26), Verse/Aayat - 83]  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *Eh Parwardigaar, mujhe ilm wa Danish ataa farma aur nekokaro me shamil kar.* --- *एह परवरदिगार, मुझे इल्म और दानिश अता फरमा और नेकोकारो में शामिल कर।*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *O Lord, give me wisdom and admit me among the righteous.* --- *اے پروردگار، مجھے علم ودانش عطا فرما اور نیکوکاروں میں شامل کر۔*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    *Please join our Telegram channel:* http://t.me/DailyDua1

Daily Calendar Hadiths - 21 February

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Faisla karne wale ke saath us waqt tak Allah ki rahmat hoti hai, jab tak woh zulm nahin karta”.* [Book of Tirmizi: Hadees No. 1330) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Haya se khoobsoorti paida hoti hai, jab ke be hayaai se badsoorti paida hoti hai”.* [Book of Tirmizi: Hadees No. 1974) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Aur aurtein doosri aurton ka mazaaq na udaaein, ho sakta hai ke woh (jin ka mazaaq udaaya gaya hai) un se (mazaaq udaane waaliyon se) behtar hon".* (Quran: Chapter/Surah Hujuraat: Verse/Ayat no. 11) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: ...

Daily Calendar Hadiths - 20 February

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Tum sab ke sab Allah Ta’ala se tauba kar ko, taake tum kaamyaab ho jaao".* (Quran: Chapter/Surah Noor: Verse/Ayat no. 31) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Yaqeenan insaan maal ki muhabbat mein bada pakka hai".* (Quran: Chapter/Surah Adiyaat: Verse/Ayat no. 08) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ): *“Peene waali cheezon ko 3 saans mein peete the; is tarah peene se itminaan haasil hota hai, takleef aur beemari se hifaazat hoti hai aur woh cheez khoob hazam ho jati hai”.* [Book of Muslim: Hadees No. 5406) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Maa baap ki nafarmaani ke alaawa jis gu...

Al Quran: Fajar ke waqt Quran padhna...

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• * وَقُرْآنَ الْفَجْرِ ۖ إِنَّ قُرْآنَ الْفَجْرِ كَانَ مَشْهُودًا۔ * _ القرآن، سورۃ بنی اسرائیل (۱۷)، آیت ٧٨ _ •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran:  * "Fajar ke waqt Quran padha karo. Beshak, Fajar ke waqt Quran padhna (farishto ki) gawahi ka sabab banta hai." * [Al Quran, Surah Al-Isra (17), Aayat 78] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ अल कुरान: * "फज्र के वक़्त कुरान पढ़ा करो l बेशक, फज्र के वक़्त कुरान पढ़ना (फरिश्तो की) गवाही का सबब बनता है l" * [अल कुरान, सुरह अल-ईसरा (17), आयत 78] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: * "Recite the Qur'an in the early dawn (Fajr). Verily, the recitation of the Qur'an in the early dawn is ever witnessed (by the angels)." * [Al Quran, Surah Al-Isra (17), Verse 78] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• القرآن: * "فجر کے وقت قرآن پڑھا کرو۔ بیشک، فجر کے وقت قرآن پڑھنا (فرشتوں) کی گواہی کا سبب بنتا ہے"۔ * _ القرآن، سورۃ بنی اسرائیل (۱۷)، آیت ٧٨ _ •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ----- Please visit our NEW Bl...

Sharab peene aur gaane sunne waalon ka ibratnak anjaam

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Sharab peene aur gaane sunne waalon ka ibratnak anjaam .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Malik Ash'ari (radi allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Meri ummat mein se kuch log sharaab peeyenge, aur uska naam badal kar kuch aur rakh denge, unke saron par baaje bajaaye jaayenge aur gaane waali aurtein unke liye gaayengi. Allah Subhanahu unhe zameen mein dhansa dega, aur unmein se kuch ko bandar aur suwar bana dega ".* [Sunan Ibne Majah, 4020-Hasan] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू मालिक अशरी (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ मेरी उम्मत मे से कुछ लोग शराब पिएँगे, और उसका नाम बदल कर कुछ और रख देंगे, उनके सरों पर बाजे बजाए जाएँगे और गाने वाली औरतें उनके लिए गाएँगी l अल्लाह सुबहानहु उन्हे ज़मीन में धंसा देगा, और उनमें से कुछ को बंदर और सुवर बना देगा l...

