Daily Calendar Hadiths - 18 February

*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
   ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Jis ne kisi insaan ka qatl kiya, goya us ne tamaam insaanon ka qatl kiya".* (Quran: Chapter/Surah Maidah: Verse/Ayat no. 32)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
  ►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Har shakhs apne aamaal ke badle girwi rakha huwa hai".* (Quran: Chapter/Surah Mudassir: Verse/Ayat no. 38)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
  ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne : *“Aise logon ki daawat khaane se mana farmaaya hai jo ek doosre par apni shaan oonchi dikhaane ke liye khilaate hain”.* [Book of Abu Daaood : Hadees No. 3754)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
  ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Jis se kisi muaamle mein mashwara kiya jaaye, woh us mein ameen (amaanat-daar) hai ”.* [Book of Tirmizi: Hadees No. 2822)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
  ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: : *“Jis aadmi ne kisi se qarz liya, phir us ki niyyat qarz ada karne ki na ho (aur na hi us ne zindagi mein qarz ada kiya), to woh Allah se chor hone ki haalat mein milega ”.* [Book of Ibn e Maaja: Hadees No. 2410)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
*WhatsApp Groups*

 --- Image Credit: _Deeniyat(dot)com_ 

LIKE & SHARE this Page: FB.com/Quran.Arabic.Urdu1/ 
LIKE & SHARE this Page: FB.com/DailyQVH/
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•