Daily Quran Hadith - 15 February

*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
   ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Khareed wa farokht mein dhoka dene ke liye bhao badha chadha kar na bolo”.* [Book of Muslim: Hadees No. 6541]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
  ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Insaan mein do aadatein sab se buri hain: (1) Intihaayi darje ka bukhl (kanjoosi) (2) Intihaayi darje ki buzdili”.* [Book of sho’abul Imaan: Hadees No. 10831]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
  ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Aadmi ka apne bachche ko achchhe akhlaaq sikhaana ek saa (weight) sadqa karne se behtar hai”.* [Book of Tirmizi: Hadees No. 1951]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
  ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Jo shakhs subah savere 7 ajwa khajootrin kha le us din na toh use zeher se nuqaaan hoga na us par jaadu ka asar hoga”.* [Book of Bukhaari: Hadees No. 5769]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
  ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: : *“Apne marne waalon ki achchhaiyon ko yaad kiya karo aur un ki buraaiyon ko bayaan na karo”.* [Book of Abu Daaood: Hadees No. 4900]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
*WhatsApp Groups*

 --- Image Credit: _Deeniyat(dot)com_ 

LIKE & SHARE this Page: FB.com/Quran.Arabic.Urdu1/ 
LIKE & SHARE this Page: FB.com/DailyQVH/
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•