Zuban ki hifaazat karein

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Zuban ki hifaazat karein. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu):  Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ke samne ek shakhs ne ek aurat ka zikr kiya - *“ Ya Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam), falah aurat raat ko qayam karti hai aur din ko roza rakhti hai aur (ghar ka) kaam bhi karti hai aur sadqa bhi deti hai lekin apni zuban se padosiyo ko takleef deti hai” .* To Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Usmein koi khair nahi wo Dozakh walon mein se hai ”.* Phir us shakhs ne dusri aurat ke bare mein kaha - *“ Falah aurat sirf farz namazein padhti hai aur (paneer ke tukde) sadqa karti hai lekin apni zuban se kisi bhi shakhs ko takleef nahi pahuchati” .* To , Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Ye Jannat walo mein se hai” .* [Al-Silsila As-Sahiha, 449; Masnad Ahmed 2/440...

Deen mein nayee cheezin ejad karne walon ko hauz-e-kauther se dur kar diya jaayega

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Deen mein nayee cheezin ejaad karne walon ko hauz-e-kauther se dur kar diya jaayega .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Anas (radi allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Mere kuch saathi mere hawz-e-kauther par mere saamne laaye jaayenge, aur mai unhey pahchaan lunga, lekin phir unko mere saamne se hata diya jaayega, mai is par kahunga ki, ye mere saathi hain, lekin mujhse kaha jaayega ki, aapko malum nahi ki unhone aap ke baad kya kya nayee cheezein ejaad kar lee thi ".* [Sahih Bukhari, Jild 8, 6582] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अनस (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ मेरे कुछ साथी हौज़-अल-कौसर पर मेरे सामने लाए जाएंगे, और मैं उन्हें पहचान लूंगा, लेकिन फिर वह मेरे सामने से हटा दिए जाएंगे, मैं इस पर कहूंगा कि, यह तो मेरे साथी हैं, लेकिन मुझसे कहा जाएगा कि, आप ...

Jo shakhs Rasool-Allah ﷺ par jhooth bolta hai uske liye jahannam mein ek ghar banaya jaayega

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *" Jo shakhs Rasool-Allah ﷺ par jhooth bolta hai uske liye jahannam mein ek ghar banaya jaayega ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu): ✦ Hazrat  Abdullah bin Umar (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jo shakhs meri taraf jhooth mansoob karta hai (yani mere naam se jhoothi baat bayaan karta hai), to uske liye jahannam mein ek ghar banaaya jaayega ”.* [Al-Silsila-tus-Sahiha, 2444] ✦ Hazrat Ali (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Mujh par jhoot na bolo kyunki jo mujh par jhoot bolega wo jahannam mein daakhil hoga ”.* [Sahih Bukhari, Jild 1, 107] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अहादीस/हदीसें (हिंदी): ✦ हज़रत अब्दुल्लाह बिन उम्र (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ जो शख्स मेरी तरफ झूठ मंसूब करता है (यानी मेरे नाम से ...

Daily Calendar Hadiths - 19 February

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Jis ne kisi insaan ki jaan bachaai, goya us ne tamaam insaanon ki jaan bachaayi".* (Quran: Chapter/Surah Maidah: Verse/Ayat no. 32) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Badgumaani se bacho, beshak badgumaani nihaayat jhooti baat hai ”.* [Book of Bukhaari: Hadees No. 5143] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Jadugar chaahe kahin chala jaaye, use kamyabi naseeb nahin hoti".* (Quran: Chapter/Surah Taha: Verse/Ayat no. 69) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ne Quran mein farmaya: *"Agar tum ne achay kaam kiye to khud apne hi faide ke liye, aur agar tum ne buraiyan ki to bhi apne hi liye, phir jab dusray waday ka waqt ...

