Insaan usee ke saath hoga jis se muhabbat rakhta hai


 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
✦ Mafhoom-e-Hadith: *“Insaan usee ke saath hoga jis se muhabbat rakhta hai.”*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abdullah bin Masud (radi allahu anhu) se rivayat hai ki ek shakhs Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ki khidmat mein haazir hua aur arz kiya: *"Ya Rasool-Allah (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam), aap ka us shakhs ke baare mein kya irshad hai jo kuch logon se muhabbat rakhta hai lekin unse mil nahi saka?"* to Aap (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“Insaan usee ke saath hoga jis se muhabbat rakhta hai".* [Sahih Bukhari, 6169]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► हदीस (हिंदी): हज़रत अब्दुल्लाह बिन मसूद (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की एक शख्स रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) की खिदमत में हाज़िर हुआ और अर्ज़ किया: *"या रसूल-अल्लाह (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम), आपका उस शख्स के बारे क्या इरशाद है जो कुछ लोगों से मुहब्बत करता है लेकिन उनसे मिल नहीं सका?"* तो आप (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“इन्सान उसी के साथ होगा जिस से वो मुहब्बत रखता है l"* [सही बुखारी, 6169]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
✦ Mafhoom-e-Hadith: *“Everyone will be with those whom he loves.”*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Hadith (English): Narrated by Abdullah bin Masud (may Allah be pleased with him) that a man came to the Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ peace be upon him) and said: *"O Allah's Apostle, What do you say about a man who loves some people but cannot catch up with their good deeds?"* Allah's Apostle said - *"Everyone will be with those whom he loves".* [Sahih Bukhari, 6169]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
حضرت عبدﷲ بن مسعود رضی الله عنہ سے روایت کی ایک شخص رسول الله محمدﷺ کی خدمت میں حاض ہوا اور عرض کیا: *"یا رسول اللہ ﷺ، آپ کا اس شخص کے بارے میں کیا ارشاد ہے جو کچھ لوگوں سے محبت رکھتا ہے لیکن ان سے میل نہیں سکا؟"* تو آپ محمدﷺ نے فرمایا - *"انسان اس کے ساتھ ہے جس سے وہ محبت رکھتاہے۔"* _صحیح بخاری، ٦١٦٩_
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
----- Please visit our NEW BlogSpot 
https://only-quran-hadith.blogspot.com

*WhatsApp Groups*

► *LIKE & SHARE this Page:* FB.com/Quran.Arabic.Urdu1/
► *LIKE & SHARE this Page:* FB.com/DailyQVH/
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•

Popular posts from this blog

Aakhri ashre mein Qayam Al Lail (Tahajjud) ki namaz

“Zakat-ul-Fitr Ghulam aur Azaad, Mard aur Aurat, Chotey aur Badey tamaam Musalmano par farz hai.”

Iss dua ko raat ko padhne ke baad agar maut bhi aajaye to Islam par hogi