Qayaamat ke din sabse ziyaada meri shafaat usko naseeb hogi jo sachche dil se "La ilaaha illAllah" kahe

*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
✦ Mafhoom-e-Hadith: *“Qayaamat ke din sabse ziyaada meri shafaat usko naseeb hogi jo sachche dil se "La ilaaha illAllah" kahe.”*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“Qayaamat ke din sabse ziyaada meri shafaat usko naseeb hogi jo sachche dil se "La Ilaaha IllAllah" kahe".* [Sahih Bukhari , Jild 1, 99]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैरा (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“क़यामत के दिन सबसे ज़ियादा मेरी शफाअत उसको नसीब होगी जो सच्चे दिल से "ला ईलाहा ईलअल्लाह" कहे l"* [सही बुखारी, जिल्द 1, 99]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
✦ Mafhoom-e-Hadith: *“The luckiest person who will have my intercession on the day of qayaamah will be the one who said sincerely from the bottom of his heart 'La ilaaha illAllah'.”*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Hadith (English): Narrated by Abu Hurairah (may Allah be pleased with him) that the Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ peace be upon him) said - *"The luckiest person who will have my intercession on the day of qayaamah will be the one who said sincerely from the bottom of his heart 'La ilaaha illAllah'".* [Sahih Bukhari, Book 3, 98]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
حضرت ابو ہریرہ رضی الله عنہ سے روایت کی رسول الله محمدﷺ نے فرمایا - *"قیامت کے دن سب سے زیادہ میری شفاعت اس کو نصیب ہوگی جو سچچے دل سے "لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ" کہے۔"* _صحیح بخاری، جلد ١، ٩٩_
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
----- Please visit our NEW BlogSpot 
https://youtu.be/hAHUlkaecLw

*WhatsApp Groups*

► *LIKE & SHARE this Page:* FB.com/Quran.Arabic.Urdu1/
► *LIKE & SHARE this Page:* FB.com/DailyQVH/
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•

 

Popular posts from this blog

Aakhri ashre mein Qayam Al Lail (Tahajjud) ki namaz

“Zakat-ul-Fitr Ghulam aur Azaad, Mard aur Aurat, Chotey aur Badey tamaam Musalmano par farz hai.”

Iss dua ko raat ko padhne ke baad agar maut bhi aajaye to Islam par hogi