Daily Calendar Hadiths - 18 February

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Jis ne kisi insaan ka qatl kiya, goya us ne tamaam insaanon ka qatl kiya".* (Quran: Chapter/Surah Maidah: Verse/Ayat no. 32) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Har shakhs apne aamaal ke badle girwi rakha huwa hai".* (Quran: Chapter/Surah Mudassir: Verse/Ayat no. 38) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne : *“Aise logon ki daawat khaane se mana farmaaya hai jo ek doosre par apni shaan oonchi dikhaane ke liye khilaate hain”.* [Book of Abu Daaood : Hadees No. 3754) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Jis se kisi muaamle mein mashwara kiya jaaye, woh us mein ameen (amaanat-daar) hai ”....

Azkar : mujhe aur ziyaada ilm ata farma

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ *Azkar Reminder* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- *‎ رَّبِّ زِدْنِي عِلْمًا *  --- * Rabbi zidni ilman .* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- * Mere Rabb, mujhe aur ziyaada ilm ata farma *. --- * मेरे रब्ब, मुझे और ज़ियादा इल्म अता फरमा l*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- * My Lord, increase me in knowledge *. --- * میرے رب، مجھے اور زیادہ علم عطا فرما ۔* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ----- Please visit our NEW BlogSpot https://dailyquranhadiths.blogspot.com/2021/02/azkar-mujhe-aur-ziyaada-ilm-ata-farma.html https://islamicazkars.blogspot.com/2018/07/ilm-hasil-karne-ki-qurani-dua.html *WhatsApp Groups* https://chat.whatsapp.com/LAhxpCHXXCF6CrKa27sM5D *(ONLY FOR MALES)* https://chat.whatsapp.com/Jz8yourlsC18wSfsmY0hOE *(ONLY FOR FEMALES)* *►LIKE & SHARE this Page:* FB.com/Quran.Arabic.Urdu1/ *►LIKE & SHARE this Page:* FB.com/DailyQVH/ •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•  

Allah Subhanahu aur in Duaon ke darmiyan koi hijaab nahi hota hai.

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *" Allah Subhanahu aur in Duaon ke darmiyan koi hijaab nahi hota hai. "* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Do duaein aisi hain ke unke aur Allah Subhanahu ke darmiyan koi hijaab nahi hota; Mazloom ki dua aur kisi shakhs ki apne bhai ke liye uski gair mojudgi mein ki gayi dua ".* [Al Mujam Al Kabir Tabarani, 11232-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ दो दुआयें ऐसी हैं की उनके और अल्लाह सुबहानहु के दरमियान कोई हिजाब नहीं होता; मज़लूम की दुआ और किसी शख़्स का अपने भाई के लिए उसकी ग़ैर मोजुदगी में की गई दुआ l "* [अल-मुअज्जम अल-कबीर तबरानी, 11232-सही] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *" These supplications have no barrier between them and Allah ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): The Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ peace be upon him) s...

Short Dua #67

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنَ الْفَقْر، وَالْقِلَّةِ، وَالذِّلَّةِ، وَأَعُوذُ بِكَ مِنْ أَنْ أَظْلِمَ أَوْ أُظْلَمَ۔* --- *Allaahumma inni a‛oozu bi-ka minal-faqr, wal-qil-lah, wal-zil-lah, wa a‛oozu bi-ka min an aẓlima au uẓlam.* [Abu Dawood, 1544]  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *Eh Allah, Main faqr, qillat-e-maal aur zillat se Teri Panah mangta hun aur iss baat se Teri panah mangta hu ke main kisi par zulm karu ya koi mujh par zulm kare.* --- *एह अल्लाह, मैं फ़क़्र, क़िल्लत-ए-माल और ज़िल्लत से तेरी पनाह मांगता हूँ और इस बात से तेरी पनाह मांगता हूँ की मैं किसी पर ज़ुल्म करुँ या कोई मुझ पर ज़ुल्म कर।*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *O Allah, I seek refuge in You from absolute poverty, paucity, humiliation, and I seek refuge in You from oppressing or being oppressed.* --- *اے الله! میں فقر، قلت مال اور ذلت سے تیری پناہ مانگتا ہوں اور اس بات سے تیری پناہ مانگتا ہوں کہ میں کسی پر ظلم کرو...

Rajab ke mahine ke roze.

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *" Rajab ke mahine ke roze. * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu):  ✦ Hazrat Uthman bin Hakim Al-Ansari (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki unhone Hazrat Saeed Bin Jubayr / Jubair (radi Allahu anhu) se Rajab ke rozo ke baare mein pucha aur yeh sawal Rajab ke mahine mein hi kiya to unhone kaha ki maine Hazrat Ibn Abbas (radi Allahu anhu) se suna - *" Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) (lagatar) roze rakhte thay aur itne rakhte thay ki hum samajhte thay ki ab iftaar nahi karenge aur iftaar karte thay yaha tak ki hum samajhte ab roze nahi rakhenge ".* [Sahih Muslim, Jild 3, 2726] ✦ Hazrat Abu Zarr (radi Allahu anhu) se rivayat hai - *" Mere habeeb, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne mujhe teen baato ki waseeyat farmayee jo main In-sha-Allah kabhi nahi chorhunga. Pehla Chasht (Duha) ki namaz padhne ki, dusra sone se pahle witr ki namaz ada kar lene ki aur teesra har m...

Qayaamat ke din sabse ziyaada meri shafaat usko naseeb hogi jo sachche dil se "La ilaaha illAllah" kahe

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Qayaamat ke din sabse ziyaada meri shafaat usko naseeb hogi jo sachche dil se "La ilaaha illAllah" kahe .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Qayaamat ke din sabse ziyaada meri shafaat usko naseeb hogi jo sachche dil se "La Ilaaha IllAllah" kahe ".* [Sahih Bukhari , Jild 1, 99] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैरा (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ क़यामत के दिन सबसे ज़ियादा मेरी शफाअत उसको नसीब होगी जो सच्चे दिल से "ला ईलाहा ईलअल्लाह" कहे l"* [सही बुखारी, जिल्द 1, 99] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ The luckiest person who will have my intercession on the day of qayaamah will be the one who said sincerely from the bottom of his heart 'La ilaaha illAlla...

Daily Calendar Hadiths - 17 February

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Duniya mein is tarah raho, koi ajnabi pardesi rehta hai ya raasta chalta musafir”.* [Book of Bukhaari: Hadees No. 6416] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Daawat dene waale ki daawat qabool kar lo aur (hadya dene waale ka) hadya waapas mat karo”.* [Book of Sahih Ibn Habban: Hadees No. 5603] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Aye logo! Allah Ta’ala se daro, aur rozi talaash karne mein neki aur parhezgaari ka tareeqa ikhtiyaar karo aur rozi milne mein kuchh der ho jaana tumhein haraam tareeqa ikhtiyaar karne par majboor na kar de”.* [Book of Sho’abul Imaan: Hadees No. 10376] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ►A...

Daily Calendar Hadiths - 16 February

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: Poori insaaniyat mil kar kisi ko utna hi nafa pohoncha sakti hai, jitna Allah Ta’ala ne likh diya hai”.* [Book of Tirmizi: Hadees No. 2516] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Aadmi ke gunaah ke liye itna kaafi hai ke jis ka woh zimmedaar hai, us ka kharcha roke rakhe”.* [Book of Muslim: Hadees No. 2359] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Momin mardon se keh do ke woh apni nigaahein neechi rakhein aur apni sharmgaahon ki hifaazat karein. Yahi un ke liye paakeezah tareen tareeqa hai".* (Quran: Chapter/Surah Noor: Verse/Ayat no. 30) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne ...

Uske sawab mein se har roz 2 Qirat (bahut zyada) sawab kam kar diya jata hai

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: * “U ske sawab mein se har roz 2 Qirat sawab kam kar diya jata hai. " * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Ibn Umar (radi allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Jisne shikari kutte ya janwaro ki hifazat karne ke alawa koi aur kutta pala to uske sawab mein se har roz 2 Qirat (bahut zyada) sawab kam kar diya jata hai". * [Sahih Bukhari, Jild 6, 5481] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत इब्न उमर (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “जिसने शिकारी कुत्ते या जानवरों की हिफ़ाज़त करने के अलावा कोई और कुत्ता पाला तो उसके सवाब में से हर रोज़ 2 क़िरात (बहुत ज़्यादा) सवाब कम कर दिया जाता है l" * [सही बुखारी, जिल्द 6, 5481] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: * “T wo Qirat reward are deducted from his reward, daily " * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Englis...

Beshak Musalman banda jab namaz adaa karta hai jabke uska maqsad Allah Subhanahu

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Beshak Musalman banda jab namaz adaa karta hai jabke uska maqsad Allah Subhanahu ka chehra (yahi raza) ho to… "* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Beshak Musalman banda jab namaz adaa karta hai jabke uska maqsad Allah Subhanahu ka chehra (yahi raza) ho to us se uske gunah iss tarha girte hain jaise darakht se patte girte hain ".* [Musnad Ahmed, 1012-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ बेशक मुस्लमान बंदा जब नमाज़ अदा करता है जबकि उसका मक़सद सिर्फ अल्लाह सुबहानहु का चेहरा (यानी रज़ा) हो तो उस से उसके गुनाह इस तरह गिरते हैं जिस तरह दरख़्त से पत्ते गिरते हैं l "* [मसनद अहमद, 1012-सही] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *" Indeed, when a Muslim servant performs prayer seeking the countenance of Allah then... "* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): The...

Insaan usee ke saath hoga jis se muhabbat rakhta hai

Image
 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Insaan usee ke saath hoga jis se muhabbat rakhta hai .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abdullah bin Masud (radi allahu anhu) se rivayat hai ki ek shakhs Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ki khidmat mein haazir hua aur arz kiya: *" Ya Rasool-Allah (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam), aap ka us shakhs ke baare mein kya irshad hai jo kuch logon se muhabbat rakhta hai lekin unse mil nahi saka? "* to Aap (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Insaan usee ke saath hoga jis se muhabbat rakhta hai ".* [Sahih Bukhari, 6169] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अब्दुल्लाह बिन मसूद (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की एक शख्स रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) की खिदमत में हाज़िर हुआ और अर्ज़ किया: *" या रसूल-अल्लाह (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम), आपका उस शख्स के बारे क्या इरशाद है जो कुछ लोगों से मुहब्बत करता है लेकिन उनसे मिल नहीं सका? "* तो आप (ﷺ ...

Daily Quran Hadith - 15 February

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Khareed wa farokht mein dhoka dene ke liye bhao badha chadha kar na bolo”.* [Book of Muslim: Hadees No. 6541] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Insaan mein do aadatein sab se buri hain: (1) Intihaayi darje ka bukhl (kanjoosi) (2) Intihaayi darje ki buzdili”.* [Book of sho’abul Imaan: Hadees No. 10831] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Aadmi ka apne bachche ko achchhe akhlaaq sikhaana ek saa (weight) sadqa karne se behtar hai”.* [Book of Tirmizi: Hadees No. 1951] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Jo shakhs subah savere ...